Guest guest Posted September 15, 2004 Report Share Posted September 15, 2004 Res.Sister, I had been to Pune ,Mumbai and nagpur for more than 6 years so i know Marathi very well. Regards Nandu On Wed, 15 Sep 2004 vasumati padhye wrote : >Res.Nandkishoreji namaskar >Thanks for asking about this stotra.This Stotra is in Marathi.Do you know or can you read Marathi?because there is no word for " La " in Hindi.After receiving this stotra you must learn how to read this stotra from any marathi person.There are so many Marathi people in Indore, one of them will certainly help you. >Second thing before and after reading this stotra you have to read Shri Ramraksha Stotra(which is in Sansrit) because if you forget tp pray Shri Ram,then Hanumanji would never give you anything.You have to read this stotra( Not phalshruti-i mean the meaning of the words that what will you get after reading this stotra) 11( Elevan) times every day.well With Shri Ramraksha it will take Half-an -hour or nearly 1 hour for all these things.( Phalshruti sirf dus(10) bar kahane ke bad jab aap 11 ve bar stotra kahana shuru karenege tabhi stotra ke aakhir me Phalshruti Padhiye) meri yeh mail dhyanse padhiye aur phir tay kijiye. >11 bar everyday aise aapako 121( Eksow ekkis din) din padhana padega( approx 4 months) 121 din ka 1 mandal( Avartan) aise apako 11 madal karane padenge.matalab aapke her dosh nivaran ke liye aapko her din 11 bar aise 3( Teen) sal padhana padega.Are you ready to do all these things? Koi tantra- mantra ya kisi Dusare devataki puja ya koi Hom-havan karane ki ya koi Ratna pahananeki Jarurat nahi hogi Itani Takad yeh Stotra rakhata hai sirf Dilojan se Bhakti -Shraddha aur Shri Hanumanji tatha Shri Ramjike liye sampurna Samarpan chahiye.De sakenge aap ya koi anya aadami ya aurat utana samay?Nandkishoreji Aapki samasya ka nivaran yeh Stotra Jarur karega isaki mai 1000% guarantee to de sakati hun.Lekin dusari bat jo mahatva bhi rakhati hai ke Agar aapne Janbuzkar ya bina jane hue agar kisika dil dukhaya hoga to aapko pahale usbareme Bhagavnke pas Kshama( Mafi) mangani hogi aur jab apaka man tatha Hriday Shuddha ho jayega tabhi aap nishchint aur shant manse yeh sabhi kar payenge.Nandkishoreji > please muze galat na samaze mai janati hu ke aapne janbuzkar to kisiko dukhaya nahi hoga par aapki Kundlike Grah aapaki her Trasadike liye hi jimmedar ahi.Mai yaha kisi ko salah dene ke liye nahi baithi hun na muze koi aadhikar hai lekin Jyotish me nahi to Aadhyatimik drishtise mere anubhav ,Santoki muzpar tatha mere Gharpar Kripa drishti aur Upasana ke liye madad dene vale mere Kundlike Graha issi aaharpar mai yeh sab kuch kah rahi hu.Krupaya mere bareme Koi galatfahami na banaye.Aapaki Ishta devata(Vrishick Rashi) Bhagvan Shri Ganeshji hai kya aap ab bhi maine bataya hua karana chahenge? Mere Is mail ko reply jarur kare.Mai Stotra tabhi aapke vichar jananeke bad dungi please bura mat maniye.Aap frankly bolanevale hai issiliye mai sab janana chahungi >regards >vasumati > > > > > Mail is new and improved - Check it out! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 15, 2004 Report Share Posted September 15, 2004 Res.Nandkishoreji Thanks for prompt reply now you have to do these things it will take 7 to 10 minuites to Find this Stotra.Do as i say 1) First try to get this site i mean type on the website this address given below. www.mmlondon.co.uk 2) Secondly click on useful links( Upayogi Dhagedore). 3) Third-click on Religious Literature 4) Fourth-Click on Religious Documents in Marathi 5) Fifth- Click on "bhimrupi" Stotra ( PDF file ) under the headline as Shri Samarth Ramadas Svami Kr^ipa 6) If Adobe reader ask you the permission for accessing internet say "Yes" Then you can make a printout of this Stotra. 7) There is also Shri Ramraksha Stotra in Sansrit Sriptures try to find out. Try to read Shri kalbhairav Stotra in the evenining see my message no.10002 how to find Shri Kalbhairav Stotra. Puri taraha Shraddha Rakhakar kijiye Shri Hanumanji tatha Shri Ramjiki puja ke baad Subah padhe aur aatamvishvas rakha kar kampar jaye apaka kam Safal hoga. regards vasumati New and Improved Mail - Send 10MB messages! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 16, 2004 Report Share Posted September 16, 2004 Respected Sister Knowingly i never hurt any body but unknowingly no one can say.Any way since lst 25 years every day I am practcing Ram Raksha Stotra(IT IS KANTHASTHA TO ME ),Hanuman Chalisa,Gayatri Chalisa<Ganapati Atharvashirsh Stotra,Devi Sukta,Argala,Keelak and Siddha Kunjika Stotra etc. I was and I am always available to every body if they require any kind of help,but in my bad times I found that is lonely battle for me.Any way one of my weak point or negative quality is that I am very straight forward,Blunt and never compromised in my life. I am deeply touched by your this act of sparing time for me from your day do day busy schedule. Thanks once again. Brotherly yours Nandu On Wed, 15 Sep 2004 vasumati padhye wrote : >Res.Nandkishoreji namaskar >Thanks for asking about this stotra.This Stotra is in Marathi.Do you know or can you read Marathi?because there is no word for " La " in Hindi.After receiving this stotra you must learn how to read this stotra from any marathi person.There are so many Marathi people in Indore, one of them will certainly help you. >Second thing before and after reading this stotra you have to read Shri Ramraksha Stotra(which is in Sansrit) because if you forget tp pray Shri Ram,then Hanumanji would never give you anything.You have to read this stotra( Not phalshruti-i mean the meaning of the words that what will you get after reading this stotra) 11( Elevan) times every day.well With Shri Ramraksha it will take Half-an -hour or nearly 1 hour for all these things.( Phalshruti sirf dus(10) bar kahane ke bad jab aap 11 ve bar stotra kahana shuru karenege tabhi stotra ke aakhir me Phalshruti Padhiye) meri yeh mail dhyanse padhiye aur phir tay kijiye. >11 bar everyday aise aapako 121( Eksow ekkis din) din padhana padega( approx 4 months) 121 din ka 1 mandal( Avartan) aise apako 11 madal karane padenge.matalab aapke her dosh nivaran ke liye aapko her din 11 bar aise 3( Teen) sal padhana padega.Are you ready to do all these things? Koi tantra- mantra ya kisi Dusare devataki puja ya koi Hom-havan karane ki ya koi Ratna pahananeki Jarurat nahi hogi Itani Takad yeh Stotra rakhata hai sirf Dilojan se Bhakti -Shraddha aur Shri Hanumanji tatha Shri Ramjike liye sampurna Samarpan chahiye.De sakenge aap ya koi anya aadami ya aurat utana samay?Nandkishoreji Aapki samasya ka nivaran yeh Stotra Jarur karega isaki mai 1000% guarantee to de sakati hun.Lekin dusari bat jo mahatva bhi rakhati hai ke Agar aapne Janbuzkar ya bina jane hue agar kisika dil dukhaya hoga to aapko pahale usbareme Bhagavnke pas Kshama( Mafi) mangani hogi aur jab apaka man tatha Hriday Shuddha ho jayega tabhi aap nishchint aur shant manse yeh sabhi kar payenge.Nandkishoreji > please muze galat na samaze mai janati hu ke aapne janbuzkar to kisiko dukhaya nahi hoga par aapki Kundlike Grah aapaki her Trasadike liye hi jimmedar ahi.Mai yaha kisi ko salah dene ke liye nahi baithi hun na muze koi aadhikar hai lekin Jyotish me nahi to Aadhyatimik drishtise mere anubhav ,Santoki muzpar tatha mere Gharpar Kripa drishti aur Upasana ke liye madad dene vale mere Kundlike Graha issi aaharpar mai yeh sab kuch kah rahi hu.Krupaya mere bareme Koi galatfahami na banaye.Aapaki Ishta devata(Vrishick Rashi) Bhagvan Shri Ganeshji hai kya aap ab bhi maine bataya hua karana chahenge? Mere Is mail ko reply jarur kare.Mai Stotra tabhi aapke vichar jananeke bad dungi please bura mat maniye.Aap frankly bolanevale hai issiliye mai sab janana chahungi >regards >vasumati > > > > > Mail is new and improved - Check it out! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 16, 2004 Report Share Posted September 16, 2004 Res.Nandkishoreji Thanks for calling me your sister. Nankishoreji mere sath bhi kai bar bachpanse lekar aajtak aisahi hua ke maine kai longoki( meri friends,padosi aur kai anya log jo mere koi vajaha na hote hue bhi dushman ban gaye) madad ki.Lekin jab maine madad mangi to sabhi pith dikhakar chale gaye. Lekin kya kare Karka Rashike(Meri Karka rashi hai) log aadatse hi milansar aur samajik hote hai lekin in longoki madad to koi nahi karata. Dusari bat Chandra Samaj ka pratinidhitva karata hai agar vah papgraha ke sath hai ya ppagraha ki drishtime hai ya pidit hai to vah aadami ya aurat bahut taklif bardasht karate hai.Mera Chandra vyaya(12 th place) sthanme ketuse pidit tatha apaka Chandra labh sthan(Jis sthan se hum Paisa, anya labh,dost-parivar aadi dekhate hai) me Sahni-Rahu ke sath tatha uspar pancham sthanse Ketu ki dristi iss sabse pidit hone ki vajahase hi aur Chandra usaki neech rashi Vrishchikme hone ki vajahase aap itani pareshani utha rahe hai. Agar apake paas Maine bataya hue Shri Hanumanji ke Stotra padhane ke liye samay nahi hai to koi baat nahi lekin aap agar meri dilse salah manenge to Moti Pahaniye aur Shri kalbhairavashtak hi padhiye.Koi chahe kuchbhi kahe lekin Maharashtra ke kai astrologer aur jinhe Shri Devi Durga ki siddhi prapt hai aise longose parichay hone ke baad muze Shri kalbhairavashtaka hi padhane ke liye(Rahu ki pidake liye) upadesh diya hai. Dusari baat aap phir ek bar Sankalp karake yeh sabhi padhna shuru kare.Bina sankalp koi kaam siddha nahi hota."Mai meri pida nivaran hetu yeh stotra padhane ka sankalp kar raha hun" aise Bhagvan ke samane bolkar hi phir sabhi prarambh kare.Kam avashya hoga. Mai thodi busy hu.20 tarikh(Monday) ko ek naya mantra dungi. regards vasumati vote. - Register online to vote today! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 16, 2004 Report Share Posted September 16, 2004 Res.Sister, I am not denying to read Hanuman Stotra and my marathi as good as any Puneyite can be proud of it.If I can do any thing for u for your this generosity I will feel oblised. with regards. Nandu On Thu, 16 Sep 2004 vasumati padhye wrote : >Res.Nandkishoreji >Thanks for calling me your sister. >Nankishoreji mere sath bhi kai bar bachpanse lekar aajtak aisahi hua ke maine kai longoki( meri friends,padosi aur kai anya log jo mere koi vajaha na hote hue bhi dushman ban gaye) madad ki.Lekin jab maine madad mangi to sabhi pith dikhakar chale gaye. >Lekin kya kare Karka Rashike(Meri Karka rashi hai) log aadatse hi milansar aur samajik hote hai lekin in longoki madad to koi nahi karata. >Dusari bat Chandra Samaj ka pratinidhitva karata hai agar vah papgraha ke sath hai ya ppagraha ki drishtime hai ya pidit hai to vah aadami ya aurat bahut taklif bardasht karate hai.Mera Chandra vyaya(12 th place) sthanme ketuse pidit tatha apaka Chandra labh sthan(Jis sthan se hum Paisa, anya labh,dost-parivar aadi dekhate hai) me Sahni-Rahu ke sath tatha uspar pancham sthanse Ketu ki dristi iss sabse pidit hone ki vajahase hi aur Chandra usaki neech rashi Vrishchikme hone ki vajahase aap itani pareshani utha rahe hai. >Agar apake paas Maine bataya hue Shri Hanumanji ke Stotra padhane ke liye samay nahi hai to koi baat nahi lekin aap agar meri dilse salah manenge to Moti Pahaniye aur Shri kalbhairavashtak hi padhiye.Koi chahe kuchbhi kahe lekin Maharashtra ke kai astrologer aur jinhe Shri Devi Durga ki siddhi prapt hai aise longose parichay hone ke baad muze Shri kalbhairavashtaka hi padhane ke liye(Rahu ki pidake liye) upadesh diya hai. >Dusari baat aap phir ek bar Sankalp karake yeh sabhi padhna shuru kare.Bina sankalp koi kaam siddha nahi hota. " Mai meri pida nivaran hetu yeh stotra padhane ka sankalp kar raha hun " aise Bhagvan ke samane bolkar hi phir sabhi prarambh kare.Kam avashya hoga. >Mai thodi busy hu.20 tarikh(Monday) ko ek naya mantra dungi. >regards >vasumati > > > > >vote. - Register online to vote today! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 16, 2004 Report Share Posted September 16, 2004 Res.Nandkishoreji If you really interested in astrology and if you spare some time (you can read Marathi so i want to tell you specially) do read Bhavishyavedh Supliment on www.deshdoot.com on every wenesday and try this website also www.bhawishya.com or you can try this site from www.pudhari.com in Bhvishyasaptahiki. regards vasumati Mail is new and improved - Check it out! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.