hello mera naam jyoti hai,
main bahut badi problem main hun plz meri help ker dejiya main ek
ledka ko pasand kerti hun vo bhi mujhe pasand kerta hai per vo apna
gharwalo se mera liya baat nahi kerta hai main us sa shadi kerna cahti
hu uska ghar wala bhi hamari shadi ka liya nahi manta hai plz mujhe
kuch kamdev vashikaran mantar ka bataiya aur usa kaisa use kerta hai
plz meri help kijeya