Guest guest Posted June 20, 2004 Report Share Posted June 20, 2004 Respected KITABI Ji, you owe me thanks, isse bada tohfa kisi ke liye kaya ho sakta hai ki unko nirmal bachpan main pahunchaa diyaa jai. anyway punit mailed me telling the greatness of bhatia ji and yours. after reading about you i was thinking of apologising to both of you but still couldn't find right words. thoda dosh aapka bhi hai apni ID profile me aap apne baare batate hi kuch nahin. jab aapke bare mein pata hi nahin to baat kis lahega me ho gayi ise chote bhai ki galti samajh ke maf kar do. (35 yrs cycle) ke bare mein main mudit ji ke vichoran se 100% sahmat hoon aur yeh aap ki kasauti par bhi khara uttarta hai kyonki lal kitab mein aisa likha hai. aage kis tarah ki explanation chahta ho. It' correct that i send too soon too many topics for discussion but then i rectified my mistake by requesting the forum members to mark their preferance so that topics could be discused one by one. Brother to brother- KYA AAP SAMJHATA HOI KI LAL KITAB JILD KE ANDAR BAND PANO ME SIMTI HUI HAI JEEVAN, KE HAR PAHLOO HAR KSHAN ME DIKHEGI BAS DEKHNE KA CHASHMA BADLANE KI ZAROORAT HAI. IK TARAF AAP KAHTE HAIN KI FORUM KE MEMBER AAGE KI BAATON KI LIYE TAYAAR NAHIN KYONKI ABHI FIRST STAGE PAR HAIN AUR DOOSRI TARAF UPAYON KE LIYE NIMANTRAN DETA HAIN. MAIN TO UNKE SAATH BILKUL SHURU SE HI PADHAI START KARNA CHATA THA are bhai jinko upay bata rahe ho unko bhi pta to chale ki lal kitab kaya kamaal ka granth hai. mere khyal se to log is forum me kuch charcha kuch samajhne ke liye aate hain varna totka hi lene hota to totebaazon se bazaar bhara pada hai. aage aapka hukum sir mathe par, are bhai mujhe kya padi hai ki aapko nayin nayin baatein AUR NAYE DRISHTIKON bataoon aur phir aapse jootE khaon. aapki icha hai discussion forum ko consultancy forum me tabdel karana hai shouk se karo regards kulbir Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.