Jump to content
IndiaDivine.org

LK discussion group Shani ko Adhoora Chhoda

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Wah Guruji kya khoob farmaya.Kunwar Sahib Gaur farmaiyenKISS(e) PUCHAYA MAJNU NU - OYE TERI LAILA DISDI KAALI E;MANJU SUN KE JHAT KURLAYA - OYE TERI AKKH NA DEKHAN WAALI E;

WARQ VED, QURAN DE NE CHITTE - VICH SHAHI(syahi) RAKH DITTI KAALI VE;JITHE AKHIYAN JA LAGIYAN OTHE -KYA GORI KYA KAALI VE.RegardsKulbir Bains.

On Sat, Mar 27, 2010 at 1:44 PM, Lalkitabee <lalkitabee wrote:

 

 

 

 

 

Res Vishal Ji

Pt.Ribhukant Goswami Ji s/o Pt. Benimadhav goswami ji ne kuchh samay pehley hee mujhse Lk1952 ke 2nd volume ke tayyar hone ka jikra kiya tha, hum sabhi yah jaantey hain ki Pt. Benimadhav ji ke dwara lipyantrit aur published LalKitab-series abhi tak ki sarvshreshtha pustakon ka sangrah hai. lekin yah ek aisa kaam hai jo ki samay aur lagan aur laagat teeno ka mila julaa roop hai. Vishal ji is prakar ke karyaa ko jaldbaazi main karnaa ek bhool hogi aur aise main ham sabhi ka farz yah hona chahiye ki chand shabdon se mutalliq shaks ki haunsla afzayee karain taaki vah dogune josh aur lagan se is mubarik kaam ko poora karey.Rahi baat kisi ke maksad ki - Is duniyaan main bina maksad to keet-patangey bhi apni jagah se nahi hiltey fir manushya jaati ki to baat hee kyaa.

 

bhogi ko swaad ,

sadhu ko samaadh, mulla ko namaaz,

panchhi ko parvaaz ,sahukaar ko byaaz,

lekhak ko khyaal ,aatanki ko babaal,

vidyaarthi ko sawaal,nartaki ko taal

kalaal ko kalaali,dalaal ko dalaali.

 

aur na jaaney kyaa kyaa aur kis kis tarah ke maksad hain is duniyaan se us duniyaan tak ke safar main.Kisi ke maksad se kyaa lenaa hai,aapka aur hamaraa maksad hai sirf Lalkitab 1952 ka abhi tak ka shuddhtam lipyanar aur uskeliye hamain Pt. Benimadhav Goswami ji ki taraf mukhatib hokar aur shukarguzar hokar 2nd volume ke istaqbaal ke liye tayyar rehnaa chahiye.

With Regards

Pt.Lalkitabee

V.Shukla

, " varun_trvd " <varun_trvd wrote:

>

> Respected Vishal ji,

>

> Transliteration of the 1952 Lal Kitab edition by Pt. Veni Madhav Goswami, by far, is the most authentic transliterations.

>

> It always takes time to do some job sincerely and meticulously. Pt. Goswami has done a fantastic job for Part One. If the Part Two has to be equally brilliant, then it will take time.

>

> Those who are the genuine students of the Lal Kitab would never mind a delay to lay their hands on an authentic version.

>

> Regards,

>

> Varun Trivedi

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

> , " vishalastrologer " <vishalastrologer@> wrote:

> >

> > Respected Members,

> >

> > Jaisa ki aap sab jante hai ki lal kitab mein jikar aata hai ki SHANI KHANA NUMBER 2 KEY SAMAY MAKAAN(SHANI) JAISA BANE BAN NE DEY.MUBARAK HOGA.yani ki beech mein construction nahi rokni.

> > iska prabhaw hamay LAL KITAB 1952 KA LIPAYANTAR mein dekhne ko mila.14 december 2009 ko part 1 aa gya tha aur announce kiya gya tha ki jan 2010 tak doosra part aa jaye ga.magar 26 march tak bi doosra part mukammal nahi ho saka.

> > Karan sapasht hai pehla part shani 2 tak likha gya.shani ko adhoora chhoda.yahan par b shani apna asar dikha gya.ab dekhte hai shani kab nek hoga.

> > pujya pundit ji ney lal kitab 1952 ko ek hi part mein

> > likha,magar yahan aaj is kitab ko 2 part mein chhapne ka maqsad kya hai yeh to pramatma hi jane.kehte hai jaisi niyat waisi murad.niyat nek to phal nek.

> > yadi yeh lipayantar hai to is kitab ko bilkul waise hi ek part mein kyo nahi likha gya.

> > sabse badi baat gaur karne layak yeh hai ki yadi yeh publisher par apna asar dikha sakti hai to jiske pass hogi ya jo isey do adhoore ko samjhne ya parne ki koshish karega kya use nek asar mil sakta hai.ab yadi koi apni samajh sey 2 part kar dey to kya asar hoga parne walon par aur kitab ki trading karne walon par.

> >

> > With Regards

> >

> > Kunwar Vishal

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Kunwar bhai ji,I am in �constant touch with Ribhu and his father and know the WHOLE story about gaibi taqat behind publication of the book and your message also.BATAIYE SAHIB KAHAN KAB MILNA HAI; SAMJHA DIJIYE MATLAB.

I START FROM WHERE YOU FINISH OR ATTEMPT TO FINISH.KBOn Sat, Mar 27, 2010 at 10:57 PM, vishalastrologer <vishalastrologer wrote:

 

 

�

 

 

 

Kulbir ji ,

 

 

yadi gaibi takat hi dekhni hai to aap key liye itna hi

samajhna kafi hoga ki kitab key 2nd part abi tak nahi aa saka.lakh koshish key bawjood.ab yeh kaun si gaibi takat hai aap acchi tarah samjhte hai.RAWAN 9 GRAHON KO APNE WASH MEY NAHI KAR SAKA TABI TO WO B MAAR KHA GYA.

BAKI YADI KOI LAKIR KA FAKIR BANA REHNA CHAHE TO KOI KYA KARE.BAAR BAAR PARNE KA KYA MATLAB.

YADI MATLAB SAMJHNA HO TO MIL LENA POORA SAMJHA DOONGA.GAIBI AUR INSAANI.ITS FINISH.

 

Aadar Sahit

 

Kunwar Vishal

 

, Kulbir Bains <lalkitabkb wrote:

>

> Kunwar Sahib,

> //jab tak 9 hi grahon ko apni favour mein nahi honge to is kitab ko samajhne

> mein kahi na kahi maar kha hi jaye gey.//

> Bhai ji 9 ke 9 grah to Ravan bhi apne favour mein na kar saka. Matlab na 9

> mann tel hoga na rAAdha ji naachengi.?

>

> //pundit gi ney jis gaibi takat key dwara(rahu favour ki nashani achanak

> madad) yeh kitab samjhi aur....//

> Bhai ji yeh aapko kis Gaibi taaqat ne bata diya?

>

> //tarak shakti(mangal nek)// Accha ji tarak shakti = mangal nek chalo nayi

> bat pata chali MMeharbAAni.

>

> //.iske kale akshar(shani)jinhe ki adhhora(rahu paida karna)chhodna

> ketu(chhalawa) ko barawa dena hai.//

> Bhai ji pehli aur is statement mein koi contradiction ni dikhati aapko.

>

> yAAr inne bande ho style tan badal ke likh daya karo.

>

> AAdAArsAAhit.

> Kulbir Bains.

>

>

> On Sat, Mar 27, 2010 at 1:03 PM, vishalastrologer <

> vishalastrologer wrote:

>

> >

> >

> > Respected Varun ji & kulbir ji,

> >

> > varun ji aap ki baat sey 100% sehmat hu.magar meri baat par bhi gaur

> > farmayen.lal kitab key anusar jo vyakhya de raha hu use jara gaur sey

> > samjhey.

> >

> > lal kitab kisi ek ya do grahon sey sambandh nahi rakhti.balki 9 hi grah lal

> > kitab key chhapne wale,trading karne wale aur lal kitab jyotish karne walon

> > se poori tarah sambandh rakhte hai.jab tak 9 hi grahon ko apni favour mein

> > nahi honge to is kitab ko samajhne mein kahi na kahi maar kha hi jaye

> > gey.yeh baat alag hi ki kiski favour mein kitne grah hai.yeh ek gaibi kitab

> > hai aur ise kharid kar har koi nahi samjh sakta.khareed to sakta hai.jab tak

> > dimag key khane(budh) hi nahi khule gey to ise kis tarah se samajh sakte

> > hai.pundit gi ney jis gaibi takat key dwara(rahu favour ki nashani achanak

> > madad) yeh kitab samjhi aur logon ko gyan banta bina kisi lalach key(bina

> > mangal badh) is sey unko yash(surya)kitna mila yeh jag jahir hai.yeh unki

> > tarak shakti(mangal nek) thi jo ki is

> > gaibi gyan(chander se vidya aur guru gyan ka karak)kitab(budh) ke roop mein

> > chhapwaya(budh).kitne bimaron ko heal(shukra jise snajivini ka gyan

> > hai)kiya.iske kale akshar(shani)jinhe ki adhhora(rahu paida karna)chhodna

> > ketu(chhalawa) ko barawa dena hai.

> >

> > ab varun ji aur kulbir ji aap hi batayen kya kewal budh ya guru sey lal

> > kitab ka sambandh keh sakte hai.

> >

> > is liye lal kitab chhapna aur samjhna aur iske dwara yash milna aur daulat

> > milna ya pareshani milna yeh us insaan key grah vishesh sey sambandh rakhta

> > hai.dhanyawad

> >

> > Aadar sahit

> >

> > Kunwar Vishal

> >

> >

> > <%40>,

 

> > " varun_trvd " <varun_trvd@> wrote:

> > >

> > > Respected Vishal ji,

> > >

> > > Writing a book or doing the transliteration; getting it printed etc would

> > be an activity associated with MERCURY and to some extent that of Jupiter.

> > >

> > > How does Saturn get associated with it?

> > >

> > > Regards,

> > >

> > > Varun Trivedi

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > >

> > > <%40>,

 

> > " vishalastrologer " <vishalastrologer@> wrote:

> > > >

> > > > Respected Members,

> > > >

> > > > Jaisa ki aap sab jante hai ki lal kitab mein jikar aata hai ki SHANI

> > KHANA NUMBER 2 KEY SAMAY MAKAAN(SHANI) JAISA BANE BAN NE DEY.MUBARAK

> > HOGA.yani ki beech mein construction nahi rokni.

> > > > iska prabhaw hamay LAL KITAB 1952 KA LIPAYANTAR mein dekhne ko mila.14

> > december 2009 ko part 1 aa gya tha aur announce kiya gya tha ki jan 2010 tak

> > doosra part aa jaye ga.magar 26 march tak bi doosra part mukammal nahi ho

> > saka.

> > > > Karan sapasht hai pehla part shani 2 tak likha gya.shani ko adhoora

> > chhoda.yahan par b shani apna asar dikha gya.ab dekhte hai shani kab nek

> > hoga.

> > > > pujya pundit ji ney lal kitab 1952 ko ek hi part mein

> > > > likha,magar yahan aaj is kitab ko 2 part mein chhapne ka maqsad kya hai

> > yeh to pramatma hi jane.kehte hai jaisi niyat waisi murad.niyat nek to phal

> > nek.

> > > > yadi yeh lipayantar hai to is kitab ko bilkul waise hi ek part mein kyo

> > nahi likha gya.

> > > > sabse badi baat gaur karne layak yeh hai ki yadi yeh publisher par apna

> > asar dikha sakti hai to jiske pass hogi ya jo isey do adhoore ko samjhne ya

> > parne ki koshish karega kya use nek asar mil sakta hai.ab yadi koi apni

> > samajh sey 2 part kar dey to kya asar hoga parne walon par aur kitab ki

> > trading karne walon par.

> > > >

> > > > With Regards

> > > >

> > > > Kunwar Vishal

> > > >

> > >

> >

> >

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...