Guest guest Posted March 25, 2009 Report Share Posted March 25, 2009 Varun Jee, Namaskar, Yeh ek khula pattar (letter) group members ke naam par likh rahan hoon, asha karta hoon ki jyon ka tyon post kar denge. Aapka group LAL KITAB ki jo sewa kar raha hai uski kisi dusre se tulna nahi kee ja sakti, aajkal BUDH khana no 9 par jo discussion chal rahi hai vastav mein woh kafi intresting stage par pahunch gayee hai, aisee discussion se hee kuchh na kuchh sikhne ko milta hai. Yahan par jyotish ke kafi vidhyarthi honge jo ki discussion mein hissa to nahi lete lekin unn ke gyan mein bahut hee badotari hoti hogi, aisa mera manana hai.Aur mera unn se anorodh hai ki woh bhee discussion mein hissa liya karein, jis se unnki jhijak bhee khatam hogi aur yeh bhee pata chalega ki woh kahan stand karte hain. Agar unn se kuchh galat bhee likha jayega to koi chinta nahi lekin uss se bhee kuchh na kuchh to sikhne ko hee milega. Abb swal yeh hai ki yeh pattar kyon likhna pada tatha yeh kyon likha ki jyon ka tyon post kar denge. Mere kuchh ek vichar jo meine likhe theay woh post nahi hue. Ho sakta hai ki jab net prbl de raha thaa ( jab aapka message bhee thaa ki message delay ho rahein hai) unn mein hee kahin gumm na ho gaye hoon, ya fir aap ne iss kabil na samjhe ho ki unko post(display) kiya jaye. Ek letter to LAL KITABEE jee ke vicharo ke baare mein, mera kya nazria hai, uss par thee(budh khana 9 )woh aadhi to kya sirf ek line hee display huee. dusri aapki mail ka vistar sahit jawab diya thaa woh thee. Letter issliye likh rahan hoon ki jaise maine aapki mail ka vistar sahit jawab diya thaa kuchh vaise hee LAL KITABEE jee ne vistar sahit jawab diya hai, hum dono ka style ek jaisa kyon hai (mail ka jawab tyar karne ka format ek jaisa hee raha, vichar alag alag zaroor hain ), to kya meri mail gumm ho gayee ya gumm kar dee gayee ? Message no 3936 tatha 3939 ke jawab mein mera jo mesage no3940 hai woh maine aap dono (LAL KITABEE TATHA VARUN JEE ) ko sambhodit kar ke likha thaa lekin display par sirf LAL KITABEE JEE ko hee mera sambhodan dikhaya gaya aisa kyon, tatha aisee kya zaroorat aa padi ki usko edit karna pada. Umeed karta hoon ki mere har swal ka jawab aapke paas hai, tatha har swal ka jwab aap denge.Yeh letter aap par tatha group par koi ilzam nahi laga raha tatha na hee meri aisee koi mansha hai,bas itni vintee hai ki har vichar ko jagah dein woh chahe aapke(vicharon) khilaf ho ya kisi aur member ke vicharo ke khilaf kyonki discussion se hee kuchh na kuchh sikhne ko milega. Adhar Sahit MAHAJAN Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted March 25, 2009 Report Share Posted March 25, 2009 Respected Mahajan ji, You have said that you posted two messages, one in response to my message and the other in response to Lalkitabee ji's message. The group has not received either of them so far. May be because of problem. One of your message contained just half a line, and I had approved it as such. If I were to disapprove and delete any of your messages I would say so. Therefore I suggest that you post both the messages again. As for you addressing your question to more than one person, it is not done. Normally a question is in the response to another message. Therefore it should be addressed to the person who you are responding to. In case you want an answer from more than one person, then it should be an open message and addressed to the group instead of to particular individuals. At times I have to moderate your messages for their harsh and sarcastic language which I will continue to do in the future as well. In the group we want an amicable atmosphere for academic discussion. I do not want the group to turn into an arena weighing each other's strength. Regards, Varun Trivedi , "heartzthief54" <heartzthief54 wrote:>> > Varun Jee,> > Namaskar,> > Yeh ek khula pattar (letter) group members ke naam par likh rahan hoon,> asha karta hoon ki jyon ka tyon post kar denge.> > Aapka group LAL KITAB ki jo sewa kar raha hai uski kisi dusre se tulna> nahi kee ja sakti, aajkal BUDH khana no 9 par jo discussion chal rahi> hai vastav mein woh kafi intresting stage par pahunch gayee hai, aisee> discussion se hee kuchh na kuchh sikhne ko milta hai. Yahan par> jyotish ke kafi vidhyarthi honge jo ki discussion mein hissa to nahi> lete lekin unn ke gyan mein bahut hee badotari hoti hogi, aisa mera> manana hai.Aur mera unn se anorodh hai ki woh bhee discussion mein hissa> liya karein, jis se unnki jhijak bhee khatam hogi aur yeh bhee pata> chalega ki woh kahan stand karte hain. Agar unn se kuchh galat bhee> likha jayega to koi chinta nahi lekin uss se bhee kuchh na kuchh to> sikhne ko hee milega.> > Abb swal yeh hai ki yeh pattar kyon likhna pada tatha yeh kyon likha ki> jyon ka tyon post kar denge. Mere kuchh ek vichar jo meine likhe theay> woh post nahi hue. Ho sakta hai ki jab net prbl de raha thaa ( jab aapka> message bhee thaa ki message delay ho rahein hai) unn mein hee kahin> gumm na ho gaye hoon, ya fir aap ne iss kabil na samjhe ho ki unko> post(display) kiya jaye.> > Ek letter to LAL KITABEE jee ke vicharo ke baare mein, mera kya nazria> hai, uss par thee(budh khana 9 )woh aadhi to kya sirf ek line hee> display huee. dusri aapki mail ka vistar sahit jawab diya thaa woh thee.> Letter issliye likh rahan hoon ki jaise maine aapki mail ka vistar sahit> jawab diya thaa kuchh vaise hee LAL KITABEE jee ne vistar sahit jawab> diya hai, hum dono ka style ek jaisa kyon hai (mail ka jawab tyar karne> ka format ek jaisa hee raha, vichar alag alag zaroor hain ), to kya meri> mail gumm ho gayee ya gumm kar dee gayee ?> > Message no 3936 tatha 3939 ke jawab mein mera jo mesage no3940 hai woh> maine aap dono (LAL KITABEE TATHA VARUN JEE ) ko sambhodit kar ke likha> thaa lekin display par sirf LAL KITABEE JEE ko hee mera sambhodan> dikhaya gaya aisa kyon, tatha aisee kya zaroorat aa padi ki usko edit> karna pada.> > Umeed karta hoon ki mere har swal ka jawab aapke paas hai, tatha har> swal ka jwab aap denge.Yeh letter aap par tatha group par koi ilzam nahi> laga raha tatha na hee meri aisee koi mansha hai,bas itni vintee hai ki> har vichar ko jagah dein woh chahe aapke(vicharon) khilaf ho ya kisi aur> member ke vicharo ke khilaf kyonki discussion se hee kuchh na kuchh> sikhne ko milega.> > Adhar Sahit> > MAHAJAN> Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted March 25, 2009 Report Share Posted March 25, 2009 Varun Jee, Bahut Bahut shukriya ki aapne apni postion spasht kar dee, jiske liye mein mein aapka tahdil se shukriya aada karta hoon. DHANYAWAD. MAHAJAN , " varun_trvd " <varun_trvd wrote: > > > Respected Mahajan ji, > > You have said that you posted two messages, one in response to my > message and the other in response to Lalkitabee ji's message. > > The group has not received either of them so far. May be because of > problem. > > One of your message contained just half a line, and I had approved it as > such. > > If I were to disapprove and delete any of your messages I would say so. > > > Therefore I suggest that you post both the messages again. > > > As for you addressing your question to more than one person, it is not > done. Normally a question is in the response to another message. > Therefore it should be addressed to the person who you are responding > to. > > In case you want an answer from more than one person, then it should be > an open message and addressed to the group instead of to particular > individuals. > > At times I have to moderate your messages for their harsh and sarcastic > language which I will continue to do in the future as well. > > In the group we want an amicable atmosphere for academic discussion. > > I do not want the group to turn into an arena weighing each other's > strength. > > Regards, > > Varun Trivedi > > > > > > > > > , " heartzthief54 " > heartzthief54@ wrote: > > > > > > Varun Jee, > > > > Namaskar, > > > > Yeh ek khula pattar (letter) group members ke naam par likh rahan > hoon, > > asha karta hoon ki jyon ka tyon post kar denge. > > > > Aapka group LAL KITAB ki jo sewa kar raha hai uski kisi dusre se tulna > > nahi kee ja sakti, aajkal BUDH khana no 9 par jo discussion chal rahi > > hai vastav mein woh kafi intresting stage par pahunch gayee hai, aisee > > discussion se hee kuchh na kuchh sikhne ko milta hai. Yahan par > > jyotish ke kafi vidhyarthi honge jo ki discussion mein hissa to nahi > > lete lekin unn ke gyan mein bahut hee badotari hoti hogi, aisa mera > > manana hai.Aur mera unn se anorodh hai ki woh bhee discussion mein > hissa > > liya karein, jis se unnki jhijak bhee khatam hogi aur yeh bhee pata > > chalega ki woh kahan stand karte hain. Agar unn se kuchh galat bhee > > likha jayega to koi chinta nahi lekin uss se bhee kuchh na kuchh to > > sikhne ko hee milega. > > > > Abb swal yeh hai ki yeh pattar kyon likhna pada tatha yeh kyon likha > ki > > jyon ka tyon post kar denge. Mere kuchh ek vichar jo meine likhe theay > > woh post nahi hue. Ho sakta hai ki jab net prbl de raha thaa ( jab > aapka > > message bhee thaa ki message delay ho rahein hai) unn mein hee kahin > > gumm na ho gaye hoon, ya fir aap ne iss kabil na samjhe ho ki unko > > post(display) kiya jaye. > > > > Ek letter to LAL KITABEE jee ke vicharo ke baare mein, mera kya nazria > > hai, uss par thee(budh khana 9 )woh aadhi to kya sirf ek line hee > > display huee. dusri aapki mail ka vistar sahit jawab diya thaa woh > thee. > > Letter issliye likh rahan hoon ki jaise maine aapki mail ka vistar > sahit > > jawab diya thaa kuchh vaise hee LAL KITABEE jee ne vistar sahit jawab > > diya hai, hum dono ka style ek jaisa kyon hai (mail ka jawab tyar > karne > > ka format ek jaisa hee raha, vichar alag alag zaroor hain ), to kya > meri > > mail gumm ho gayee ya gumm kar dee gayee ? > > > > Message no 3936 tatha 3939 ke jawab mein mera jo mesage no3940 hai woh > > maine aap dono (LAL KITABEE TATHA VARUN JEE ) ko sambhodit kar ke > likha > > thaa lekin display par sirf LAL KITABEE JEE ko hee mera sambhodan > > dikhaya gaya aisa kyon, tatha aisee kya zaroorat aa padi ki usko edit > > karna pada. > > > > Umeed karta hoon ki mere har swal ka jawab aapke paas hai, tatha har > > swal ka jwab aap denge.Yeh letter aap par tatha group par koi ilzam > nahi > > laga raha tatha na hee meri aisee koi mansha hai,bas itni vintee hai > ki > > har vichar ko jagah dein woh chahe aapke(vicharon) khilaf ho ya kisi > aur > > member ke vicharo ke khilaf kyonki discussion se hee kuchh na kuchh > > sikhne ko milega. > > > > Adhar Sahit > > > > MAHAJAN > > > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.