Guest guest Posted September 10, 2004 Report Share Posted September 10, 2004 Hi Well everybody know about Shukra(Venus)but here are some interesting facts about him given below. Shukra-Swarashi-Vrushabh tatha Tula, ucchha rashi Meen aur neech rashi kanya.janma-Lagna kundlime Dhanasthan me Vrushabh ras ho to(aur use shukra ya Chandra ho to)mithi aawaj,khubsurat aankhe,dhanlabh aur sukh milata hai.Kal kundlime saptam sthaname tatha vyaya sthan me Sukra kihi ras(Swaras-Tula,ucchha ras meen) aati hai.Shukra yeh Nidra (sleep) ka karak hai.!2th(dwadash-Vyaya sthan)yeh aankhose sambandhit hone ki vajahse Ravi,Chandra tatha Sukra inhe netra sukh ka karak manate hai.yadi yahi tino graha Rahu,ketu ya shani se pidit ho to Netra vikar(Rog) hote hai.khubsurat bal,tejaswi rup,aawaj tatha aankhe Sukra ki den hai.Isiliye Rohini(Vrushabh)chitra(Tula)hasta (Kanya),Anuradha(vrischik) aur Shravan(Makara),Revati(Meen) yeh nakshatra Soundarya dete hai. Sukra 1st,4th,7th,9th aur 11th me jada labh deta hai.2nd tatha 12 th me acchhi aankhe aur madhur aawaj deta hai. Sukra ke mahine:-march,july tatha november(shukra Janmans par impression dalta hai) Dhanlabh:-1) Sukra 6th sthan me tatha 6th ka swami(lord) dusare kisi sthanme balwan aur shubh graheke drishitime ho to Ghrse he dhan milega 2)8th sthan me sukra tatha usi sthan ka lord 1,3,6,10,11 me hoga aur shathyansha kundlime balwan ya swagruhi hoga to loterise labh 3) Yadi Lagnesh,chaturthes aur dhanesh ekdusareko dekh rahe ho aur chandra aur mangal balwan ho to jamin-ghar se labh. 4)Yadi pancham sthan aur usaka swamoi balwan ho to loterime labh. 5)Panchmesh ashtam tatha ashtmesh pancham me ho to aur uspar Guru ki drishti ho aur kisi papgraha ki drishti na ho to bar bar dhan labh Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.