Guest guest Posted December 24, 2008 Report Share Posted December 24, 2008 Sir Varun ji, There is a very scaring prediction given for this combination. Arun Sanhita says : amuman uske apane kabile mein maut aur janma ki ghatnayen sath hua karengi - when some one is born, some one will die in the family. Why would that be? Sincerely, M P Jain Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted December 26, 2008 Report Share Posted December 26, 2008 Res. Mr. JainThe line which u have quoted is written at page no.942 (1952 -urdu edition). But u have to see on page no.824 also in same book in the chapter of "Suraj+Ketu".Now see the co.relation of chapters:- Moon + Mercury + Venus + Saturn = (Moon + Saturn = Neech Ketu masnuyee) + (Mercury + Venus = Sun masnuyee) Means there we can not deny the presence of Sun + Neech KetuNow see the line in the chapter of Sun + Ketu. The line is :-GARMI SURAJ JAB SAATH HO MILTI, KETU HOTA KHUD RADDI HO.AURAT PISAR BARBAAD GRIHASTHI,BETA PITA PAR BHARI HO. Here the line "BETA PITA PAR BHARI HO." is important.Iskaa seedha sa matlab yahi hai ki aise teve wale ka betaa janm lete hee mande ketu ke asar se bach nahi sakegaa aur teve wale ke apne khaandaan main kisi na kisi ki maut tak bhi ho sakti hai.Aisa bhi ho saktaa hai ki teve wale ko apna grand-son dekhnaa bhi naseeb na ho.Yah baat page no. 825 par bakhoobi darz kar de gayee hai. Kyonki page no. 942 par 4 grah se mutalliq lines main Pujya Pandit Ji ne beta ya beti ka zikra nahi kiya hai,lekin jahaan tak main samajhtaa hun yahaan par bete ke janm par hee aise vaqyaat ki gunjayish ke baarey main likha gaya hai. Kyonki charo hee grahon main se koyee bhi bete ka karak nahi hai ,kewal masnuyee neech ketu hee nazar aataa hai. Is tarah se aisa lagtaa hai ki ooper likhey 4 grah aur suraj +ketu se mutalqa lines lalkitab main ek doosrey ko poora karne wali hain. Is vishya par Aur logon ki bhi agar kuchh raay ho to istaqbal hai. With RegardsPt.LalkitabeeV.Shukla , "mpj571" <mpj571 wrote:>> Sir Varun ji,> > There is a very scaring prediction given for this combination. Arun > Sanhita says : amuman uske apane kabile mein maut aur janma ki > ghatnayen sath hua karengi - when some one is born, some one will die > in the family. > Why would that be?> > Sincerely,> > M P Jain> Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted December 26, 2008 Report Share Posted December 26, 2008 Respected Lalkitabee ji, Thank you very much for such a detailed explanation. It was so kind of you.With Respect MP Jain , " lalkitabee " <lalkitabee wrote: > > Res. Mr. Jain > > The line which u have quoted is written at page no.942 (1952 -urdu > edition). But u have > > to see on page no.824 also in same book in the chapter of " Suraj+Ketu " . > Now see the co.relation of chapters:- > Moon + Mercury + Venus + Saturn = (Moon + Saturn = Neech Ketu > masnuyee) + (Mercury + Venus = Sun masnuyee) > Means there we can not deny the presence of Sun + Neech Ketu > Now see the line in the chapter of Sun + Ketu. The line is :- > GARMI SURAJ JAB SAATH HO MILTI, KETU HOTA KHUD RADDI HO. > AURAT PISAR BARBAAD GRIHASTHI,BETA PITA PAR BHARI HO. > Here the line " BETA PITA PAR BHARI HO. " is important. > Iskaa seedha sa matlab yahi hai ki aise teve wale ka betaa janm lete hee > mande ketu ke asar > > se bach nahi sakegaa aur teve wale ke apne khaandaan main kisi na kisi > ki maut tak bhi ho > > sakti hai.Aisa bhi ho saktaa hai ki teve wale ko apna grand-son dekhnaa > bhi naseeb na ho.Yah > > baat page no. 825 par bakhoobi darz kar de gayee hai. > Kyonki page no. 942 par 4 grah se mutalliq lines main Pujya Pandit > Ji ne beta ya beti ka > > zikra nahi kiya hai,lekin jahaan tak main samajhtaa hun yahaan par bete > ke janm par hee > > aise vaqyaat ki gunjayish ke baarey main likha gaya hai. Kyonki charo > hee grahon main se > > koyee bhi bete ka karak nahi hai ,kewal masnuyee neech ketu hee nazar > aataa hai. > Is tarah se aisa lagtaa hai ki ooper likhey 4 grah aur suraj +ketu > se mutalqa lines lalkitab main ek doosrey ko poora karne wali hain. Is > vishya par Aur logon ki bhi agar kuchh raay ho to istaqbal hai. > > With Regards > > Pt.Lalkitabee > > V.Shukla , " mpj571 " <mpj571@> wrote: > > > > Sir Varun ji, > > > > There is a very scaring prediction given for this combination. Arun > > Sanhita says : amuman uske apane kabile mein maut aur janma ki > > ghatnayen sath hua karengi - when some one is born, some one will die > > in the family. > > Why would that be? > > > > Sincerely, > > > > M P Jain > > > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.