Jump to content
IndiaDivine.org

re suggestions BHUWAN

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

bhuwan ji

i am a bit confused here lal kitab says HAWAI KHYAL KI NEEV KI DEEWAR

KA VISHAY BESHAK TUJHE MAUT KA DIN YA KISI KE BHED KA AIYAB AUR MATA

KE PET MEIN LADKA HAI KI LADKI KA ISHARA KAR EGA MAGAR AISI BATEIN

APNE SAMAY SE PEHLWE VAYAKAT KARNA TEREKHOON KO KOHDH KI BIMARI KA

SABUT DEGA,

does that mean that we are forbidden to predict such like detrimental

predictions or all predictions whatsoever they be and kindly tell YEH

BANDH MUTHI KA RAAZ KHOLNA PRAKRITI KE KHILAF HOGA yehlal kitab mein

kahan likha hai.

i have studied parashari ,jaimini, krishnamuthi systems in

detail but lalkitab is the best as far as both remedial and

predicvtive aspects are concerned.

mujhe yeh baat aaj tak kise na bataiye nahin aur main

samajtha hoon apne lalkitabee ji bhi kamal ki predictions karte hain.

aur prediction ke bina upaya kaise hota hai yeh baat meri samajh mein

nahi aaye.

VISHAY KI GALTI BATANE WALA SAHAIYAK MITTAR HAGA.

kindly guide me on this very principle

regards

kulbir

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Shri Kulbir Jee and other respected gurujan,

 

The sentence of band mutthi ke raz.... is mine. This is how I have

understood the spirit of Lal Kitab. As regards Lal Kitabee jee, he

doesnot predict future. He writes the 'nishani' of a manda or nek

grah. These nishani are mostly given for each grah in the book

itself. Respected Prof Upadhyay jee has a different view even on

giving these nishani, he does not give them.

 

meine bhi parashari, jamini aur thori KP paddhati ka adhyayan kiya

hai. Mein kewal Lal Kitab par hi adharit nahi hoon. Lal Kiatb par

meri soch bahut khule dimag ki hai.in baaton ke liye na to yeh uchit

manch hai aur na hi awasar.

 

Mera manana hai ki Lal Kitab ka upyoga kewal upaya ke liye hi karana

chahiye.

 

with regards to all the gurujan,

 

bhuwan

 

 

 

 

 

 

lalkitab , " Kulbir Singh Bains "

<ceetabains> wrote:

> bhuwan ji

> i am a bit confused here lal kitab says HAWAI KHYAL KI NEEV KI

DEEWAR

> KA VISHAY BESHAK TUJHE MAUT KA DIN YA KISI KE BHED KA AIYAB AUR MATA

> KE PET MEIN LADKA HAI KI LADKI KA ISHARA KAR EGA MAGAR AISI BATEIN

> APNE SAMAY SE PEHLWE VAYAKAT KARNA TEREKHOON KO KOHDH KI BIMARI KA

> SABUT DEGA,

> does that mean that we are forbidden to predict such like

detrimental

> predictions or all predictions whatsoever they be and kindly tell

YEH

> BANDH MUTHI KA RAAZ KHOLNA PRAKRITI KE KHILAF HOGA yehlal kitab mein

> kahan likha hai.

> i have studied parashari ,jaimini, krishnamuthi systems

in

> detail but lalkitab is the best as far as both remedial and

> predicvtive aspects are concerned.

> mujhe yeh baat aaj tak kise na bataiye nahin aur main

> samajtha hoon apne lalkitabee ji bhi kamal ki predictions karte

hain.

> aur prediction ke bina upaya kaise hota hai yeh baat meri samajh

mein

> nahi aaye.

> VISHAY KI GALTI BATANE WALA SAHAIYAK MITTAR HAGA.

> kindly guide me on this very principle

> regards

> kulbir

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...