Jump to content
IndiaDivine.org

re lalkitabee request

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Respected KITABI Ji,

you owe me thanks, isse bada tohfa kisi ke liye kaya ho sakta hai ki

unko nirmal bachpan main pahunchaa diyaa jai.

anyway punit mailed me telling the greatness of bhatia ji and yours.

after reading about you i was thinking of apologising to both of you

but still couldn't find right words.

thoda dosh aapka bhi hai apni ID profile me aap apne baare batate hi

kuch nahin. jab aapke bare mein pata hi nahin to baat kis lahega me ho

gayi ise chote bhai ki galti samajh ke maf kar do.

(35 yrs cycle) ke bare mein main mudit ji ke vichoran se 100% sahmat

hoon aur yeh aap ki kasauti par bhi khara uttarta hai kyonki lal kitab

mein aisa likha hai. aage kis tarah ki explanation chahta ho.

It' correct that i send too soon too many topics for discussion but

then i rectified my mistake by requesting the forum members to mark

their preferance so that topics could be discused one by one.

Brother to brother- KYA AAP SAMJHATA HOI KI LAL KITAB JILD KE ANDAR

BAND PANO ME SIMTI HUI HAI JEEVAN, KE HAR PAHLOO HAR KSHAN ME DIKHEGI

BAS DEKHNE KA CHASHMA BADLANE KI ZAROORAT HAI.

IK TARAF AAP KAHTE HAIN KI FORUM KE MEMBER AAGE KI BAATON KI LIYE

TAYAAR NAHIN KYONKI ABHI FIRST STAGE PAR HAIN AUR DOOSRI TARAF UPAYON

KE LIYE NIMANTRAN DETA HAIN.

MAIN TO UNKE SAATH BILKUL SHURU SE HI PADHAI START KARNA CHATA THA

are bhai jinko upay bata rahe ho unko bhi pta to chale ki lal kitab

kaya kamaal ka granth hai. mere khyal se to log is forum me kuch

charcha kuch samajhne ke liye aate hain varna totka hi lene hota to

totebaazon se bazaar bhara pada hai.

aage aapka hukum sir mathe par, are bhai mujhe kya padi hai ki aapko

nayin nayin baatein AUR NAYE DRISHTIKON bataoon aur phir aapse jootE

khaon.

aapki icha hai discussion forum ko consultancy forum me tabdel karana

hai shouk se karo

regards

kulbir

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...