Guest guest Posted August 11, 2008 Report Share Posted August 11, 2008 Members aap sab ko yeh jankar harani hog1 ki 1975-76 ke karib jab lalkitab market mein ayee(hindi photostat) tab jitne bhee log jo jyotish ki jankari rakhte theiy, unn logo ne budh khana no 2 walo ke ghar se niwar ke goley niklwa diye. tab aam gharo mein niwar hoti thee. abb niwar nahi hai to yeh jyotish log kya karein.abb wool ke goley niklwa rahe hain.budh khana no 2 wale ke liye achha yehi hai ki ghar mein kisi bhee kisam ka suti (cotton) dhaga gole ki shakal mein na pada ho. jaise khana no 1 ke liye daant 32 chahiye yahan bhee wohi halat hai (vaise har khana mein budh ka achha phal tabi milega jab daant 32 ho) Agar brahspati khana no 6ya7 mein ho to aisa jatak pita (father) ke liye bhari hoga, matlab ki uske pita ki maut ya mritu tulya kashat jab budh khana no 2 wale ki umar 16 se 22 ki hogi. zyadatar aise jatak ke pita ki maut 16 se 19 saal ke beech hi ho jati hai agar bach jaye to bhee bimar ya murda ke brabar hi hoga. Aise jatak ke ladkiya zyada hogi,lekin lawald nahi hoga matlab ki ladka avash hoga . ladke ke liye brahspati aur chander ki sahayta lee ja sakti hai. Budh asal mein kya hai? brahspati+rahu=BUDH abb aap rahu khana no 2 ka upay Chandi ki thos (solid)goli jatak apne paas rakh sakte hain. aur bhee bahut kuchh kiya ja sakta filhal itna hi kafi hai, agar aap ke paas Budh khana no 2 ke baare mein kuchh alag hi jankari hai ti likhe. MAHAJAN Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.