Guest guest Posted February 19, 2008 Report Share Posted February 19, 2008 Hello Mr. Sharma & Mr.Rao While I do believe in Karma, I also believe that we can and do change our fate by our actions and inactions. Nothing is etched in stone unless our actions and inactions & thought remaine the same! Mr. Rao, if your unhappy with what Mr. Sharma is saying, doing teaching, etc.. then why are you constantly in his face about Lal Kitab? Isn't this like a moth drawn to the fire flame? If your unhappy, go somewhere else where you will be happy! Make your point and then move on! If you go and eat some place where the food is bad, do you continue to go to the same place and bitch the manager out every week(I have seen it happen before) for years or months? Get a life and move on! Life is too short and there is so much to learn while we are here. If you are trying to reach out to offer love and guidance, then try mentoring him and not biting him. Its much better for YOUR KARMA! the bottom line is that whatever you do comes back to you, unless you change, good or bad or both! If Mr. Sharma is a bad guy or a good guy, it will come back to him, unless he changes, then the Karma will change as well! Peace & Light to you and your's MoonUmesh Sharma <mudit982001 wrote: Dear Mr. Rao,Read your answers in capital letters below your querries. My humble request to you plz be polite. I understand your frustation but every method of Astrology has his own importance.ThanksDear Shri Umesh Sharma, Mujhe gussa is liye aya kyon ke mai lagatarkuch hafton se yahi sawal pooch raha hoon,magar mujhe aaj tak kisi nesahi jawab dene ko tayyar hi nahi hai...!Mai Jyotish ke kahi prakar ka abhyas karchuka hoon,1957 se mai Jyotish seekhte aaya hoon...bahut mehenat aur research karneke baad mujhe Krishnamurthi Padhdhati pasand aayi,(un dinon me computer nahi tha...padhayee ke sath sath Jyotish seekhna padta tha manually horoscope banata tha...)). K.P.,mere vichar se bahut hi accuratehai ...baaki sab system men maine bahut khaamiya paayi hai... Lal Kitab ke bare me sirf suna tha...magar koi genuine kitab nahi mil rahi thi...bahut se fake kitaben market men hai,aise suna tha...Is liye mai information ekhatta kar rahtha,magar koi dene ko tayyar hi nahi hai...har baar koi na koi karanse taal dete the...Isi liye bahut gussa aaya hai...aur abhi bhi hai...! Ab aap mujhe information dijiye... 1. Lal Kitab ka basis kya hai ? ANS: JO BASIS KP KA HAI. ANTAR SIRF ETNA HAI KI HUM SIRF BHAV KE KARAK GRAHON KO AUR SUVIDHA KE LIYE KAAL PURUSH KUNDLEE KO LETE HAIN. ESA NAHIN HEY KI LAGANESH YA PANCHMESH KI MAHTTA KHATAM HO GAYI HEY, SIRF GUJLON SE BACHNEY KE LIYE ESA KIYA JATA HEY. BAD MAIN JAB ESKI PURI SAMAJH AA JATI HEY TO AAM JYOTISH KE HISAB SE HI FALIT BHI NIKALTEY HAIN.AB AAP BURA NA MANE TO MAIN EK BAAT AAPSE PUCHOON KI 1. KP KA BASIS HEY?2. KYA AAP BATA SAKTEY HAIN KI GRAH KA UNCH HONA YA NEECH HONA KIS ADHAR PAR MANA GAYA HEY?3. VIMSHOTRI KA KYA ADHAR HEY? 4. MAN LAIN KI JATAK KI KUNDLEE MAIN JUPIER NEECH KA HEY TO YEH KESE SIDH HOGA KI VAH KHRAB PHAL KAR RAHA HEY? RAHI BAAT DASA PERIOD KI TO MAAN LAIN KI JATAK KA JANAM SHANI KI MAHADASHA AUR USI KI ANTER DASA MAIN HUA HO TO.5. SIR, AAPKA SUCCESS RATE KYA HEY? 2. Uska rationale kys hai ? ANS: VAHI JO KP KA HAI. 3. Uske predictions/Upayon ka success-ratekya hai...? ANS:- VAHI JO KP KI HAI. 4. Kya Lal Kitabwale log Karma me wishwas karten hai kya ?ANS: KYON NAHIN, KYA AAP LOG NAHI KARTEY?5. to upayon ka kya matlab hota hai...? ANS: JO VEDIC JYOTISH MAIN POOJA PATH KA HOTA HEY. 6.Kya koi apna prarabdha badal sakta hai ?Brahma har ek praani ka Bhavishya Likh deten hai...aur hamarePuraanon ke anusar,koi isko badal nahi sakta hai,swayam Brahma bhinahi...To phir,Upayon ka matlab hi kahan uththa hai ? ANS:KYA KOI BHI BADAL SAKA HAI ? ESILIYE MAIN AAPSE REQUEST KAR RAHA THA KI PAHLEY AAP ES PADHAIN PHIR KOI DHARNA KAYAM KARAIN. SH. YOGRAJ PRABHAKAR JI NE ES BAREY MAIN AAPKO PURI JANKAARI DI HEY. LAL KITAB HATI HEY-- " LAL KITAB HEY JYOTISH NIRALI, SARA HAAL BATATI HEY,AGAR KISMAT MAIN LIKHA HO TO MAMULI UPAY SE JAHMAT HATATI HEY"DUSRI BAAT ESKE NIYMON MAIN EK NIYAM YEH BHI HEY KI "GRAH PHAL NAHIN TALTA SIRF RASHIPHAL KO BADLA JA SAKTA HAI VAH BHI GRAH KE SHAKKI HONE PAR."( PRTYEK BHAV KO DO TARIKON SE DEKHA JATA HEY EK BHAV KA ASAR DUSREY KONSI RASHI HE ESKA PRBHAV. KYA ESAA HEY?)DUNIYAN MAIN KUCH AISE LOG BHI HOTE HAIN JO REKH MAIN MEKH LAGA DETE HAIN. MAGAR PRABHAV TALTA NAHIN SIRF ADLE KA BADLA HOTA HAI, JAISE BABAR-HUMAYUN KA KISSA.7.To main Lal Kitab ke bare men baar baarpooch raha hoon,magar koi bhi dhang ka jawab hi dene kabil nahihai,aise lagta hai... ANS: YEH TO MAIN AAPKI RUSTRATION DEKH KAR HI SAMAJH GAYA THA.Ab aap mera problem ko solve kar sakten haikya ? ANS: KOSHISH KAR SAKTA HOON VADA NAHIN.UMESH SHARMAL.Y.Rao. Be a better friend, newshound, and know-it-all with Mobile. Try it now. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted February 20, 2008 Report Share Posted February 20, 2008 Dear Umeshji, Vimshottari Dasa par bahut K.P. ke gyani logon ne,bahut research kiya gaya hai...aur khas kar ke,Swargiya Pt.Keshub Ranjan Kar ne " Vimshottari Dasa ka rationale " par ek bahuk ullekhniya article bhi likh dalaa hai,Astrology & K.P. Magazine men bahut varshon pehle... Itna hi nahi, Krishnamurthi Padhdhati ke anusar jo Nakshatra ka unequal vibhajan kiya gaya hai...uska bhi rationale publish hua hai,kafi varshon pehele...K.P. mein,House division(Bhava division) bhi traditional astrology se bhinn hai... Krishnamurthi Ayanamsa par bhi kafi research hua hai... aur prati varsh ka ayanamsh " value of the precession of the equinoxes " bhi,computer ke zariye ankha gaya hai...jisse yeh sabit kiya gaya hai ki Krishnamurthi Ayanamsh bahut accurate hai... K.P. mein uccha,neecha ka prakaar hi nahi hota hai... Panch Mahapurush,Raj Yog etc.,jaise,ya aur koi bhi yog nahi hoten hain...na maana jata hai...! Is tarah ka Khol me research traditional astrology pe bhi hua hai...aur aj kal ke zamane me US or Europe mein K.P. par bahut zyada research ho raha hain...K.P. principles ke bahut se rationales khoj ke nakalen gayen hai...aur publish bhi huen hai... Aap ko Vimshottari Dasa ka Rationale ka reference my zaroor doonga,jo aap K.P.Magazine ke publishers se manga sakten hai... Main mere office ke peon ko har roz jab bhi bank bhejta tha uski wapasi ka EXACT time, Ruling Planets ke zariye,sab ko bataata aur jub woh usee time per laut tha...sab chounk jaten then... !Mera accuracy rate 98 % hua karta tha...! ! Jyotish Marthand Guruji K.S.Krishnamurthiji ki bahut badi den hai yeh RULING PLANETS THEORY...Baat ko aagey badhayen... Mera prashna ek hi hai...Lal Kitab ka rationale kya hain ? Mujhe vistar se samjhaiye... Aap ke prashnon ka jawab maine aap ko diya...ab meri bari...mere proshnon ka,kripaya,vistar se jawaab dijiye... Kya,Lal Kitab,Karma theory per based hai,jaise aap bataaa rahen hai...ya nahi...? Kya Brahma-Likhit(destiny) badla ja sakta hai...aur woh bhi kutch ek " upayon " ke zariye ? Kya effect kum kiya ja sata hai? To yeh kaise sambhav hain...? Is baat ka zaroor khulasa kijiye...Kya Lal Kitab sirf ek " Hikmaton " ka bhandar hai...kya,Hikmat ka koi basis hota hai ? Kya Lal Kitab bhi naadi jyotish ke tarah alag alag samay anusar,alag alag prakar ke predictions deta hain ? Agar haan, to kyon ? Aapka vistaar me jawab dene ki kripa kijiye.Jawab ke intezar karte huey... L.Y.Rao. > > Dear Mr. Rao, > Read your answers in capital letters below your querries. My humble > request to you plz be polite. I understand your frustation but every > method of Astrology has his own importance. > Thanks > Dear Shri Umesh Sharma, > Mujhe gussa is liye aya kyon ke mai lagatarkuch hafton se yahi > sawal pooch raha hoon,magar mujhe aaj tak kisi nesahi jawab dene ko > tayyar hi nahi hai...! > Mai Jyotish ke kahi prakar ka abhyas karchuka hoon,1957 se mai > Jyotish seekhte aaya hoon...bahut mehenat aur research karneke baad > mujhe Krishnamurthi Padhdhati pasand aayi,(un dinon me computer nahi > tha...padhayee ke sath sath Jyotish seekhna padta tha manually > horoscope banata tha...)). K.P.,mere vichar se bahut hi > accuratehai ...baaki sab system men maine bahut khaamiya paayi > hai... > Lal Kitab ke bare me sirf suna tha...magar koi genuine kitab nahi > mil rahi thi...bahut se fake kitaben market men hai,aise suna > tha...Is liye mai information ekhatta kar rahtha,magar koi dene ko > tayyar hi nahi hai...har baar koi na koi karanse taal dete the...Isi > liye bahut gussa aaya hai...aur abhi bhi > hai...! > Ab aap mujhe information dijiye... > 1. Lal Kitab ka basis kya hai ? > ANS: JO BASIS KP KA HAI. ANTAR SIRF ETNA HAI KI HUM SIRF BHAV KE > KARAK GRAHON KO AUR SUVIDHA KE LIYE KAAL PURUSH KUNDLEE KO LETE > HAIN. ESA NAHIN HEY KI LAGANESH YA PANCHMESH KI MAHTTA KHATAM HO > GAYI HEY, SIRF GUJLON SE BACHNEY KE LIYE ESA KIYA JATA HEY. BAD MAIN > JAB ESKI PURI SAMAJH AA JATI HEY TO AAM JYOTISH KE HISAB SE HI FALIT > BHI NIKALTEY HAIN. > AB AAP BURA NA MANE TO MAIN EK BAAT AAPSE PUCHOON KI > 1. KP KA BASIS HEY? > 2. KYA AAP BATA SAKTEY HAIN KI GRAH KA UNCH HONA YA NEECH HONA KIS > ADHAR PAR MANA GAYA HEY? > 3. VIMSHOTRI KA KYA ADHAR HEY? > 4. MAN LAIN KI JATAK KI KUNDLEE MAIN JUPIER NEECH KA HEY TO YEH KESE > SIDH HOGA KI VAH KHRAB PHAL KAR RAHA HEY? RAHI BAAT DASA PERIOD KI > TO MAAN LAIN KI JATAK KA JANAM SHANI KI MAHADASHA AUR USI KI ANTER > DASA MAIN HUA HO TO. > 5. SIR, AAPKA SUCCESS RATE KYA HEY? > 2. Uska rationale kys hai ? > ANS: VAHI JO KP KA HAI. > 3. Uske predictions/Upayon ka success-ratekya hai...? > ANS:- VAHI JO KP KI HAI. > 4. Kya Lal Kitabwale log Karma me wishwas karten hai kya ? > ANS: KYON NAHIN, KYA AAP LOG NAHI KARTEY? > 5. to upayon ka kya matlab hota hai...? > ANS: JO VEDIC JYOTISH MAIN POOJA PATH KA HOTA > HEY. > 6.Kya koi apna prarabdha badal sakta hai ?Brahma har ek praani ka > Bhavishya Likh deten hai...aur hamarePuraanon ke anusar,koi isko > badal nahi sakta hai,swayam Brahma bhinahi...To phir,Upayon ka > matlab hi kahan uththa hai ? > ANS:KYA KOI BHI BADAL SAKA HAI ? ESILIYE MAIN AAPSE REQUEST KAR RAHA > THA KI PAHLEY AAP ES PADHAIN PHIR KOI DHARNA KAYAM KARAIN. SH. > YOGRAJ PRABHAKAR JI NE ES BAREY MAIN AAPKO PURI JANKAARI DI HEY. > LAL KITAB HATI HEY-- > " LAL KITAB HEY JYOTISH NIRALI, SARA HAAL BATATI HEY, > AGAR KISMAT MAIN LIKHA HO TO MAMULI UPAY SE JAHMAT HATATI HEY " > DUSRI BAAT ESKE NIYMON MAIN EK NIYAM YEH BHI HEY KI > " GRAH PHAL NAHIN TALTA SIRF RASHIPHAL KO BADLA JA SAKTA HAI VAH BHI > GRAH KE SHAKKI HONE PAR. " ( PRTYEK BHAV KO DO TARIKON SE DEKHA JATA > HEY EK BHAV KA ASAR DUSREY KONSI RASHI HE ESKA PRBHAV. KYA ESAA > HEY?) > DUNIYAN MAIN KUCH AISE LOG BHI HOTE HAIN JO REKH MAIN MEKH LAGA DETE > HAIN. MAGAR PRABHAV TALTA NAHIN > SIRF ADLE KA BADLA HOTA HAI, JAISE BABAR-HUMAYUN KA KISSA. > 7.To main Lal Kitab ke bare men baar baarpooch raha hoon,magar koi > bhi dhang ka jawab hi dene kabil nahihai,aise lagta hai... > ANS: YEH TO MAIN AAPKI RUSTRATION DEKH KAR HI SAMAJH GAYA THA. > Ab aap mera problem ko solve kar sakten haikya ? > ANS: KOSHISH KAR SAKTA HOON VADA NAHIN. > UMESH SHARMA > L.Y.Rao. > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted February 20, 2008 Report Share Posted February 20, 2008 Res. Rao ji, Maine aap jitni jyotish to nahin padi lekin shuruaat K.P. se hi kari thi. Kai saalon tak mene K.P. based Gulberga Theory jo ki " Rulling Planets " par aadharit hey par kaam kiya, Phir jaimini va western astrology ko bhi practicali use kiya. Achanak mera sampark Lal-Kitab se hua, jisko padte padte baki jyotish padhatiyaan nirarthak lagne lagi. atah mera sara dhyaan esi ki taraf lag gaya. Kyonki En saari padhatiyon main bahut si uljhi hui Garanthiya thi.Jese- 1. Main yeh aaj tak nahi samajh paya ki sirf " Vimshotri Dasha " ko hi kyon liya jata hey? Anya Dashaon ko kyon nahin liya jata? (Sagar Publication se Ek kitab chapi thi " THE NEW DIMENTION OF HINDU ASTROLOGY " Author the Mr. M.S.Mehta yah vyakti TRIBHAGI DASHA ka upyog karta tha, mere paas uska kiya hua vishleshan aaj tak pada hua hey, 100% correct pridiction tha. Uske anusaar meri Kundli main vimshottri ke bjay Tribhagi Dasha applicable hey. ) 2- Navamansa se aap grah ki strenghth dekhte hain Eska kya logic hey? 3. Vimshotri main Grahon ko Dasha Varsh allot kiye gaye hain, vah kis sidhanth ke antargat hain? SUN jo grahon ka raja hey use sirf 6 Years aur Shukar ko 20 varsh Esa Kyon aur kis sidhant se? 4. Kya Aap esa koi Traditional Granth bata saktey hain jis main in By-Charts(Navamsa, dwadansha etc.) ka vishleshan diya gaya ho? 5. Jahan tak Karma Theory ka swaal hey to us hisab se saari jyotish hi bekar hey, Kyonki koi yeh jananey to aapke paas aayega nahin ki uske ghar Milk dene vala kitne baje aayega?Aur eska arth bhi kya hey? Jahan tak Brahma ke Lekh ka swaal he to Kya aapne kisi bhi mare aadami jisko ki jalaya ja chuka ho uski rakh main se koi esi plate niklate dekhi hey jis par kismat likhi ho? 6.Brahma Kaun Hey? has he physical body? 7. Kya Brahma ke baare main aap EK bhi RICHA arthat prarthana ya Mantra hamare VEDON main dikha saktey hain? 8. Rahi K.P. ki baat to N0. 249 ka bhi kya logic hey? Kis sidhant ke antargat yeh dividation kari gayi hey Aur Rulling Planets ko kis adhar par jyada ya kum power ka mana gaya hey? 9. Sirf K.P. Ayanansha hi Kyon? AB AAP KAHENGE KI KAFI RESEARCH HUA HEY AUR KP AYANANSHA KO UPYOG KARNE SE AAPKO KAFI ACHEY RESULT MILEY, TO SIR, LALKITAB PADHATHI BHI AESI HI HEY PT. ROOPCHAND JOSHI JI NE EN SIDHANTO KO BANAYA AUR AAJ ES PAR KHUB RESEARCH HO RAHA HEY. Esiliya Jab Lal-Kitab padhati mili to esne mere kai confusion dur kar diye? Jahan tak Lal-Kitab ke sidhanton ki baat he to vah bahut Saaf avam Pavitar hain. Yeh Sidhanth jyotish ke Falit part ko saral banate hain. Bus jara bhasha alag hay jese K.P. padhathi ki kitabain English va anya south Indian Bhashon main jitni aasani se mil jayengi utni aasani se Hindi ya Urdu ya anya North Indian bhashon main nahin milengi. Eska karan Sapashat hey English ya Tamil ya anya Krishnamurthy ji ki bhasha thi jisme unko likhna aasan tha Esi prakaar Pt. RoopChand ji North India based the aur unki bhasha URDU thi, jo us samay ki Official Lenguage bhi thi. Esiliye unhone ne vahi bhasha chooni. Jahan tak Sidhanto ki baat karain to sirf bhasha ka hi antar hey, falit ke sidhanth bhi vahi hain, sirf falit ko aasan banae ke liya Pt. ji ne Kaal-Purush Kundli ko pradhan mana aur Bhav Avam Karak Vastuon ko pradhanta di hey. Yeh unka Sidhanth tha jese Krishnamurthy ji ka 249 nos ka banana. 1. Lal Kitab ke anusaar mukhyatah TEEN prakaar ki drashtiyaan mani Gayi hain.A-100% B-50%, c-25% Koi kathin nahin hoga eskey sidhanton ko samjhana balki esko padne ke badh aapko vedic jyotish bhi aur achi tarah se samajh aane lag jayegi. Rahi Upayon ki baat to Sir, jab koi kisi preshaani se ghira hua Jatak aapke paas aata hey to jyotish ke anusaar vah kisi na kisi grah ke bure prabhav ke andar hota hey. Es bure prabhav ke karan usko jo preshani jhelni pad rahi hey vo uski KISMAT hey yeh kahan sidh hota hey? Aur Lal-kitab ke aanusaar hum sirf yeh dekhtain hey ki kon sa bura grah prabhavi hey avam vah kis bhav main beth kar yeh prabhav dal raha he. Phir hum bjay eske ki usey lambey pooja-path main uljhayain us grah ki (jo bura prabhav daal raha hey)us bhaav se sambhandit kya vastuein hey unko us vyakti se door karte hai. Rajani Khan ji ney aapni mail main esi baat ko kafi vistaar se likha hey aur jo uski kundli main ache grah hain unko dharan karvaatain hain. Dear Rao Sab, mere vicharanusar Jyotish MAN-MADE hey aur yeh Sambhavanaun par aadharit hey. Eska humari Adhyatmicta se koi lena dena nahin hey. Kya aaj tak ek bhi vyakti aapkey paas esa aaya hey jo yeh kahe ki " aap meri kundli dekh kar batain ki parbhu se milne ka kya rasta hey? Main kahan se aaya hoon aur kahan jaunga? Mere Anusaar jitne bhi ASTROLOGER hain yeh sabhi us param pita parmatma se dur hote hain kyonki agar unko us par hi vishwas hota to vah jyotish hi kyon padatey? Aapka Peon exact usi samay vapas aaya jo samay aapne nikala jo 98% sahi niklta hey Eska kya yeh arth nahin hey ki aap bhi us super power ko challenge kar rahe hain? Sir, sirf boats ka antar hey ter to sabhi ek hi nadi main hain Thanks With Regards Umesh Sharma lalkitab , " L.Y.Rao. " <lyrastro1 wrote: > > Dear Umeshji, > Vimshottari Dasa par bahut K.P. ke gyani logon ne,bahut > research kiya gaya hai...aur khas kar ke,Swargiya Pt.Keshub Ranjan > Kar ne " Vimshottari Dasa ka rationale " par ek bahuk ullekhniya > article bhi likh dalaa hai,Astrology & K.P. Magazine men bahut > varshon pehle... > Itna hi nahi, Krishnamurthi Padhdhati ke anusar jo > Nakshatra ka unequal vibhajan kiya gaya hai...uska bhi rationale > publish hua hai,kafi varshon pehele...K.P. mein,House division (Bhava > division) bhi traditional astrology se bhinn hai... > Krishnamurthi Ayanamsa par bhi kafi research hua hai... > aur prati varsh ka ayanamsh " value of the precession of the equinoxes " > bhi,computer ke zariye ankha gaya hai...jisse yeh sabit kiya gaya hai > ki Krishnamurthi Ayanamsh bahut accurate hai... > K.P. mein uccha,neecha ka prakaar hi nahi hota hai... > Panch Mahapurush,Raj Yog etc.,jaise,ya aur koi bhi yog nahi hoten > hain...na maana jata hai...! > Is tarah ka Khol me research traditional astrology pe > bhi hua hai...aur aj kal ke zamane me US or Europe mein K.P. par > bahut zyada research ho raha hain...K.P. principles ke bahut se > rationales khoj ke nakalen gayen hai...aur publish bhi huen hai... > Aap ko Vimshottari Dasa ka Rationale ka reference my > zaroor doonga,jo aap K.P.Magazine ke publishers se manga sakten hai... > Main mere office ke peon ko har roz jab bhi bank bhejta > tha uski wapasi ka EXACT time, Ruling Planets ke zariye,sab ko > bataata aur jub woh usee time per laut tha...sab chounk jaten > then... !Mera accuracy rate 98 % hua karta tha...! ! > Jyotish Marthand Guruji K.S.Krishnamurthiji ki bahut > badi den hai yeh RULING PLANETS THEORY...Baat ko aagey badhayen... > Mera prashna ek hi hai...Lal Kitab ka rationale kya > hain ? Mujhe vistar se samjhaiye... > Aap ke prashnon ka jawab maine aap ko diya...ab meri > bari...mere proshnon ka,kripaya,vistar se jawaab dijiye... > Kya,Lal Kitab,Karma theory per based hai,jaise aap > bataaa rahen hai...ya nahi...? > Kya Brahma-Likhit(destiny) badla ja sakta hai...aur woh > bhi kutch ek " upayon " ke zariye ? Kya effect kum kiya ja sata hai? To > yeh kaise sambhav hain...? Is baat ka zaroor khulasa kijiye...Kya Lal > Kitab sirf ek " Hikmaton " ka bhandar hai...kya,Hikmat ka koi basis > hota hai ? Kya Lal Kitab bhi naadi jyotish ke tarah alag alag samay > anusar,alag alag prakar ke predictions deta hain ? > Agar haan, to kyon ? > Aapka vistaar me jawab dene ki kripa kijiye.Jawab ke > intezar karte huey... > L.Y.Rao. > > > > > > Dear Mr. Rao, > > Read your answers in capital letters below your querries. My humble > > request to you plz be polite. I understand your frustation but > every > > method of Astrology has his own importance. > > Thanks > > Dear Shri Umesh Sharma, > > Mujhe gussa is liye aya kyon ke mai lagatarkuch hafton se yahi > > sawal pooch raha hoon,magar mujhe aaj tak kisi nesahi jawab dene ko > > tayyar hi nahi hai...! > > Mai Jyotish ke kahi prakar ka abhyas karchuka hoon,1957 se mai > > Jyotish seekhte aaya hoon...bahut mehenat aur research karneke baad > > mujhe Krishnamurthi Padhdhati pasand aayi,(un dinon me computer > nahi > > tha...padhayee ke sath sath Jyotish seekhna padta tha manually > > horoscope banata tha...)). K.P.,mere vichar se bahut hi > > accuratehai ...baaki sab system men maine bahut khaamiya paayi > > hai... > > Lal Kitab ke bare me sirf suna tha...magar koi genuine kitab nahi > > mil rahi thi...bahut se fake kitaben market men hai,aise suna > > tha...Is liye mai information ekhatta kar rahtha,magar koi dene ko > > tayyar hi nahi hai...har baar koi na koi karanse taal dete > the...Isi > > liye bahut gussa aaya hai...aur abhi bhi > > hai...! > > Ab aap mujhe information dijiye... > > 1. Lal Kitab ka basis kya hai ? > > ANS: JO BASIS KP KA HAI. ANTAR SIRF ETNA HAI KI HUM SIRF BHAV KE > > KARAK GRAHON KO AUR SUVIDHA KE LIYE KAAL PURUSH KUNDLEE KO LETE > > HAIN. ESA NAHIN HEY KI LAGANESH YA PANCHMESH KI MAHTTA KHATAM HO > > GAYI HEY, SIRF GUJLON SE BACHNEY KE LIYE ESA KIYA JATA HEY. BAD > MAIN > > JAB ESKI PURI SAMAJH AA JATI HEY TO AAM JYOTISH KE HISAB SE HI > FALIT > > BHI NIKALTEY HAIN. > > AB AAP BURA NA MANE TO MAIN EK BAAT AAPSE PUCHOON KI > > 1. KP KA BASIS HEY? > > 2. KYA AAP BATA SAKTEY HAIN KI GRAH KA UNCH HONA YA NEECH HONA KIS > > ADHAR PAR MANA GAYA HEY? > > 3. VIMSHOTRI KA KYA ADHAR HEY? > > 4. MAN LAIN KI JATAK KI KUNDLEE MAIN JUPIER NEECH KA HEY TO YEH > KESE > > SIDH HOGA KI VAH KHRAB PHAL KAR RAHA HEY? RAHI BAAT DASA PERIOD KI > > TO MAAN LAIN KI JATAK KA JANAM SHANI KI MAHADASHA AUR USI KI ANTER > > DASA MAIN HUA HO TO. > > 5. SIR, AAPKA SUCCESS RATE KYA HEY? > > 2. Uska rationale kys hai ? > > ANS: VAHI JO KP KA HAI. > > 3. Uske predictions/Upayon ka success-ratekya hai...? > > ANS:- VAHI JO KP KI HAI. > > 4. Kya Lal Kitabwale log Karma me wishwas karten hai kya ? > > ANS: KYON NAHIN, KYA AAP LOG NAHI KARTEY? > > 5. to upayon ka kya matlab hota hai...? > > ANS: JO VEDIC JYOTISH MAIN POOJA PATH KA HOTA > > HEY. > > 6.Kya koi apna prarabdha badal sakta hai ?Brahma har ek praani ka > > Bhavishya Likh deten hai...aur hamarePuraanon ke anusar,koi isko > > badal nahi sakta hai,swayam Brahma bhinahi...To phir,Upayon ka > > matlab hi kahan uththa hai ? > > ANS:KYA KOI BHI BADAL SAKA HAI ? ESILIYE MAIN AAPSE REQUEST KAR > RAHA > > THA KI PAHLEY AAP ES PADHAIN PHIR KOI DHARNA KAYAM KARAIN. SH. > > YOGRAJ PRABHAKAR JI NE ES BAREY MAIN AAPKO PURI JANKAARI DI HEY. > > LAL KITAB HATI HEY-- > > " LAL KITAB HEY JYOTISH NIRALI, SARA HAAL BATATI HEY, > > AGAR KISMAT MAIN LIKHA HO TO MAMULI UPAY SE JAHMAT HATATI HEY " > > DUSRI BAAT ESKE NIYMON MAIN EK NIYAM YEH BHI HEY KI > > " GRAH PHAL NAHIN TALTA SIRF RASHIPHAL KO BADLA JA SAKTA HAI VAH BHI > > GRAH KE SHAKKI HONE PAR. " ( PRTYEK BHAV KO DO TARIKON SE DEKHA JATA > > HEY EK BHAV KA ASAR DUSREY KONSI RASHI HE ESKA PRBHAV. KYA ESAA > > HEY?) > > DUNIYAN MAIN KUCH AISE LOG BHI HOTE HAIN JO REKH MAIN MEKH LAGA > DETE > > HAIN. MAGAR PRABHAV TALTA NAHIN > > SIRF ADLE KA BADLA HOTA HAI, JAISE BABAR-HUMAYUN KA KISSA. > > 7.To main Lal Kitab ke bare men baar baarpooch raha hoon,magar koi > > bhi dhang ka jawab hi dene kabil nahihai,aise lagta hai... > > ANS: YEH TO MAIN AAPKI RUSTRATION DEKH KAR HI SAMAJH GAYA THA. > > Ab aap mera problem ko solve kar sakten haikya ? > > ANS: KOSHISH KAR SAKTA HOON VADA NAHIN. > > UMESH SHARMA > > L.Y.Rao. > > > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted February 21, 2008 Report Share Posted February 21, 2008 Dear Umeshji, Pehle aapke prashnon ka jawaab dunga... 1) Sub division ka sidhdhant kafi research ke baad hi aaya hain...Ek Nakshtra 13* 20' lambayee(length)tak hota hai...Traditional astrologers ne us 13*20' ko 9 EQUAL divisions me baata tha jisko Navaunsh kehte the...magar Krishnamurthiji ne us me bahut sari Khaamiyan payi,unhone adyayan karke,is divisin ko equal se badal kar 9 divisions ko har planet ke Dasha ke anusar proportionately bhaga... YEH UNKA PEHLA TURUP KA EKKA THA... 2) Adhayan ke baad unhone paya ki bahut bar,ek graha jo trikon men swagrahi baitha hai,Dasa/Bhkti/Anthara/sookshma me Kharab results deta hai...Is ke adhyayan bhi kiya gaya aur paya gaya ki kisi graha ka sub-lord hi nischit karta hai ki woh achcha ya kharab effects deyga...the sub-lord decides... YEH UNKA DOOSRA TURUP KA EKKA THA... 3) Jo doosre divisions ka baat jo aap ne likkha hain,K.P. unko nahi maanta hai...! 4) 249 hi kyon divisions hai ? Kyon ki 27 nakshatra ko K.P. ke bhaga jaay to totally zodiac men 249 different divisions bante hai... Horary Astrology men,is tharah 249 lagna ka possibility hai...Kafi Adhyayan ke baad,yeh bhi paaya hai ki,koi ek vyakti ek hi prashna ke liye doosra number detaa hai TO BHI RESULT NAHI BADALTA HAI...Aap khud ispe adyayan kar saten hai...maine khud bahut adhyayan kiya kyon ki mujhe yeh baat patthi nahi thi...magar yeh baat SAHI NIKLI... ! YEH UNKA TEESRA TURUP KA EKKA THA... 5) Gaur karne ki baat yeh hain ki is 249 numbers se aap koi bhi prashna,Prashna Kundali se koi bhi sawal ka achuk uttar diya ja sakta hain... YEH UNKA CHAUTHA TURUP KA EKKA THA... YEH EK UNIVERSAL JOKER BHI HAI... KAHI BHI FIT HOTA HAI. 6) Is SHODH ke aadhar par,bahut se logon ke common sawaal ka uttar accurately diya ja sakta hai...jaise ki : a) Mujhe naukri kab milegi ? Multinational Co. me ya Indian Co ? b) Meri Co. kya mujhe videsh bhejegi? Kab ? c) Meri Shaadi kab hogi ? Love marriage ya arranged ? d) Ladki/Ladka kaisa hoga ? Kya karta hoga ? Business ya naukri?Videsh men ya yahin ? e) Mero aur mere bibi ki nahi patthi hai...kya mamla sulajh jayega ? Ha to kab? Nahi to.divorce hoga kyaeparation hoga ? Is tareh ka prashna ke achuk,aur tarikh ke saath,din ke saath jawaab de sakthe hain...! ! Aise Jawaab SIRF K.P. ke aadhar pe diya ja saakta hai...JISKE LIYE K.P. AAJ FAMOUS HO GAYA HAI... ! ! ! 7) Aur bhi jo bhi Prashna hai main uska vistarit jawaab zaroor doonga... 8) Maine aapko pichle mail men Vimshottari Dasa ka Rationale(AADHAR),ka reference de chuka hoon...idhar reproduce karna mumkin nahin hai...bahut lamba e-mail hoga... 9) Aap ka K.P. par har prashna ka jawaab mai zarror aapko duunga...Gulbarga theory to ab bahut kam K.P,.followers waparte hai...kyon ki aur accurate methods ka shodh hua hai...aur gulbarga theory sirf Yes/No sawal ke liye wapra ja sakta hai...ek shortcut method hai... 10) K.P. ke aadhar par,jab bhi aap ke kamre men koin bhi pravesh karega,turant aap unko uska Janma Nakshatra bataa saten hai...ek chounkane wali baat hain uske liye... ! Vagera...vagera...vagera... Abhi,aap mujhe samjha dijiye ki Karma/destiny kaise badla ja sakta hai...Hindu philosophy aur Hindu scriptures aur Puraanon ke vichaar ke opposite hai...Is janam to uska phal hargis nahi mil sakta hai...yeh to hum sub jaanten hai...agla janam kisne dekha hai ? Magar apko yeh sun kat tajjub zarror hoga ki K.P. se ap pichle,present aur future janam ke baaten,vartamaan kundalise hi jaan sakten hain... ! Kaarmic phal to is janam men bhugatna hi padega...karnic RIN to chukana hi padega...nahi to agle janam me interest ke saath carry-forward hoga... Krishnmurthi Padhdhati aapka is janam ka Karmic Phal kya hai...yeh jaan ne ko aapko madadgaar hai... YEH,EK ASTROLOGY KA SAHI,PRACTICAL AUR UTTAM USE HAI JO KRISHNAMURTHI PADHDHATI HI AAP KO PRADAAN KARTA HAI...! ! ! ! Mera Rajni Khan ko bheja hua e-mail BHI padhiye aur baad me VISTAAR SE JO BHI JAWAB DENA HAI,TO DE DIJIYE ... L.Y.Rao. > > Res. Rao ji, > Maine aap jitni jyotish to nahin padi lekin shuruaat K.P. se hi kari > thi. Kai saalon tak mene K.P. based Gulberga Theory jo ki " Rulling > Planets " par aadharit hey par kaam kiya, Phir jaimini va western > astrology ko bhi practicali use kiya. Achanak mera sampark Lal- Kitab > se hua, jisko padte padte baki jyotish padhatiyaan nirarthak lagne > lagi. atah mera sara dhyaan esi ki taraf lag gaya. Kyonki En saari > padhatiyon main bahut si uljhi hui Garanthiya thi.Jese- > 1. Main yeh aaj tak nahi samajh paya ki sirf " Vimshotri Dasha " ko hi > kyon liya jata hey? Anya Dashaon ko kyon nahin liya jata? > (Sagar Publication se Ek kitab chapi thi " THE NEW DIMENTION OF > HINDU ASTROLOGY " Author the Mr. M.S.Mehta yah vyakti TRIBHAGI DASHA > ka upyog karta tha, mere paas uska kiya hua vishleshan aaj tak pada > hua hey, 100% correct pridiction tha. Uske anusaar meri Kundli main > vimshottri ke bjay Tribhagi Dasha applicable hey. ) > 2- Navamansa se aap grah ki strenghth dekhte hain Eska kya logic hey? > 3. Vimshotri main Grahon ko Dasha Varsh allot kiye gaye hain, vah > kis sidhanth ke antargat hain? SUN jo grahon ka raja hey use sirf 6 > Years aur Shukar ko 20 varsh Esa Kyon aur kis sidhant se? > 4. Kya Aap esa koi Traditional Granth bata saktey hain jis main in > By-Charts(Navamsa, dwadansha etc.) ka vishleshan diya gaya ho? > 5. Jahan tak Karma Theory ka swaal hey to us hisab se saari jyotish > hi bekar hey, Kyonki koi yeh jananey to aapke paas aayega nahin ki > uske ghar Milk dene vala kitne baje aayega?Aur eska arth bhi kya > hey? Jahan tak Brahma ke Lekh ka swaal he to Kya aapne kisi bhi mare > aadami jisko ki jalaya ja chuka ho uski rakh main se koi esi plate > niklate dekhi hey jis par kismat likhi ho? > 6.Brahma Kaun Hey? has he physical body? > 7. Kya Brahma ke baare main aap EK bhi RICHA arthat prarthana ya > Mantra hamare VEDON main dikha saktey hain? > 8. Rahi K.P. ki baat to N0. 249 ka bhi kya logic hey? Kis sidhant ke > antargat yeh dividation kari gayi hey Aur Rulling Planets ko kis > adhar par jyada ya kum power ka mana gaya hey? > 9. Sirf K.P. Ayanansha hi Kyon? > AB AAP KAHENGE KI KAFI RESEARCH HUA HEY AUR KP AYANANSHA KO UPYOG > KARNE SE AAPKO KAFI ACHEY RESULT MILEY, TO SIR, LALKITAB PADHATHI > BHI AESI HI HEY PT. ROOPCHAND JOSHI JI NE EN SIDHANTO KO BANAYA AUR > AAJ ES PAR KHUB RESEARCH HO RAHA HEY. > Esiliya Jab Lal-Kitab padhati mili to esne mere kai confusion dur > kar diye? > Jahan tak Lal-Kitab ke sidhanton ki baat he to vah bahut Saaf avam > Pavitar hain. Yeh Sidhanth jyotish ke Falit part ko saral banate > hain. Bus jara bhasha alag hay jese K.P. padhathi ki kitabain > English va anya south Indian Bhashon main jitni aasani se mil > jayengi utni aasani se Hindi ya Urdu ya anya North Indian bhashon > main nahin milengi. Eska karan Sapashat hey English ya Tamil ya anya > Krishnamurthy ji ki bhasha thi jisme unko likhna aasan tha Esi > prakaar Pt. RoopChand ji North India based the aur unki bhasha URDU > thi, jo us samay ki Official Lenguage bhi thi. Esiliye unhone ne > vahi bhasha chooni. Jahan tak Sidhanto ki baat karain to sirf bhasha > ka hi antar hey, falit ke sidhanth bhi vahi hain, sirf falit ko > aasan banae ke liya Pt. ji ne Kaal-Purush Kundli ko pradhan mana aur > Bhav Avam Karak Vastuon ko pradhanta di hey. Yeh unka Sidhanth tha > jese Krishnamurthy ji ka 249 nos ka banana. > 1. Lal Kitab ke anusaar mukhyatah TEEN prakaar ki drashtiyaan mani > Gayi hain.A-100% B-50%, c-25% > Koi kathin nahin hoga eskey sidhanton ko samjhana balki esko padne > ke badh aapko vedic jyotish bhi aur achi tarah se samajh aane lag > jayegi. Rahi Upayon ki baat to Sir, jab koi kisi preshaani se ghira > hua Jatak aapke paas aata hey to jyotish ke anusaar vah kisi na kisi > grah ke bure prabhav ke andar hota hey. Es bure prabhav ke karan > usko jo preshani jhelni pad rahi hey vo uski KISMAT hey yeh kahan > sidh hota hey? Aur Lal-kitab ke aanusaar hum sirf yeh dekhtain hey > ki kon sa bura grah prabhavi hey avam vah kis bhav main beth kar yeh > prabhav dal raha he. Phir hum bjay eske ki usey lambey pooja-path > main uljhayain us grah ki (jo bura prabhav daal raha hey)us bhaav se > sambhandit kya vastuein hey unko us vyakti se door karte hai. Rajani > Khan ji ney aapni mail main esi baat ko kafi vistaar se likha hey > aur jo uski kundli main ache grah hain unko dharan karvaatain hain. > Dear Rao Sab, > mere vicharanusar Jyotish MAN-MADE hey aur yeh Sambhavanaun par > aadharit hey. Eska humari Adhyatmicta se koi lena dena nahin hey. > Kya aaj tak ek bhi vyakti aapkey paas esa aaya hey jo yeh kahe ki " > aap meri kundli dekh kar batain ki parbhu se milne ka kya rasta hey? > Main kahan se aaya hoon aur kahan jaunga? > Mere Anusaar jitne bhi ASTROLOGER hain yeh sabhi us param pita > parmatma se dur hote hain kyonki agar unko us par hi vishwas hota to > vah jyotish hi kyon padatey? Aapka Peon exact usi samay vapas aaya > jo samay aapne nikala jo 98% sahi niklta hey Eska kya yeh arth nahin > hey ki aap bhi us super power ko challenge kar rahe hain? > Sir, sirf boats ka antar hey ter to sabhi ek hi nadi main hain > Thanks > With Regards > Umesh Sharma > lalkitab , " L.Y.Rao. " <lyrastro1@> > wrote: > > > > Dear Umeshji, > > Vimshottari Dasa par bahut K.P. ke gyani logon > ne,bahut > > research kiya gaya hai...aur khas kar ke,Swargiya Pt.Keshub Ranjan > > Kar ne " Vimshottari Dasa ka rationale " par ek bahuk ullekhniya > > article bhi likh dalaa hai,Astrology & K.P. Magazine men bahut > > varshon pehle... > > Itna hi nahi, Krishnamurthi Padhdhati ke anusar jo > > Nakshatra ka unequal vibhajan kiya gaya hai...uska bhi rationale > > publish hua hai,kafi varshon pehele...K.P. mein,House division > (Bhava > > division) bhi traditional astrology se bhinn hai... > > Krishnamurthi Ayanamsa par bhi kafi research hua > hai... > > aur prati varsh ka ayanamsh " value of the precession of the > equinoxes " > > bhi,computer ke zariye ankha gaya hai...jisse yeh sabit kiya gaya > hai > > ki Krishnamurthi Ayanamsh bahut accurate hai... > > K.P. mein uccha,neecha ka prakaar hi nahi hota hai... > > Panch Mahapurush,Raj Yog etc.,jaise,ya aur koi bhi yog nahi hoten > > hain...na maana jata hai...! > > Is tarah ka Khol me research traditional astrology > pe > > bhi hua hai...aur aj kal ke zamane me US or Europe mein K.P. par > > bahut zyada research ho raha hain...K.P. principles ke bahut se > > rationales khoj ke nakalen gayen hai...aur publish bhi huen hai... > > Aap ko Vimshottari Dasa ka Rationale ka reference my > > zaroor doonga,jo aap K.P.Magazine ke publishers se manga sakten > hai... > > Main mere office ke peon ko har roz jab bhi bank > bhejta > > tha uski wapasi ka EXACT time, Ruling Planets ke zariye,sab ko > > bataata aur jub woh usee time per laut tha...sab chounk jaten > > then... !Mera accuracy rate 98 % hua karta tha...! ! > > Jyotish Marthand Guruji K.S.Krishnamurthiji ki bahut > > badi den hai yeh RULING PLANETS THEORY...Baat ko aagey badhayen... > > Mera prashna ek hi hai...Lal Kitab ka rationale kya > > hain ? Mujhe vistar se samjhaiye... > > Aap ke prashnon ka jawab maine aap ko diya...ab meri > > bari...mere proshnon ka,kripaya,vistar se jawaab dijiye... > > Kya,Lal Kitab,Karma theory per based hai,jaise aap > > bataaa rahen hai...ya nahi...? > > Kya Brahma-Likhit(destiny) badla ja sakta hai...aur > woh > > bhi kutch ek " upayon " ke zariye ? Kya effect kum kiya ja sata hai? > To > > yeh kaise sambhav hain...? Is baat ka zaroor khulasa kijiye...Kya > Lal > > Kitab sirf ek " Hikmaton " ka bhandar hai...kya,Hikmat ka koi basis > > hota hai ? Kya Lal Kitab bhi naadi jyotish ke tarah alag alag > samay > > anusar,alag alag prakar ke predictions deta hain ? > > Agar haan, to kyon ? > > Aapka vistaar me jawab dene ki kripa kijiye.Jawab > ke > > intezar karte huey... > > L.Y.Rao. > > > > > > > > > > Dear Mr. Rao, > > > Read your answers in capital letters below your querries. My > humble > > > request to you plz be polite. I understand your frustation but > > every > > > method of Astrology has his own importance. > > > Thanks > > > Dear Shri Umesh Sharma, > > > Mujhe gussa is liye aya kyon ke mai lagatarkuch hafton se yahi > > > sawal pooch raha hoon,magar mujhe aaj tak kisi nesahi jawab dene > ko > > > tayyar hi nahi hai...! > > > Mai Jyotish ke kahi prakar ka abhyas karchuka hoon,1957 se mai > > > Jyotish seekhte aaya hoon...bahut mehenat aur research karneke > baad > > > mujhe Krishnamurthi Padhdhati pasand aayi,(un dinon me computer > > nahi > > > tha...padhayee ke sath sath Jyotish seekhna padta tha manually > > > horoscope banata tha...)). K.P.,mere vichar se bahut hi > > > accuratehai ...baaki sab system men maine bahut khaamiya paayi > > > hai... > > > Lal Kitab ke bare me sirf suna tha...magar koi genuine kitab > nahi > > > mil rahi thi...bahut se fake kitaben market men hai,aise suna > > > tha...Is liye mai information ekhatta kar rahtha,magar koi dene > ko > > > tayyar hi nahi hai...har baar koi na koi karanse taal dete > > the...Isi > > > liye bahut gussa aaya hai...aur abhi bhi > > > hai...! > > > Ab aap mujhe information dijiye... > > > 1. Lal Kitab ka basis kya hai ? > > > ANS: JO BASIS KP KA HAI. ANTAR SIRF ETNA HAI KI HUM SIRF BHAV KE > > > KARAK GRAHON KO AUR SUVIDHA KE LIYE KAAL PURUSH KUNDLEE KO LETE > > > HAIN. ESA NAHIN HEY KI LAGANESH YA PANCHMESH KI MAHTTA KHATAM HO > > > GAYI HEY, SIRF GUJLON SE BACHNEY KE LIYE ESA KIYA JATA HEY. BAD > > MAIN > > > JAB ESKI PURI SAMAJH AA JATI HEY TO AAM JYOTISH KE HISAB SE HI > > FALIT > > > BHI NIKALTEY HAIN. > > > AB AAP BURA NA MANE TO MAIN EK BAAT AAPSE PUCHOON KI > > > 1. KP KA BASIS HEY? > > > 2. KYA AAP BATA SAKTEY HAIN KI GRAH KA UNCH HONA YA NEECH HONA > KIS > > > ADHAR PAR MANA GAYA HEY? > > > 3. VIMSHOTRI KA KYA ADHAR HEY? > > > 4. MAN LAIN KI JATAK KI KUNDLEE MAIN JUPIER NEECH KA HEY TO YEH > > KESE > > > SIDH HOGA KI VAH KHRAB PHAL KAR RAHA HEY? RAHI BAAT DASA PERIOD > KI > > > TO MAAN LAIN KI JATAK KA JANAM SHANI KI MAHADASHA AUR USI KI > ANTER > > > DASA MAIN HUA HO TO. > > > 5. SIR, AAPKA SUCCESS RATE KYA HEY? > > > 2. Uska rationale kys hai ? > > > ANS: VAHI JO KP KA HAI. > > > 3. Uske predictions/Upayon ka success-ratekya hai...? > > > ANS:- VAHI JO KP KI HAI. > > > 4. Kya Lal Kitabwale log Karma me wishwas karten hai kya ? > > > ANS: KYON NAHIN, KYA AAP LOG NAHI KARTEY? > > > 5. to upayon ka kya matlab hota hai...? > > > ANS: JO VEDIC JYOTISH MAIN POOJA PATH KA HOTA > > > HEY. > > > 6.Kya koi apna prarabdha badal sakta hai ?Brahma har ek praani > ka > > > Bhavishya Likh deten hai...aur hamarePuraanon ke anusar,koi isko > > > badal nahi sakta hai,swayam Brahma bhinahi...To phir,Upayon ka > > > matlab hi kahan uththa hai ? > > > ANS:KYA KOI BHI BADAL SAKA HAI ? ESILIYE MAIN AAPSE REQUEST KAR > > RAHA > > > THA KI PAHLEY AAP ES PADHAIN PHIR KOI DHARNA KAYAM KARAIN. SH. > > > YOGRAJ PRABHAKAR JI NE ES BAREY MAIN AAPKO PURI JANKAARI DI > HEY. > > > LAL KITAB HATI HEY-- > > > " LAL KITAB HEY JYOTISH NIRALI, SARA HAAL BATATI HEY, > > > AGAR KISMAT MAIN LIKHA HO TO MAMULI UPAY SE JAHMAT HATATI HEY " > > > DUSRI BAAT ESKE NIYMON MAIN EK NIYAM YEH BHI HEY KI > > > " GRAH PHAL NAHIN TALTA SIRF RASHIPHAL KO BADLA JA SAKTA HAI VAH > BHI > > > GRAH KE SHAKKI HONE PAR. " ( PRTYEK BHAV KO DO TARIKON SE DEKHA > JATA > > > HEY EK BHAV KA ASAR DUSREY KONSI RASHI HE ESKA PRBHAV. KYA ESAA > > > HEY?) > > > DUNIYAN MAIN KUCH AISE LOG BHI HOTE HAIN JO REKH MAIN MEKH LAGA > > DETE > > > HAIN. MAGAR PRABHAV TALTA NAHIN > > > SIRF ADLE KA BADLA HOTA HAI, JAISE BABAR-HUMAYUN KA KISSA. > > > 7.To main Lal Kitab ke bare men baar baarpooch raha hoon,magar > koi > > > bhi dhang ka jawab hi dene kabil nahihai,aise lagta hai... > > > ANS: YEH TO MAIN AAPKI RUSTRATION DEKH KAR HI SAMAJH GAYA THA. > > > Ab aap mera problem ko solve kar sakten haikya ? > > > ANS: KOSHISH KAR SAKTA HOON VADA NAHIN. > > > UMESH SHARMA > > > L.Y.Rao. > > > > > > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.