dear (righting in Hindi)
devDiamond28 as per my knowlege 5th house show your viddya stan , santati stan , pranay stan .isliye tumhare padhai me rukavate aa rahi hai, or shayad agar tumhara kahi love affaire chal raha hai to tum savdhan rehana ,mere kundli mai bhi 5 th pe ketu hai mai bhi apni padhai puri nahi kar paya.our mangal konse ghar me hai ye dekhna jaruri hai.agar tum janna chahte ho to mai study karke bata sakta hu