Guest guest Posted June 25, 2004 Report Share Posted June 25, 2004 bhuwan ji i am a bit confused here lal kitab says HAWAI KHYAL KI NEEV KI DEEWAR KA VISHAY BESHAK TUJHE MAUT KA DIN YA KISI KE BHED KA AIYAB AUR MATA KE PET MEIN LADKA HAI KI LADKI KA ISHARA KAR EGA MAGAR AISI BATEIN APNE SAMAY SE PEHLWE VAYAKAT KARNA TEREKHOON KO KOHDH KI BIMARI KA SABUT DEGA, does that mean that we are forbidden to predict such like detrimental predictions or all predictions whatsoever they be and kindly tell YEH BANDH MUTHI KA RAAZ KHOLNA PRAKRITI KE KHILAF HOGA yehlal kitab mein kahan likha hai. i have studied parashari ,jaimini, krishnamuthi systems in detail but lalkitab is the best as far as both remedial and predicvtive aspects are concerned. mujhe yeh baat aaj tak kise na bataiye nahin aur main samajtha hoon apne lalkitabee ji bhi kamal ki predictions karte hain. aur prediction ke bina upaya kaise hota hai yeh baat meri samajh mein nahi aaye. VISHAY KI GALTI BATANE WALA SAHAIYAK MITTAR HAGA. kindly guide me on this very principle regards kulbir Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted June 25, 2004 Report Share Posted June 25, 2004 Shri Kulbir Jee and other respected gurujan, The sentence of band mutthi ke raz.... is mine. This is how I have understood the spirit of Lal Kitab. As regards Lal Kitabee jee, he doesnot predict future. He writes the 'nishani' of a manda or nek grah. These nishani are mostly given for each grah in the book itself. Respected Prof Upadhyay jee has a different view even on giving these nishani, he does not give them. meine bhi parashari, jamini aur thori KP paddhati ka adhyayan kiya hai. Mein kewal Lal Kitab par hi adharit nahi hoon. Lal Kiatb par meri soch bahut khule dimag ki hai.in baaton ke liye na to yeh uchit manch hai aur na hi awasar. Mera manana hai ki Lal Kitab ka upyoga kewal upaya ke liye hi karana chahiye. with regards to all the gurujan, bhuwan lalkitab , " Kulbir Singh Bains " <ceetabains> wrote: > bhuwan ji > i am a bit confused here lal kitab says HAWAI KHYAL KI NEEV KI DEEWAR > KA VISHAY BESHAK TUJHE MAUT KA DIN YA KISI KE BHED KA AIYAB AUR MATA > KE PET MEIN LADKA HAI KI LADKI KA ISHARA KAR EGA MAGAR AISI BATEIN > APNE SAMAY SE PEHLWE VAYAKAT KARNA TEREKHOON KO KOHDH KI BIMARI KA > SABUT DEGA, > does that mean that we are forbidden to predict such like detrimental > predictions or all predictions whatsoever they be and kindly tell YEH > BANDH MUTHI KA RAAZ KHOLNA PRAKRITI KE KHILAF HOGA yehlal kitab mein > kahan likha hai. > i have studied parashari ,jaimini, krishnamuthi systems in > detail but lalkitab is the best as far as both remedial and > predicvtive aspects are concerned. > mujhe yeh baat aaj tak kise na bataiye nahin aur main > samajtha hoon apne lalkitabee ji bhi kamal ki predictions karte hain. > aur prediction ke bina upaya kaise hota hai yeh baat meri samajh mein > nahi aaye. > VISHAY KI GALTI BATANE WALA SAHAIYAK MITTAR HAGA. > kindly guide me on this very principle > regards > kulbir Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.