Guest guest Posted March 15, 2009 Report Share Posted March 15, 2009 Guruji, hai to galat baat sabhi prabhakar ji ke yogdaan ko jante hain. Mujhe yaad hai jab farmaan aur armaan ka lipiantar ho raha tha to prabhakar ji, unke saputon, nirmal bhardwaj ji ne phatehaal pages ko scan kar padhne layak banaya phir unke beton ne hindi me type kiya. Unke bhai Ravi ki khud ki publication company hai. Hamare pas sabhi sadhan the. Maine kaha tha chapni hai to khud hi chap do. Par wah adde rahe ki goswami ji ko zuban di hai. Mere se man mutav kar vah pata nahin kitni baar delhi gaye aur kitab chapwai. Mujhe ranz is baat ka hai ki is sabh me unke bete ki padhai suffer hui. Fir unhone aur nirmal ji ne kitaben net par dalin. Iske peeche PK Sharma ji ka protsahan tha. Bhatia parivar ke bina to yeh kitaben vilupt hi ho jati. Khair jo hua so hua par ik baat ki taraf aapki tawazon chahunga lalkitab ke abhi tak jitne bhi translations chape chahe hindi ya english kitab chapte hi mangal badh apna asar dikha gaya. Sanjhedariyan toot gayin. Coincidence? Aapko sab pata hi hai. Regards. Kulbir. On 3/15/09, lalkitabee <lalkitabee wrote: > Res.Members > > Today Pt.Veni Madhav Goswami addressed the Bhrigu Jyotish Anusandhan of > Ambala Cantt.I was also there.I listened the whole speech of goswami ji But > I am shocked by the announcement in initial stage of speech Of Pt.Goswami > Ji. He said- Main 20 varsh se lalkitab par kaam kar rahaa tha aur yah > pustakain jin logon ke paas thin ve inhain dikhaane se bhi parhez kartey > they aur maine urdu ke edtion ekatrit kar unki hindi pustak tayyar karke ap > logon ke saamne prastut kee hain. ISKE ATIRIKT URDU KI ORIGINAL COPIES BHI > INTERNET PAR MAINE UPLOAD KAR DEE HAIN JO LENAA CHAHAIN VE MUFT MAIN > DOWNLOAD KAR SAKTEY HAIN, > > Why he felt hasitation in announcing the names of Bhai yograj,Rajendra > Bhatia Ji. All of us know that Mr. Yograj is the only one person & he is the > key person, who provided all urdu edtions publically & free of cost even he > provided these books to Mr. Goswami & Mr. Bhatia ji also provided 1952 > edition as per my knowledge. > > Really I have a great regard for Pt. Goswami Ji but -- Ek bujurg vyakti se > is prakaar ke shabd sunkar mujhe bahut hee mansik aaghat pahunchaa hai, > jabki yah sabhi ko pataa hai ki yah books kahaan se aur kaise prapt huyee > aur free download ke liye kisne uplabdh karvaayee.Goswami ji ne lalkitab ka > dushprachaar karne walon ko sambodhit kartey huve yah vaktavya shuru kiyaa > tha.Lekin khud aayu ke is muqaam par aakar vah lalkitab ke un sewak-logon ke > shreya ko nakaar kar aur sehra apne sir par baandh kar kyaa saabit karnaa > chahtey hain ,mujhe hazam nahi ho rahaa. Isiliye main aap logon se apne > vichar abhivyakt kar rahaa hun. yadi vayovriddh Pt. Goswami ji ko mere shabd > aghaat pahuchaayain to Mere bujurg Pt. Goswami ji se main maafi mangtaa hun. > Lekin agar meri jagah vah khud hotey aur jise hum LIGHT POLE samjhtey hon, > vah hee aisa vaktavya detaa to ve khud kyaa kartey ? > > Kyaa yah ek naitik kartavya nahi ki jo kaam jisne kiyaa uskaa shreya use > diyaa jaaye. Poojya pandit Roop Chand ji to apni pustakon main bhi sehyog > karne walon ka naam lenaa nahi bhooley aur yahaan par sab kuch ultaa hee > dekhne-sunney ko milaa. Agar Veni madhav ji sahi keh rahey hain to Yograj Ji > aur Bhatia ji jaise logon se hamaaraa abhi tak lalkitab ke sandarbh main jo > parichay hai vah to vyarth hee hua. > > Aakhir sach kyaa hai? Main Iltezaa kartaa hun ki yograj ji aur Bhatia ji > aur anya sabhi jo bhi is karyaa main joined they vastaviktaa ko prastut > karne ka kasht karain.Main yah isliye likh rahaa hun kyonki Pt. Goswami ji > ka naam jin logon kee mehnat ke karan lalkitab community main astitva main > aayaa ,bharee sabhaa main un logon ka naam tak na lenaa bhi Goswami ji ko > yaad nahi rahaa. > > Is se badh kar Lalkitab ki vidambnaa kyaa hogi. > > With Regards > > Pt. Lalkitabee > > -- Sent from my mobile device Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted March 15, 2009 Report Share Posted March 15, 2009 Dear Kulbir Bhai, Although we have not been privy to the process of procuring original Lal Kitab urdu editions nor the transliteration process, all we know is that the urdu books had been uploaded on the internet by shri Yograj ji. This has been a great service for all those who wanted the original source to consult for authenticity. The LK community will remain indebted to shri Yograj ji for ever. We were equally shocked to read that Pt. Goswami ji claimed the credit of uploading the books on the internet. But it will be futile to expect gratitude from some one for whom the Lal Kitab is merely a commercial venture. You may be right. The book seems to be jinxed. The stories around the book might be true, for all we know. Regards, Varun Trivedi , kulbir bance <kulbirbance wrote: > > Guruji, > > hai to galat baat sabhi prabhakar ji ke yogdaan ko jante hain. > Mujhe yaad hai jab farmaan aur armaan ka lipiantar ho raha tha to > prabhakar ji, unke saputon, nirmal bhardwaj ji ne phatehaal pages ko > scan kar padhne layak banaya phir unke beton ne hindi me type kiya. > Unke bhai Ravi ki khud ki publication company hai. Hamare pas sabhi > sadhan the. Maine kaha tha chapni hai to khud hi chap do. Par wah adde > rahe ki goswami ji ko zuban di hai. Mere se man mutav kar vah pata > nahin kitni baar delhi gaye aur kitab chapwai. > > > Mujhe ranz is baat ka hai ki is sabh me unke bete ki padhai suffer hui. Fir unhone aur nirmal ji ne kitaben net par dalin. Iske peeche PK Sharma ji ka protsahan tha. Bhatia parivar ke bina to yeh kitaben vilupt hi ho jati. > > > Khair jo hua so hua par ik baat ki taraf aapki tawazon chahunga lalkitab ke abhi tak jitne bhi translations chape chahe hindi ya english kitab chapte hi mangal badh apna asar dikha gaya. > > Sanjhedariyan toot gayin. > > Coincidence? > > Aapko sab pata hi hai. Regards. > > > Kulbir. > > > > > On 3/15/09, lalkitabee <lalkitabee wrote: > > Res.Members > > > > Today Pt.Veni Madhav Goswami addressed the Bhrigu Jyotish Anusandhan of > > Ambala Cantt.I was also there.I listened the whole speech of goswami ji But > > I am shocked by the announcement in initial stage of speech Of Pt.Goswami > > Ji. He said- Main 20 varsh se lalkitab par kaam kar rahaa tha aur yah > > pustakain jin logon ke paas thin ve inhain dikhaane se bhi parhez kartey > > they aur maine urdu ke edtion ekatrit kar unki hindi pustak tayyar karke ap > > logon ke saamne prastut kee hain. ISKE ATIRIKT URDU KI ORIGINAL COPIES BHI > > INTERNET PAR MAINE UPLOAD KAR DEE HAIN JO LENAA CHAHAIN VE MUFT MAIN > > DOWNLOAD KAR SAKTEY HAIN, > > > > Why he felt hasitation in announcing the names of Bhai yograj,Rajendra > > Bhatia Ji. All of us know that Mr. Yograj is the only one person & he is the > > key person, who provided all urdu edtions publically & free of cost even he > > provided these books to Mr. Goswami & Mr. Bhatia ji also provided 1952 > > edition as per my knowledge. > > > > Really I have a great regard for Pt. Goswami Ji but -- Ek bujurg vyakti se > > is prakaar ke shabd sunkar mujhe bahut hee mansik aaghat pahunchaa hai, > > jabki yah sabhi ko pataa hai ki yah books kahaan se aur kaise prapt huyee > > aur free download ke liye kisne uplabdh karvaayee.Goswami ji ne lalkitab ka > > dushprachaar karne walon ko sambodhit kartey huve yah vaktavya shuru kiyaa > > tha.Lekin khud aayu ke is muqaam par aakar vah lalkitab ke un sewak-logon ke > > shreya ko nakaar kar aur sehra apne sir par baandh kar kyaa saabit karnaa > > chahtey hain ,mujhe hazam nahi ho rahaa. Isiliye main aap logon se apne > > vichar abhivyakt kar rahaa hun. yadi vayovriddh Pt. Goswami ji ko mere shabd > > aghaat pahuchaayain to Mere bujurg Pt. Goswami ji se main maafi mangtaa hun. > > Lekin agar meri jagah vah khud hotey aur jise hum LIGHT POLE samjhtey hon, > > vah hee aisa vaktavya detaa to ve khud kyaa kartey ? > > > > Kyaa yah ek naitik kartavya nahi ki jo kaam jisne kiyaa uskaa shreya use > > diyaa jaaye. Poojya pandit Roop Chand ji to apni pustakon main bhi sehyog > > karne walon ka naam lenaa nahi bhooley aur yahaan par sab kuch ultaa hee > > dekhne-sunney ko milaa. Agar Veni madhav ji sahi keh rahey hain to Yograj Ji > > aur Bhatia ji jaise logon se hamaaraa abhi tak lalkitab ke sandarbh main jo > > parichay hai vah to vyarth hee hua. > > > > Aakhir sach kyaa hai? Main Iltezaa kartaa hun ki yograj ji aur Bhatia ji > > aur anya sabhi jo bhi is karyaa main joined they vastaviktaa ko prastut > > karne ka kasht karain.Main yah isliye likh rahaa hun kyonki Pt. Goswami ji > > ka naam jin logon kee mehnat ke karan lalkitab community main astitva main > > aayaa ,bharee sabhaa main un logon ka naam tak na lenaa bhi Goswami ji ko > > yaad nahi rahaa. > > > > Is se badh kar Lalkitab ki vidambnaa kyaa hogi. > > > > With Regards > > > > Pt. Lalkitabee > > > > > > -- > Sent from my mobile device > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted March 16, 2009 Report Share Posted March 16, 2009 Ribhu ji, on the whole your respected father has done a marvellous job. I know that people are much interested in 1952 and 42 editions and he knew beforehand that there was not much profit in publishing 39 and 40 but still he went ahead. He could have started with 52 and 42 editions but he preferred to stick to the sequence and i respect him for that. It was in his destiny to print these books. May god give his blessings to ur family to bring out the 1952 edition also. Regards. Kulbir. On 3/16/09, ribhukantgoswami <ribhukantgoswami wrote: > Respected Shuklaji,Kulbir Bhai, Varun Trivedi ji, Bhushan Priya Ji, > This is the second time I am writing in this forum. All > points that shuklaji has raised are not true. > 1. 1952 book was given to my grandfather by Major(Dr)J.P. Varma , Ministry > Of Home Affairs New Delhi on 21-1-1966. > 2.My father published Lal Dairy in 1995 that was based on lal kitab > 3.What he told in his speech that he has transliterated these books is true > . > 4. He is Having a group of five people who helped him. > 5. He dont have any hasitation to take name of yograj prabhakar ji. > 6.As on that particular lecture the topic was SANSKRIT AND SANSKRITI . > 7. one day before his lecture he was in Chandigarh and he was addresing 60 > astrologers on lal kitab Mr. Nirmal Bhardwaj and Mr. Pradeep Sharma was > Present there . > jab vyakti stage par bhashan de raha hota hai to uss waqt > public ko dekh kar bhashan diya jata hai .pitaji kabhi bhi bolene se pehle > kuch tyar nahi karte stage par jisne jo bhashan diya hota hai ushi ke adhar > par bhashan dete hai .Kahi bar insaan bolne ke waqt naam bol jata hai par > iska matlab ye nahi hota ki koi kissi ka maan nahi karta . Life depends on > Barter System .Matlab,we give water to Bhagwan Shiv because Jal Hamara > Jeevan Hai Aur Bhagwan Shiv Mrityu Ke Devta hai,give and take ki > policy.Uncle ne kuch panne hamme diye kuch hamne diye .na wo kisi ke mohtaj > hai na mere pitaji .dono apni-apni jagah strong hai isliye ye batae bikar ki > kaun kya kaha raha hai.We have three original books 1941,1942,1952 and lagan > sarini. > with regards > rkgoswami > > > -- Sent from my mobile device Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted March 16, 2009 Report Share Posted March 16, 2009 Respected Ribhukant ji, Your message has clarified the situation for all time to come. Thanks for putting it on record for all to read. Your father is perfectly justified in claiming that he collected the original Lal Kitab books from various sources entirely on his own and transliterated them into Hindi. He deserves all the credit for this huge task undertaken; and the Lal Kitab community will remain grateful to him for ever. Regards, Varun Trivedi , " ribhukantgoswami " <ribhukantgoswami wrote: > > Respected Shuklaji,Kulbir Bhai, Varun Trivedi ji, Bhushan Priya Ji, > This is the second time I am writing in this forum. All > points that shuklaji has raised are not true. > 1. 1952 book was given to my grandfather by Major(Dr)J.P. Varma , Ministry Of Home Affairs New Delhi on 21-1-1966. > 2.My father published Lal Dairy in 1995 that was based on lal kitab > 3.What he told in his speech that he has transliterated these books is true . > 4. He is Having a group of five people who helped him. > 5. He dont have any hasitation to take name of yograj prabhakar ji. > 6.As on that particular lecture the topic was SANSKRIT AND SANSKRITI . > 7. one day before his lecture he was in Chandigarh and he was addresing 60 astrologers on lal kitab Mr. Nirmal Bhardwaj and Mr. Pradeep Sharma was Present there . > jab vyakti stage par bhashan de raha hota hai to uss waqt public ko dekh kar bhashan diya jata hai .pitaji kabhi bhi bolene se pehle kuch tyar nahi karte stage par jisne jo bhashan diya hota hai ushi ke adhar par bhashan dete hai .Kahi bar insaan bolne ke waqt naam bol jata hai par iska matlab ye nahi hota ki koi kissi ka maan nahi karta . Life depends on Barter System ..Matlab,we give water to Bhagwan Shiv because Jal Hamara Jeevan Hai Aur Bhagwan Shiv Mrityu Ke Devta hai,give and take ki policy.Uncle ne kuch panne hamme diye kuch hamne diye .na wo kisi ke mohtaj hai na mere pitaji .dono apni-apni jagah strong hai isliye ye batae bikar ki kaun kya kaha raha hai.We have three original books 1941,1942,1952 and lagan sarini. > with regards > rkgoswami > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.