Guest guest Posted September 9, 2004 Report Share Posted September 9, 2004 High This is vast and deep subject, so try to read it as in hindi.( i dont have hindi font in my computer). 5 th stana:-Kal ya Lagna kundlime pancham sthana education,santati,vidya,lottery,sports aur premvivah ke liye mana jata hai.Isake sath "purak" matlab sath dene vala sthan 3rd( tritiya) hota hai.Tritiya sthanse hastakshar,comunication,travelling,brothers aur 2nd( Dwitiya) sthanase bolaneki kala aur "navam(9th)"sthanse Guru ka margdarshan,foreingn etc dekha jata hai. "Tritiya" yah "Pancham"ke "Labhsthan me to "navam" yah Pancham Ke Pancham me aata hai. Guru,Mangal aur Ravi yeh Viddutdarmiya honeki karan her chij me Atamavishawas,Dherya,sahasta badhate hai. Aur Shukra,Shani,Neptune or Chandra yeh sabhi Chumbkiya dharmiya hone ki vajahse Kisi vikas me madat nahi karate.Man hamesha Dwidha avasthame sanshaya me rahata hai. Harshal Jis sthana aur rashi me hota hai vaise hi gun deta hai. Harshal Sanshodhan aur communicationvala graha hone ke karan voh "vayu" rashi Jaise ki Kumbha,Tula aur mithun me yash aur vidya deta hai. Ravi hamesha "Agni rashi"-Mesha,Simha aur Dhanu me aur Karka(Jalrashi) me bhi balwan hota haiKarka,Meen aur Vrischik me Budha ke stah( 8th place chodake)Mathematics ke liye aachha hota hai Ravi-Chandra-shubhayoga- Yash.Ravi-Vishay(subject)- polotics,Netravidya,language,chemistry.Mangal-Budh ke sath Militery Engineering aur pancham shtana me Jyotish,mantra vidya. Chandta-Chanchal graha- Concentration aur confidence ki kami,Acchha Drawing,hastakala,Maths me gati nahi. Isiliye Nursing,painting,Interior decoration,Botany,ayurved,Krushishatra,hotel business aur Vayurashime Viman vidya taha karka rashime Vanaspatishstara chun lena chahiye Agar shaubha ho to Guru-Chandra-Civil aur Shukra-chandra-automobile ya fir Textile acchha hai. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.