Guest guest Posted June 24, 2004 Report Share Posted June 24, 2004 Respected Lal Kitabee jee, aadarniya Kulbir singh jee ne jo kaha hai us par gambheerta se vichar karen. bahut shaleen bhasha mein unke kahane ka abhipraya hai ' mind your own business'. atah aap se prarthana hai ki yadi samaya mila kare to jo log problems lekar group mein aate hain unko upaya bataa diya karen, jaise pahale respected Upadhyay jee karte the. rahi baat discussion ki to vidwan buddhjiviyon par hi chhor dein. aisa karne se aap bhi sukhi aur woh bhi sukhi. ab baat group ki disha ki, to chintan chaltaa rahana chahiye.chintan kin vishayaon par hona chahiye iska nirnaya chintan karne wale swayam kar lenge. mein yah sab is liye likh raha hun kyon ki mein aap ka bahut samman karta hun. aap , aur aadarniya Prof. upadhyay, se meine bahut kuchh seekha hai aur aap dono ko guru maanta hun. with respect to all gurujan, bhuwan lalkitab , " Kulbir Singh Bains " <ceetabains> wrote: > Guruji, > leave these trival matters to us. aap in choti moti baaton ki liye > kasht na kare. we will handle it. believe me we are answerable to you. > comment when we go astray, otherwise use your valuable time for > anwering the problems of group members. GURUJI LAMP KI ROSHNI ABHI TAK > NAHIN AAIE. > regards > kulbir Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...

Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.