Jump to content
IndiaDivine.org

BUDH KYA AURAT KA LIHAZ KARTA HAI ?

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Members,

BUDH khana 9 par jo lambi discussion chali ussi se ek aur vishay discussion ke liye mujhe mil gaya. Jiske liye mein apne Bhai sman Vipan Shukla Jee @ Lal Kitabee jee ka abhari hoon tatha yeh vishay unhi ko samarpit karta hoon.

Kripya iss vishay par apne vichar khul kar pragat karein ki budh kinn kinn halaaton mein aurat ka lihaz karta hai aur kyon karta hai, tatha kya aurat ko budh ka ilaz (upay) karna chahiye ya nahi ?

Mein koi LAL KITAB ke school ka principal nahi hoon jo yeh swal puchh rahan hoon lekin iss se hum sab logo ko BUDH ke baare mein ek nayee disha mil jayegi, mere gyan mein bhee badotari hogi.Asal mein mein bhee chahta hoon ki dekhe BUDH kitna khurafati hai.

Apke jo bhee vichar ho spasht rakhe fir dekhe ki aapko kya prapat hota , BUDH apna kitna bhed kholta hai.

 

MAHAJAN

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Respected Mahajan ji,

 

Aap ne bahut sundar topic uthaya hai. Aap se mera anurodh hai ki aap hi is bahas

ka aagaz karen.

 

pahale aap hi likhen ki is vishaya par aap ki soch kya hai.

 

Aadar sahit,

 

Varun Trivedi

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, " heartzthief54 " <heartzthief54

wrote:

>

>

> Members,

>

> BUDH khana 9 par jo lambi discussion chali ussi se ek aur vishay

> discussion ke liye mujhe mil gaya. Jiske liye mein apne Bhai sman Vipan

> Shukla Jee @ Lal Kitabee jee ka abhari hoon tatha yeh vishay unhi ko

> samarpit karta hoon.

>

> Kripya iss vishay par apne vichar khul kar pragat karein ki budh kinn

> kinn halaaton mein aurat ka lihaz karta hai aur kyon karta hai, tatha

> kya aurat ko budh ka ilaz (upay) karna chahiye ya nahi ?

>

> Mein koi LAL KITAB ke school ka principal nahi hoon jo yeh swal puchh

> rahan hoon lekin iss se hum sab logo ko BUDH ke baare mein ek nayee

> disha mil jayegi, mere gyan mein bhee badotari hogi.Asal mein mein bhee

> chahta hoon ki dekhe BUDH kitna khurafati hai.

>

> Apke jo bhee vichar ho spasht rakhe fir dekhe ki aapko kya prapat hota ,

> BUDH apna kitna bhed kholta hai.

>

>

>

> MAHAJAN

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Varun Jee,

 

Aap ka hukam sar mathe par. Mein iss ka agaz apni uss mail se karta hoon

,jis mail se mein iss vishay ko chun saka. LAL KIABI jee ne jinki mere

dil mein kafi izzat hai apni mail mein Aurat ko Budh se kuchh gunjayash

dee thee, tab vishay budh ka hee thaa, khana no 9.

 

Mera apna khayal hai ki Budh sirf khana no 12 mein hee aurat ka kuchh

lihaz karta hai ya fir uss se kum khana no 7 mein uska lihaz karta hai.

Khana no 9 ke liye Pujya Pandit jee ne jo kundli kee udaharan de rakhi

hain, uss mein bhee unho ne rani ka nak chedan karwaya hai.Baki jab sab

ki mail aani shuru ho jayengi samay samay par apne vichar deta rahoonga,

agar mein galat rahoon to mein chahta hoon ki mujh ko sahi kiya jaye,

agar mujh ko lagta hai ki koi galat hai to mein zaroor likhoga ta ki

mujh ko pata chal sake ki mein galat hoon ya sahi.

 

MAHAJAN

 

 

 

 

, " varun_trvd "

<varun_trvd wrote:

>

> Respected Mahajan ji,

>

> Aap ne bahut sundar topic uthaya hai. Aap se mera anurodh hai ki aap

hi is bahas ka aagaz karen.

>

> pahale aap hi likhen ki is vishaya par aap ki soch kya hai.

>

> Aadar sahit,

>

> Varun Trivedi

>

>

>

, " heartzthief54 "

heartzthief54@ wrote:

> >

> >

> > Members,

> >

> > BUDH khana 9 par jo lambi discussion chali ussi se ek aur vishay

> > discussion ke liye mujhe mil gaya. Jiske liye mein apne Bhai sman

Vipan

> > Shukla Jee @ Lal Kitabee jee ka abhari hoon tatha yeh vishay unhi ko

> > samarpit karta hoon.

> >

> > Kripya iss vishay par apne vichar khul kar pragat karein ki budh

kinn

> > kinn halaaton mein aurat ka lihaz karta hai aur kyon karta hai,

tatha

> > kya aurat ko budh ka ilaz (upay) karna chahiye ya nahi ?

> >

> > Mein koi LAL KITAB ke school ka principal nahi hoon jo yeh swal

puchh

> > rahan hoon lekin iss se hum sab logo ko BUDH ke baare mein ek nayee

> > disha mil jayegi, mere gyan mein bhee badotari hogi.Asal mein mein

bhee

> > chahta hoon ki dekhe BUDH kitna khurafati hai.

> >

> > Apke jo bhee vichar ho spasht rakhe fir dekhe ki aapko kya prapat

hota ,

> > BUDH apna kitna bhed kholta hai.

> >

> >

> >

> > MAHAJAN

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Respected Mahajan ji,

 

Carrying the discussion further ….

 

You are absolutely right that mercury will not adversely affect a woman with mercury in the 12th and the 7th house.

 

I am giving below the characteristics of mercury in each house to give an idea how the mercury is likely to behave vis-à-vis women.

 

House # 1:

 

‘aurat ke teve mein ab budh manind sooraj uttam hoga. [ page 188, 1942 ed]

 

Therefore if a woman has mercury in the 1st house she is likely to be immune from any harm done by mercury.

 

House # 2 :

 

“Budh gina larki hai sab ne, ab raja ho jata haiâ€

 

“ larkiyon ki sewa se kalyaan hoga†[ page 189, 1942 ed]

 

In this situation, there is no possibility that mercury could adversely affect the woman.

 

House #3 :

 

Agar mangal nek ho to is ghar mein khud budh ka apana jaati phal yani larki. bahan, bua ki muttallika cheezen va khandan vagairah sab baraunak honge [ page 191, 1942 ed]

 

So long as the Mars is not malefic, mercury is not likely to harm women.

 

House # 4:

 

‘ larki bhaithi raaj karti’ [ page 191; 1942 ed ]

 

Mercury will not affect women as such but can harm the mother in terms of ‘aayu’ longevity, who is also a woman.

 

House # 5;

 

‘ apani aurat aur khud ke liye nihayat mubarak’ [ page 192, 1942 ed]

 

Should be good for self.

 

House #6:

 

Khud budh ka jaati phal jaati cheezon par manda na hoga’ [ page 193, 1942 ed]

 

No ill effects on women so much so if the fist child is a girl, it will be very auspicious.[ pahali larki hogi mubarik asar ki; page 193, 1942 ed]

 

House # 7 :

 

Not only a kanya, even a married woman will not be harmed by mercury in this house because the house is jointly owned by the mercury and the venus.

 

House # 8:

 

‘Larki bahan sasural se beva hoke aa’

Khud budh bahan, larki, bua, phoophi sabka manda haal. [ page 196, 1942 ed]

 

Mercury will adversely affect woman.

 

House 9th :

 

 

‘bahan, mausi, bua, phoophi, marata sab hi ko hai†[ page 197, 1942 ed]

 

Mercury will harm its own karaks.

 

House 10th:

 

Will depend on Saturn. If the Saturn is malefic then mercury might be malefic and could adversely affect chaachi [ aunt]

 

House 11th house:

 

Will help a lady up to the age of 17 years.

 

House 12th :

 

Although the book says,

 

‘Bach sake na is se koi’ [ page 199, 1942 ed]

 

But the book further adds an exception to it that it will not harm a woman.

 

with regard,

 

Varun Trivedi

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, "heartzthief54" <heartzthief54 wrote:>> > Varun Jee,> > Aap ka hukam sar mathe par. Mein iss ka agaz apni uss mail se karta hoon> ,jis mail se mein iss vishay ko chun saka. LAL KIABI jee ne jinki mere> dil mein kafi izzat hai apni mail mein Aurat ko Budh se kuchh gunjayash> dee thee, tab vishay budh ka hee thaa, khana no 9.> > Mera apna khayal hai ki Budh sirf khana no 12 mein hee aurat ka kuchh> lihaz karta hai ya fir uss se kum khana no 7 mein uska lihaz karta hai.> Khana no 9 ke liye Pujya Pandit jee ne jo kundli kee udaharan de rakhi> hain, uss mein bhee unho ne rani ka nak chedan karwaya hai.Baki jab sab> ki mail aani shuru ho jayengi samay samay par apne vichar deta rahoonga,> agar mein galat rahoon to mein chahta hoon ki mujh ko sahi kiya jaye,> agar mujh ko lagta hai ki koi galat hai to mein zaroor likhoga ta ki> mujh ko pata chal sake ki mein galat hoon ya sahi.> > MAHAJAN> > > > > , "varun_trvd"> varun_trvd@ wrote:> >> > Respected Mahajan ji,> >> > Aap ne bahut sundar topic uthaya hai. Aap se mera anurodh hai ki aap> hi is bahas ka aagaz karen.> >> > pahale aap hi likhen ki is vishaya par aap ki soch kya hai.> >> > Aadar sahit,> >> > Varun Trivedi> >> >> >> >> >> >> >> >> >> > , "heartzthief54"> heartzthief54@ wrote:> > >> > >> > > Members,> > >> > > BUDH khana 9 par jo lambi discussion chali ussi se ek aur vishay> > > discussion ke liye mujhe mil gaya. Jiske liye mein apne Bhai sman> Vipan> > > Shukla Jee @ Lal Kitabee jee ka abhari hoon tatha yeh vishay unhi ko> > > samarpit karta hoon.> > >> > > Kripya iss vishay par apne vichar khul kar pragat karein ki budh> kinn> > > kinn halaaton mein aurat ka lihaz karta hai aur kyon karta hai,> tatha> > > kya aurat ko budh ka ilaz (upay) karna chahiye ya nahi ?> > >> > > Mein koi LAL KITAB ke school ka principal nahi hoon jo yeh swal> puchh> > > rahan hoon lekin iss se hum sab logo ko BUDH ke baare mein ek nayee> > > disha mil jayegi, mere gyan mein bhee badotari hogi.Asal mein mein> bhee> > > chahta hoon ki dekhe BUDH kitna khurafati hai.> > >> > > Apke jo bhee vichar ho spasht rakhe fir dekhe ki aapko kya prapat> hota ,> > > BUDH apna kitna bhed kholta hai.> > >> > >> > >> > > MAHAJAN> > >> >>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...