Guest guest Posted September 16, 2004 Report Share Posted September 16, 2004 High Ab dasham sthanme jo rashi hai ya graha hai ispar jara najar dale. Jo graha dasham me hota hai ya jo rashi dasham me hoti hai vah insanpar prabhav dalate hai. Dasham sthan me rashi aur vyaktimatva 1)Mesha:-Herdam kam ya dhandeme naya badlav chahiye-use pasandi.Spardhako dheryase muqabala karate hai.Jimmedari pasand karate hai. 2)Vrishabh:-Managing ke liye layak,Badlav jada nahi pasand karate,Ekhi taraha ke kamme dilchaspi rakhate hai. 3)Mithun:-Chanchal,dimagi kam ko pasandi. 4)Karka:-Hukumat pasand nahi karate,loknindase darate hai. 5)Simha:-Hukumat dikhana pasand karate hai. 6)Kanya:-Seva,uttam secretary,Nirikshak,chikistsak. 7)Tula:-Mehanat ka kam jada pasand nahi,sabkuch style me hona chahiye 8)Vrishchika:-Kalpak budhhi,diplomatic,bhavanaki parvah nahi karate,dherya dikhate hai. 9) Dhanu:-Business hi pasand. 10)makar:-Hisab-kitab acchhi taraha dekhate hai,sanghtanke liye yogya 11)Kumbha:-Sanshodhak,naye vichar,marketing ko pasandi,uttam pracharak 12)Meen:-Imotional,naya avhan pasand nahi karate. vasumati Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.