Jump to content
IndiaDivine.org

Kripaya uske jeewan ka maarg khol de-----------

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Starting Time 19:20 p.m. ==================== He Swami es saanjh bela me aapke pawan kamal charno me es sewak ka kotishah pranam avam namaskar.He Swami aap sarveshwara hai,sabke Swami hai.Aapki aparamit shakti se hi yah sampurn jagat chalayaman hai. He Swami mujh me hazar-lakhjo avagun hai. Fir bhi daya avam karuna vash aap ham paal rahe hai, raksha kar rahe hai aur hame shukh tatha shanti dene hetu sadev krat-sankalp rahte hai. Attaiv he Swami mai aapki sharan me hu.Pl meri raksha kare, hame sahi maarg dikhlaye avam apni shakti tatha bal se jeewan me aage badhaye.He Swami aap jante hai ki Bhaiya Aanand,mera beta, abhi Banglore me hi hai.Voh vigat raksha-bandhan se vaha par job hetu

prayas-rat hai.Aaj shaam ko ek company se uska interview hua hai.Par sab kuchh aapki daya-kripa par nirbhar karta hai.Pl he Baba ham par aap daya kare aur Bhaiya Aanand ko pl bless kare jisase uska kisi company me shighra selection ho jaye. Yadi aap chahenge to esi company se hi uska call letter aa sakta hai.Pl Baba ji ab bahut der ho chuki hai.Kripaya uske jeewan ka maarg aap apni shakti avam bal se khol de.Jisase voh bhi apna jeewan shukh-shanti se vyateet kar sake.Yahi mai aapse karvaddh prarthan avam vinati karta hu. Jai Sai Nath.Pawan Om Samadhi ki Jai. Aapki kripa-daya ka aakanshi, Shatrughan, Time 19:50

p.m. 12-9-2007 ========

DELETE button is history. Unlimited mail storage is just a click away.

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...