Jump to content
IndiaDivine.org
Sign in to follow this  
Guest guest

chandaal yog ka prabhav

Rate this topic

Recommended Posts

Guest guest

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

dear all,

jai gurudev,

manav jeevan ko prabhavit karne wale 9 grahon me rahu akasmat ka sabse bada karak hai aur kaal sarp jaise tatha kathit yog ki tulna me iska chandal yog kahi jyada bhayanak hai.

rahu atyadhik ascharyjanak prabhavon se bhara hua grah hai jo ki kai guno ke saath saath vibhinn dosho se yukta hai.paap grahon me to iska sthan upar hai hi.

chandal yog ka nirmaan kaise hota hai?......

 

jyotish shastra ke anusaar brahspati par iski poorna dristhi ya yuti hone par is yog ka poorna srijan hota hai .kya aapne kabhi socha hai ki raho ka swaroop kaisa hai...... is chhaya grah ka pauranik manyata ke anusaar shish hi hai dhad hai hi nahi, ab aap hi soche ki dusth budhhi yadi gyan se bhari hogi to wah gyan positive na karke negative side hi use hoga. is prakar yeh rakshas buddhi brahspati jaise gyan data ke prabhav se prapt jatak ki buddhi ko bhi ulat kar rakh deta hai.auraise me vah vikrat gyan kya nahi kar sakta?

chandal yog ke phal swaroop bhagya hinta,mand buddhita,asantosh va ghavon ki vriddhi hoti hai.

jatak is yog ke karan jab bhi kisi mahtvpoorna karya ko sampann karne ke liye taiyari karta hai achanak uske karyon me vighna aane lagte hain.jisse karya ko wo sahi tarike se kar hi nahi pata jabki uski taiyari satik hoti hai.

buddhi ko apradh ki aur agrasar karne me is yog ka sthan mahatvapoorna hai.kyuni asantosh ka karak yog hai yeh.

 

jeevan me aaye pragati ke avsaron ko yahi yog nasth karne ka karya karta hai.

is yog se mukti ke liye sadgurudev se grah dosh nivaran diksha aur rahu ki shanti ke liye anusthan karna shreshth hai.

 

aap ka hi

a.k.nikhil

 

****ARIF****

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

nikhil ji please hamary help kare mera janm 07-02-1976 23:20 saturday

lucknow up ka hai main lagnesh shukra ,chathurtesh +panchmesh

shani,ka stone pahanta ho to mujhe nuksaan kyo hota hai,please hame

guide kare ki hum apne life me financial possision ko kase sahi kare

jo hamara bhagya aur arthik paristhithi sahi ho sake i have in very

trouble please guide me jai gurudev

ajay saini

 

 

, " Arif khan Nikhil "

<arif_2arif2000 wrote:

>

> dear all, jai gurudev, manav jeevan ko

> prabhavit karne wale 9 grahon me rahu akasmat ka sabse bada karak

hai

> aur kaal sarp jaise tatha kathit yog ki tulna me iska chandal yog

kahi

> jyada bhayanak hai. rahu atyadhik ascharyjanak prabhavon se

bhara

> hua grah hai jo ki kai guno ke saath saath vibhinn dosho se yukta

> hai.paap grahon me to iska sthan upar hai hi. chandal yog ka

> nirmaan kaise hota hai?...... jyotish shastra ke anusaar

brahspati

> par iski poorna dristhi ya yuti hone par is yog ka poorna srijan

hota

> hai .kya aapne kabhi socha hai ki raho ka swaroop kaisa hai...... is

> chhaya grah ka pauranik manyata ke anusaar shish hi hai dhad hai hi

> nahi, ab aap hi soche ki dusth budhhi yadi gyan se bhari hogi to

wah

> gyan positive na karke negative side hi use hoga. is prakar yeh

rakshas

> buddhi brahspati jaise gyan data ke prabhav se prapt jatak ki

buddhi ko

> bhi ulat kar rakh deta hai.auraise me vah vikrat gyan kya nahi kar

> sakta? chandal yog ke phal swaroop bhagya hinta,mand

> buddhita,asantosh va ghavon ki vriddhi hoti hai. jatak is yog ke

> karan jab bhi kisi mahtvpoorna karya ko sampann karne ke liye

taiyari

> karta hai achanak uske karyon me vighna aane lagte hain.jisse karya

ko

> wo sahi tarike se kar hi nahi pata jabki uski taiyari satik hoti

hai.

> buddhi ko apradh ki aur agrasar karne me is yog ka sthan

mahatvapoorna

> hai.kyuni asantosh ka karak yog hai yeh. jeevan me aaye

pragati

> ke avsaron ko yahi yog nasth karne ka karya karta hai.

> is yog se mukti ke liye sadgurudev se grah dosh nivaran diksha aur

rahu

> ki shanti ke liye anusthan karna shreshth hai.

> aap ka hi

> a.k.nikhil

>

> ****ARIF****

>

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Jai Gurudevdear ajayShani aapke ese sthaan par ha jo  aamdani  kam karvata ha and expence jyada karvata ha and karz ki position la deta ha.  Shani ke karan hi aapke maan-samman ma kami aati ha and father ka liya bi nuksaan dey ha , father ko murtu-tulay kasth deta ha.Shani ke karan hi aapko mansik problems hoti ha.Aapka solution :-  1. JHANDI ke Tree par oil ka deepak jalay every saturday.2.SARSO ke Oil me apna chera dekkar  dakkot  ko saturday ko daan karey vahi oil.3. MANIK dharan karen 4 rati ka sunday koApart from all the above thing  i want to tell you one more thing about your kundli as per ur date and time

given by u.Aapki  Mangal  ki dasha 2006 se start hui ha  which will increse ur PATRIK SAMPATI jiske karan  aapka bhaiyo and  kutumbaiyo se  kalay ke yoog bnege. Iske nivaran ke liya   aap  daily      AATA and GUDH ko milakar 07 rotiya bana kar  oil  se  chupur  kar  aapne  head(seer)  se vaar kar  Dog ko kilayaYou will get the result 100%Sharwan kumar--- On Wed, 22/10/08, ajaysaini86 <ajaysaini86 wrote:ajaysaini86 <ajaysaini86 Re: chandaal yog ka prabhav Date: Wednesday, 22 October, 2008, 7:04 PM

 

 

 

nikhil ji please hamary help kare mera janm 07-02-1976 23:20 saturday

lucknow up ka hai main lagnesh shukra ,chathurtesh +panchmesh

shani,ka stone pahanta ho to mujhe nuksaan kyo hota hai,please hame

guide kare ki hum apne life me financial possision ko kase sahi kare

jo hamara bhagya aur arthik paristhithi sahi ho sake i have in very

trouble please guide me jai gurudev

ajay saini

 

@ s.com, "Arif khan Nikhil"

<arif_2arif2000@ ...> wrote:

>

> dear all, jai gurudev, manav jeevan ko

> prabhavit karne wale 9 grahon me rahu akasmat ka sabse bada karak

hai

> aur kaal sarp jaise tatha kathit yog ki tulna me iska chandal yog

kahi

> jyada bhayanak hai. rahu atyadhik ascharyjanak prabhavon se

bhara

> hua grah hai jo ki kai guno ke saath saath vibhinn dosho se yukta

> hai.paap grahon me to iska sthan upar hai hi. chandal yog ka

> nirmaan kaise hota hai?...... jyotish shastra ke anusaar

brahspati

> par iski poorna dristhi ya yuti hone par is yog ka poorna srijan

hota

> hai .kya aapne kabhi socha hai ki raho ka swaroop kaisa hai...... is

> chhaya grah ka pauranik manyata ke anusaar shish hi hai dhad hai hi

> nahi, ab aap hi soche ki dusth budhhi yadi gyan se bhari hogi to

wah

> gyan positive na karke negative side hi use hoga. is prakar yeh

rakshas

> buddhi brahspati jaise gyan data ke prabhav se prapt jatak ki

buddhi ko

> bhi ulat kar rakh deta hai.auraise me vah vikrat gyan kya nahi kar

> sakta? chandal yog ke phal swaroop bhagya hinta,mand

> buddhita,asantosh va ghavon ki vriddhi hoti hai. jatak is yog ke

> karan jab bhi kisi mahtvpoorna karya ko sampann karne ke liye

taiyari

> karta hai achanak uske karyon me vighna aane lagte hain.jisse karya

ko

> wo sahi tarike se kar hi nahi pata jabki uski taiyari satik hoti

hai.

> buddhi ko apradh ki aur agrasar karne me is yog ka sthan

mahatvapoorna

> hai.kyuni asantosh ka karak yog hai yeh. jeevan me aaye

pragati

> ke avsaron ko yahi yog nasth karne ka karya karta hai.

> is yog se mukti ke liye sadgurudev se grah dosh nivaran diksha aur

rahu

> ki shanti ke liye anusthan karna shreshth hai.

> aap ka hi

> a.k.nikhil

>

> ****ARIF****

>

 

 

 

 

From Chandigarh to Chennai - find friends all over India.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest vikas mehra

Guruji I born in 9oct.1979 I have rahu,Shani,guru togather in 5th house so I have too much financiel problems please give me guidance.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest Gunjan

Guruji, I born on 22nd April 1987 at 13.00 & i have chadaal dosha, can you pls guide me what to do.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...