Jump to content
IndiaDivine.org
Sign in to follow this  
Guest guest

Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra

Rate this topic

Recommended Posts

Guest guest

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Jai Sadgurudev.

Bahut sare bhaio ne apsara sadhana ke vishay me aur jankari mangi hai.

 

samst bhaion ke labharth ek atyant gupt Divyodh Marg ka Apsara Mantra bata raha hoon.

om shrim hrim apsaraya hrim shrim om

sadhak safed vastr pahan kar safed asan par sfatik mala se mantra jaap kare.

keval jaap matra se hi vichitr anubhav hone lagange. Dhyan rahe pratakshikaran ek jatil aur duruh prakriya hai. har sadhana se sambandhit kuch gupt kunjiyan hoti hain jo guru gamya hai aur unka prayog karne par hi pratakshikaran sambhav hai aur pratakshikaran ko hi purn sidhi mana jata hai.

 

kuch bhaio ne yakshini sadhana ke vishey me poocha hai.

yakshini sadhana ke liye sadhak ka atyant nidhar hona ati avashayak hai nahi to ghor kasht ho sakta hai sadhak vikshipt ho sakta hai. Apsara sadhnayain sarl aur sonya hain. Kewal Menaka sadhana Kasht sadhya hai. yakshiniyon ka niwas badrinath se upar Mana (Manibhadrapuram-Yaksho ka samrajya Kuber ke bhai manibhadr yaksh ki rajdhani) ke jangalo me hain. Mere Gurudev ne bataya tha vahan ke kandra vishesh me teen yakshiniyan niwas karti hain (vichitra, mahabhaya aur shubhangi)

vaha bath kar jaap karne se teen din me unhe partayaksh hona parta hain.

Gurudev ne bataya tha ke yakshini sidhi se koi bhi vastu sadhk ke liye durlabh nahi rahete. jo vastu uske bhagya me naa bhi ho use bhi uplabhd kava deti hai. Yeh Devi Durga ki Dasiyan hai. Sidhi kewal Sewakon ki ho sakti hain, Devtaon ki sidhi sambhav nahi hai.

 

 

Swastik

 

--- On Sat, 3/7/09, Swastik Kumar <swastikpranav wrote:

Swastik Kumar <swastikpranavApsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra Date: Saturday, March 7, 2009, 7:44 AM

 

 

 

 

 

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Gurudevebhao namah.

 

Bhai Nikhil Yeh prashan main aaj se karib 15 saal pehle apne Gurudev se poocha karta tha Maine do saal urvashi sadhana kari thi. Vichitr anubhav pratap karta raha. Kabhi aasan panni se bhig jata. kabhi uski chanchal aur madhak khushbu se madhosh ho jata. swapan me bhi apsara dhikhai de rahi thi. parantu pratakshikaran nahi ho raha tha aur pratakshikaran hi purn sidhi mani jati hai kyunki jab tak aap usse vachan nahi lete tab tak woh apke bhulaney par hazir nahi hogi. Ek baat aut hai agar aap ne partaksh sidhi kar li to apsara apko aage ki tantra sadhnayon ke bare me bhi marg darshan dege. parantu inke roop jaal me na banday kabi bhi ise patni roop me vachanbadh na karey. blki adhin karke inse kaam leve.

Har sadhana se sambandit kuch gupt sutr/kunjayain hoti hain jinka samuchit prayog kare par hi prattakshikarn sambhav hai. yeh Gurugamya hain.. Guru satpatr jankar hi inhe pradhan karte hain. Apka param sobhaigya hai ki apko Shrimaliji ka shishavat prapat hua.

Mere gurudev ne bataya tha ki Shrimali ji atyant Durlabh vidhayon ke gyata hain jinke jankar mere gurudev ke anusar 1960 ke dashak me keval 4 sidh the. Shrimali ji, Viresh Mishra (Laxmivan me tapsaya rat the), Avdhootanand (swaragvas ho gaya), Anand Parashar (Parashar Math, Uttarkashi). Inme bhi Surya vigyan, Maha Damri Sadhana, Parad Vigyan kewal Shrimali ji ko gyat tha.

 

Swastik--- On Wed, 3/18/09, nikhilanand nikhil <nikhilanand05 wrote:

nikhilanand nikhil <nikhilanand05Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran SutraswastikpranavDate: Wednesday, March 18, 2009, 10:12 AM

 

 

 

 

 

Jai Gurudev

 

Swastik bhai plz do kindly share more your knowledge about Apsara sadhna as i also been doing this divine sadhna since thre yrs but still could not yield the siddhi, can you kindly through more light on the hidden aspect of this sadhna how to please the Apsara to become visible.

It will be beneficail for all sadhaks pertaining to do this sadhna.

hoping to hear from you

 

regards

Nikhilanand--- On Sat, 7/3/09, Swastik Kumar <swastikpranav wrote:

Swastik Kumar <swastikpranav Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra Date: Saturday, 7 March, 2009, 3:44 PM

 

 

 

 

 

 

 

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik

 

New Email names for you! Get the Email name you've always wanted on the new @ymail and @rocketmail.Hurry before someone else does!

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

GuruBayai:

 

This is all nice to hear but have you experienced it. Most of us talk and fantasize all of these sadanas, but how many of us have attained Sidhi of these mantras. We all should think and work towards it I suppose and maybe in our life time we may achieve it. That is my opinion with good intentionsThanks,

 

Anand

 

 

--- On Wed, 3/18/09, Swastik Kumar <swastikpranav wrote:

Swastik Kumar <swastikpranav Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra Date: Wednesday, March 18, 2009, 2:40 PM

 

 

 

 

 

 

 

Jai Sadgurudev.

Bahut sare bhaio ne apsara sadhana ke vishay me aur jankari mangi hai.

 

samst bhaion ke labharth ek atyant gupt Divyodh Marg ka Apsara Mantra bata raha hoon.

om shrim hrim apsaraya hrim shrim om

sadhak safed vastr pahan kar safed asan par sfatik mala se mantra jaap kare.

keval jaap matra se hi vichitr anubhav hone lagange. Dhyan rahe pratakshikaran ek jatil aur duruh prakriya hai. har sadhana se sambandhit kuch gupt kunjiyan hoti hain jo guru gamya hai aur unka prayog karne par hi pratakshikaran sambhav hai aur pratakshikaran ko hi purn sidhi mana jata hai.

 

kuch bhaio ne yakshini sadhana ke vishey me poocha hai.

yakshini sadhana ke liye sadhak ka atyant nidhar hona ati avashayak hai nahi to ghor kasht ho sakta hai sadhak vikshipt ho sakta hai. Apsara sadhnayain sarl aur sonya hain. Kewal Menaka sadhana Kasht sadhya hai. yakshiniyon ka niwas badrinath se upar Mana (Manibhadrapuram- Yaksho ka samrajya Kuber ke bhai manibhadr yaksh ki rajdhani) ke jangalo me hain. Mere Gurudev ne bataya tha vahan ke kandra vishesh me teen yakshiniyan niwas karti hain (vichitra, mahabhaya aur shubhangi)

vaha bath kar jaap karne se teen din me unhe partayaksh hona parta hain.

Gurudev ne bataya tha ke yakshini sidhi se koi bhi vastu sadhk ke liye durlabh nahi rahete. jo vastu uske bhagya me naa bhi ho use bhi uplabhd kava deti hai. Yeh Devi Durga ki Dasiyan hai. Sidhi kewal Sewakon ki ho sakti hain, Devtaon ki sidhi sambhav nahi hai.

 

 

Swastik

 

--- On Sat, 3/7/09, Swastik Kumar <swastikpranav@ > wrote:

Swastik Kumar <swastikpranav@ >Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra@ s.comSaturday, March 7, 2009, 7:44 AM

 

 

 

 

 

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

 

 

dear sir,

 

 

i never did any apsara sadhana.

 

but i have been doing 10 mahavidya,and lord narasimna and bhairav

mantras and also ashown to others and also show to many other.

 

this incl siddh kunjika stotram etc.

 

and results have always been positive.

 

 

om shakti

 

gopal

 

 

On 3/27/09, Anand Murali <anand_vihar wrote:

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

GuruBayai:

 

This is all nice to hear but have you experienced it. Most of us talk and fantasize all of these sadanas, but how many of us have attained Sidhi of these mantras. We all should think and work towards it I suppose and maybe in our life time we may achieve it. That is my opinion with good intentions

Thanks,

 

Anand

 

 

 --- On Wed, 3/18/09, Swastik Kumar <swastikpranav wrote:

 

Swastik Kumar <swastikpranav

Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra Date: Wednesday, March 18, 2009, 2:40 PM

 

 

 

 

 

 

 

 

Jai Sadgurudev.

Bahut sare bhaio ne apsara sadhana ke vishay me aur jankari mangi hai.

 

samst bhaion ke labharth ek atyant gupt Divyodh Marg ka Apsara Mantra bata raha hoon.

om shrim hrim apsaraya hrim shrim om

sadhak safed vastr pahan kar safed asan par sfatik mala se mantra jaap kare.

keval jaap matra se hi vichitr anubhav hone lagange. Dhyan rahe pratakshikaran ek jatil aur duruh prakriya hai. har sadhana se sambandhit kuch gupt kunjiyan hoti hain jo guru gamya hai aur unka prayog karne par hi pratakshikaran sambhav hai aur pratakshikaran ko hi purn sidhi mana jata hai.

 

kuch bhaio ne yakshini sadhana ke vishey me poocha hai.

yakshini sadhana ke liye sadhak ka atyant nidhar hona ati avashayak hai nahi to ghor kasht ho sakta hai sadhak vikshipt ho sakta hai. Apsara sadhnayain sarl aur sonya hain. Kewal Menaka sadhana Kasht sadhya hai. yakshiniyon ka niwas badrinath se upar Mana (Manibhadrapuram- Yaksho ka samrajya Kuber ke bhai manibhadr yaksh ki rajdhani) ke jangalo me hain. Mere Gurudev ne bataya tha vahan ke kandra vishesh me teen yakshiniyan niwas karti hain (vichitra, mahabhaya aur shubhangi)

vaha bath kar jaap karne se teen din me unhe partayaksh hona parta hain.

Gurudev ne bataya tha ke yakshini sidhi se koi bhi vastu sadhk ke liye durlabh nahi rahete. jo vastu uske bhagya me naa bhi ho use bhi uplabhd kava deti hai. Yeh Devi Durga ki Dasiyan hai. Sidhi kewal Sewakon ki ho sakti hain, Devtaon ki sidhi sambhav nahi hai.

 

 

Swastik

 

--- On Sat, 3/7/09, Swastik Kumar <swastikpranav@ > wrote: 

Swastik Kumar <swastikpranav@ >

Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra@ s.comSaturday, March 7, 2009, 7:44 AM

 

 

 

 

 

 

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik  

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

HiI am New to this Groupcan you please tell me how to get siddhi in Apsara Sadhanaadn the mantras to use that sadhana adn how many time should i chant that mantraplease provide me the informationThanks in advanceThanks ani--- On Fri, 27/3/09, Anand Murali <anand_vihar wrote:Anand Murali <anand_viharRe: Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra Date: Friday, 27 March, 2009, 6:48 AM

 

GuruBayai:

 

This is all nice to hear but have you experienced it. Most of us talk and fantasize all of these sadanas, but how many of us have attained Sidhi of these mantras. We all should think and work towards it I suppose and maybe in our life time we may achieve it. That is my opinion with good intentionsThanks,

 

Anand

 

 

 --- On Wed, 3/18/09, Swastik Kumar <swastikpranav@ > wrote:

Swastik Kumar <swastikpranav@ > Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra@ s.comWednesday, March 18, 2009, 2:40 PM

 

 

 

 

 

 

 

Jai Sadgurudev.

Bahut sare bhaio ne apsara sadhana ke vishay me aur jankari mangi hai.

 

samst bhaion ke labharth ek atyant gupt Divyodh Marg ka Apsara Mantra bata raha hoon.

om shrim hrim apsaraya hrim shrim om

sadhak safed vastr pahan kar safed asan par sfatik mala se mantra jaap kare.

keval jaap matra se hi vichitr anubhav hone lagange. Dhyan rahe pratakshikaran ek jatil aur duruh prakriya hai. har sadhana se sambandhit kuch gupt kunjiyan hoti hain jo guru gamya hai aur unka prayog karne par hi pratakshikaran sambhav hai aur pratakshikaran ko hi purn sidhi mana jata hai.

 

kuch bhaio ne yakshini sadhana ke vishey me poocha hai.

yakshini sadhana ke liye sadhak ka atyant nidhar hona ati avashayak hai nahi to ghor kasht ho sakta hai sadhak vikshipt ho sakta hai. Apsara sadhnayain sarl aur sonya hain. Kewal Menaka sadhana Kasht sadhya hai. yakshiniyon ka niwas badrinath se upar Mana (Manibhadrapuram- Yaksho ka samrajya Kuber ke bhai manibhadr yaksh ki rajdhani) ke jangalo me hain. Mere Gurudev ne bataya tha vahan ke kandra vishesh me teen yakshiniyan niwas karti hain (vichitra, mahabhaya aur shubhangi)

vaha bath kar jaap karne se teen din me unhe partayaksh hona parta hain.

Gurudev ne bataya tha ke yakshini sidhi se koi bhi vastu sadhk ke liye durlabh nahi rahete. jo vastu uske bhagya me naa bhi ho use bhi uplabhd kava deti hai. Yeh Devi Durga ki Dasiyan hai. Sidhi kewal Sewakon ki ho sakti hain, Devtaon ki sidhi sambhav nahi hai.

 

 

Swastik

 

--- On Sat, 3/7/09, Swastik Kumar <swastikpranav@ > wrote:

Swastik Kumar <swastikpranav@ >Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra@ s.comSaturday, March 7, 2009, 7:44 AM

 

 

 

 

 

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik

 

 

Now surf faster and smarter ! Check out the new Firefox 3 - Edition * Click here!

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

 

 

 

i have never done apsara sadhana.

 

my focus is on 10 mahavidyas.

 

 

om shakti

 

gopal

 

 

On 4/23/09, Anil Kumar <anil.peram wrote:

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Hi  

I am New to this Group

 

can you please tell me how to get siddhi in Apsara Sadhana

adn the mantras to use that sadhana adn how many time should i chant that mantra

please provide me the information

 

Thanks in advance

 

Thanks ani--- On Fri, 27/3/09, Anand Murali <anand_vihar wrote:

Anand Murali <anand_vihar

Re: Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra

Friday, 27 March, 2009, 6:48 AM

 

 

 

 

 

 

 

GuruBayai:

 

This is all nice to hear but have you experienced it. Most of us talk and fantasize all of these sadanas, but how many of us have attained Sidhi of these mantras. We all should think and work towards it I suppose and maybe in our life time we may achieve it. That is my opinion with good intentions

Thanks,

 

Anand

 

 

 --- On Wed, 3/18/09, Swastik Kumar <swastikpranav@ > wrote:

 

Swastik Kumar <swastikpranav@ >

Re: Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra@ s.comWednesday, March 18, 2009, 2:40 PM

 

 

 

 

 

 

 

 

Jai Sadgurudev.

Bahut sare bhaio ne apsara sadhana ke vishay me aur jankari mangi hai.

 

samst bhaion ke labharth ek atyant gupt Divyodh Marg ka Apsara Mantra bata raha hoon.

om shrim hrim apsaraya hrim shrim om

sadhak safed vastr pahan kar safed asan par sfatik mala se mantra jaap kare.

keval jaap matra se hi vichitr anubhav hone lagange. Dhyan rahe pratakshikaran ek jatil aur duruh prakriya hai. har sadhana se sambandhit kuch gupt kunjiyan hoti hain jo guru gamya hai aur unka prayog karne par hi pratakshikaran sambhav hai aur pratakshikaran ko hi purn sidhi mana jata hai.

 

kuch bhaio ne yakshini sadhana ke vishey me poocha hai.

yakshini sadhana ke liye sadhak ka atyant nidhar hona ati avashayak hai nahi to ghor kasht ho sakta hai sadhak vikshipt ho sakta hai. Apsara sadhnayain sarl aur sonya hain. Kewal Menaka sadhana Kasht sadhya hai. yakshiniyon ka niwas badrinath se upar Mana (Manibhadrapuram- Yaksho ka samrajya Kuber ke bhai manibhadr yaksh ki rajdhani) ke jangalo me hain. Mere Gurudev ne bataya tha vahan ke kandra vishesh me teen yakshiniyan niwas karti hain (vichitra, mahabhaya aur shubhangi)

vaha bath kar jaap karne se teen din me unhe partayaksh hona parta hain.

Gurudev ne bataya tha ke yakshini sidhi se koi bhi vastu sadhk ke liye durlabh nahi rahete. jo vastu uske bhagya me naa bhi ho use bhi uplabhd kava deti hai. Yeh Devi Durga ki Dasiyan hai. Sidhi kewal Sewakon ki ho sakti hain, Devtaon ki sidhi sambhav nahi hai.

 

 

Swastik

 

--- On Sat, 3/7/09, Swastik Kumar <swastikpranav@ > wrote: 

Swastik Kumar <swastikpranav@ >

Apsara Sadhana ke Gupt/Mahtavapooran Sutra@ s.comSaturday, March 7, 2009, 7:44 AM

 

 

 

 

 

 

Samasat Bhoot pranion me atama roop me nivas karaney valey Parmeshwar avam Sadgurudev ko Pranam.

 

Mera Parichay keval itna hai ke main ek samarth Guru ka Shishya hoon. Jo Paramadaraniyan pratasamarniyan Shriyut Shrimali ji ke param mitra rahain hain.

 

Gurudev se pratap Apsara Sadhana ke kuch gupt rahasyon ko jo swayam mere anubhav me aye aap sabhi bhaiyon se share karna chahta hoon. Inke dwara sadhana me safalta ki sambhavana shat pratishat rahete hai.

 

Apsara sadhana ke liye sabse vishist sthan hai Srinagar (Uttranchal) vahan Ganga Kinare (Mandakini - Apsararo ka vicharan sthal) bath kar kuch samay jaap se hi apsarao ki upasthiti ka abas vah divya sugandey anay lagti hai. Iske alawa Srinagar se thoda aage janglaon me ek patharon ke bicth ek chidra hai. Tantrik batatan hain ki vah apsara lok ka dwar hai. Agar us chidra me haath dala jaye to hath kisi komalangi dwara pakar liya jata hai, agar hath bahar khicha jaye to vah chor dege. Andhar janknay par kuch bhi dhikhai nahi dega. Yeh sthan atayant gupt hai . Kewal kuch Tantrik vah sanyasi iske bare me jantey hai.

 

Swastik  

 

 

Now surf faster and smarter ! Check out the new Firefox 3 - Edition * Click here!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...