Guest guest Posted June 17, 2006 Report Share Posted June 17, 2006 dear, bhaumik your lagan is mithun and on 29 deg ab kundli ka analysis apni bhasha me karunga. book ki language use nahi karunga: lagnesh budh 3sre bhaav me ketu k sath hai, ab budh jo dimag hai aur ketu jiska head hi nahi, so, hum keh sakte hai ki ghadha(ketu)k sath dimag hai, means u have a lot of of intelligence but its not fruitfull. shukra jo maya ka karak hai 4th house me debiliated hai, aur 2nd house jisey dhan ka kosh kehte hai usme surya+mangal baithey hai, means pakki dopehar, ab LAXMI ka waahan to ullu(owl)hai aur usko din me nazar nahi aata, to laxmi kaisey ayegi??? means sm problems regarding money rahu 9 ne guru 5 ka shubh asat kam kar diya, rahu(jungli hathi) agar ganesh bann jaye to yehi hathi jo mandir me 9 ve ghar me hain shubh ho jayega, means aisa jatak achey karam karey aur ghar me pramaatma ka smaran kare to rahu ka paaptav kam ho jayega. lagan pe guru aur shani ono ki rashti hai, guru jogi(sadhu) aur shani bhogi+yogi, means aisa jatak kabhi samjh nahi payega k woh kiss aur jaye, kabhi mann kahega sahu bann achey kaam kar, kabhi mann bhog vilaas ki aur le jayega. jab chandra kundli ekhe to pata chala k mangal 8 me neech aur shukra 10 me neech. so aise jatak ka mann bhaiyon aur kaam se hamesha ashant rahega. baki brother vikas ji analyse karenge unka vedic pe grip bohat acha hai. thanx --- Bhaumik Shah <bhaumik814 wrote: > > > Big BortherVikasji & Rohitji > Pls reply > Kripiya mere janmotri padhiye > my dob 14 August 1970 > place Gandhinagar,Ahmedabad,Gujarat > time 4.10 AM > Bhaumik > > > > > > How low will we go? Check out Messenger & #8217;s low > PC-to-Phone call rates. > > [Non-text portions of this message have been > removed] > > Rohit Sharma (sunny) 91-9888079834 91-9876416285 Send instant messages to your online friends http://uk.messenger. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.