Guest guest Posted June 22, 2004 Report Share Posted June 22, 2004 Bhai sahib, badi koshish ki par angrazi ne wafa na ki. mania aapke aur bhuwan ji ke ball point pen ke bare mein vichar [pooche) the. yeh to comment shabad unintentionally istemal ho gaye. guruji lagta hai aap abhi purani baatin bhoolein nahin. are bhai hamein hak anta hai aapse kshama pane ka. i could,n't find a satisfactory answer to the problem of ball point pens becuse i am not sure about the part played by the iron ball (budh ,shani, which is covered by blue ink(rahu) .that's why i asked your views. ab badkismati se yeh shabad view ki jagah comment likh ho gaya aur aap ko bura lag gaya. mujhe punit ne warn kiya par baat meri samajh mein nahin aayi , maine socha ki pechli baaton ki liye jhidak rahe hai hain. yeh to aapka message padh kar ankh khuli ki yeh to sara panga view aur comment ka hai. bas zuban ka thoda herpher ho gaya. agar aap punjab se vakif hain to jat budhi se bhi vakif honge, baat thodi der se pale padti hai. par pad gaye to nikalti nahin. aage se koi shabad lekhne se pehla dus bari sochunga. agar aapko bura laga to sapasht hai ki bhuwan ji ko bhi bura laga hoga, unse bhi maafi. guruji shabdon ko mat pakadiye, bhawana ko samajhiye. hamare liye to lal kitab ka giyani maa-baap ke saaan. baki kisi ka example kya lene mein apni hi kundli se hi 35 sala chakar shura karoonga kyonki meri zindagi ka to harek wakya mujhe pata hai, doosroon se poochna aur cross check karna padega. main kaam kar raha hoon thoda waqt dijeya.ik bari mera case ho jaye phir ham doosre bhi karenge. regards kulbir Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.