Jump to content
IndiaDivine.org

NISHANIYA

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Umesh Jee & Varun Jee.

Namaskar,

Jaisa ki Umesh Jee ne sirf ketli ke baare mein puchha thaa aisee hee kai or bhee nishaniya hoti hain jo ki grah ka phal kharab kar rahi hoti hain/achha phal de rahi hoti hai.Maine kitni baar LAL KITAB ko pada hai lekin inn chhoti(jo baad mein badi baat ban jati hai) baaton par kabhi gaur nahi kiya, jo ki meri 101% nalayki hai.

Kripya itni kripa karein ki aur bhee jo graho ki achhi ya boori nishaniyan ho(kaisa samaan ghar mein hona chaahiye ya nahi hona chahiye) uss baarein mein tafsil se likhe,achha hoga ki ek grah /mushtarka grah ke khana anusar nishaniya likhne ki cheshta karein, hum sab log(member iss group ke ) aapke bahut abhari honge.

Agar koi aur member kisi ek nishani ke baare mein bhee janta ho woh bhee likhe.boond boond se talab bhar jata hai.

MAHAJAN.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Respected Mahajan ji,

 

Kulbir ji had already taken up this job. He had completed a very

detailed study for Jupiter in all the houses. These articles by him

are already uploaded in the file section. You may have a look at them.

 

As and when he gets time he will complete the articles for the rest

of the planets.

 

With respect and regards,

 

Varun Trivedi

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, " heartzthief54 "

<heartzthief54 wrote:

>

>

> Umesh Jee & Varun Jee.

>

> Namaskar,

>

> Jaisa ki Umesh Jee ne sirf ketli ke baare mein puchha thaa aisee

hee kai

> or bhee nishaniya hoti hain jo ki grah ka phal kharab kar rahi hoti

> hain/achha phal de rahi hoti hai.Maine kitni baar LAL KITAB ko pada

hai

> lekin inn chhoti(jo baad mein badi baat ban jati hai) baaton par

kabhi

> gaur nahi kiya, jo ki meri 101% nalayki hai.

>

> Kripya itni kripa karein ki aur bhee jo graho ki achhi ya boori

> nishaniyan ho(kaisa samaan ghar mein hona chaahiye ya nahi hona

chahiye)

> uss baarein mein tafsil se likhe,achha hoga ki ek grah /mushtarka

grah

> ke khana anusar nishaniya likhne ki cheshta karein, hum sab log

(member

> iss group ke ) aapke bahut abhari honge.

>

> Agar koi aur member kisi ek nishani ke baare mein bhee janta ho woh

bhee

> likhe.boond boond se talab bhar jata hai.

>

> MAHAJAN.

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...