Guest guest Posted February 19, 2008 Report Share Posted February 19, 2008 Dear Rao sahib, Aap to bahut hi gussa ho gaye hain jab ki maine to aapko kuch bhi nahin kaha. Main to aapne hi mitar ko Salah de raha tha. Khair Ab jab aapney baat ched hi dhi he to koi baat nahin. Janab Rao Sahab, Men e Ek dusrey group main aapse ek swaal pucha tha shayad aapney pada nahi, koi baat nahi main phir puch leta hoon ki " Aapki nazar main JYOTISH ki kya paribhasha hey aur eska kya upyog hey " Aapka puchna swaal karna bilkul sahi hey, parntoo aap yeh kese sidh karenge ki aapka JYOTISH ke barey main kitna gyaan hey. Agar aap ko JYOTISH ka gyaan hey to mera vishwas he ki aapko LAL- KITAB PADHATHI ke barey main bhi samajh main aa jayega. Main Jaroor aapke parshano ka uattar dunga, parntoo yah janana bahut jaroori hey ki prashan puchne valey ki MANSHA yani Irada kya hey ? Kya vah vastav main hi jananey ka Ichuk hey ya sirf dusrey ka Majak uda kar aapne ko jyada gyani Sabit Karna chahta hey. Muze aap par koi Shanka nahi hey. Esliye pahle aap aapne baarey main batayain ki Jyotish main Aapki kya Sathithi hey? Kyonki Primery main padaney valey bachey ko High school ke math ki sums padayenge to majak to padane vale ka hi udega na ki us chote se bache ka jo ki abhi puri ginti hi nahi janta. So First of all prove yourself I have little knowldge of English so i answering in Hindi. Thanks May God Bless you Umesh Sharma Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.