Jump to content
IndiaDivine.org

A lengthy mail a sad topic--- Tragedy of Lalkitab - Bhai Vipin ji

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Dear Vipin Bhai

 

Mujhe nahi maloom ki aisa kehney ke peechhey Goswami ji ka kya maqsad raha

hoga.is baat ka jawab to woh khud hi behtar taur par de payengey.

 

Magar apke adeshanusar main yahan chand batein vajeh kar dena apna farz samajhta

hoon. Lal kitab ke 5 editions ke taqreeban 2700 pages ki scanning/cleaning ka

kaam beshak is khadim ke parivar ko naseeb huya hai, magar inko internet par

upload karne ka sharf sirf aur sirf Shri Nirmal Kumar Bhardwaj ji ko hi haasil

hai. Ap bakhobi jantey hain ki Bharat ki maujooda internet speed par 2700 ke

qareeb pages ko upload karna scanning karney se kahin zyada mushkil kaam raha

hoga.

 

Lal kitab ke sarey edition juTaney mein Lal kitab ke kayi sapooton ne meri bahut

madad ki hai. 1952 ka edition mere paas bahut arsey se tha tatha 1941 ka edition

maine Delhi se purchase kiya tha. 1942 ka edition mujhe Acharya Rajiv K. Khattar

jee se 2004 mein mila, 1939 tatha 1940 ki copies Shri Rajinder Bhatia ji ke

chhotey bhai Shri Ashok Bhatia ji se 2006 mein prapat huyi thi. Iske ilaawa Sh.

MS Kondal, Sh. LK Vashisht, Sh. VM Goswami, Sh. Krishan Gopal jee se bhi maine

Lal kitab ke alag alag editions se kuchhek pages (jo ki mere paas theek halat

mein nahi thei) haasil kiye hain. Main in sab mahanubhavon ka sadaiv riNi

rahunga. Khud aap ne bhi jis prakar us waqt meri lagatar hausala afzayee karke

mujhe sari original books jan-manas tak pahunchaney ke liye prerit kiya, main

uske liye aap ka bhi hamesha shukar guzar rahunga.

 

Ab rahi baat naitik kartavaya aur shrey dene ki, toh main apse poori tarah se

sehmat hoon ki har bandey ko apne naitik kartavya ka hamesha bodh rehna chahiye.

Magar ap ye hi bakhoobi jantey hain ki bahut se log aaj bhi Pundit ji ko Lal

kitab ke rachayita ke roop mein sweekar karney se gurez kartey hain. Ab ap khud

hi farmayein ki Jab logon ne itni mahaan hastee ko shreya nahi diya, to mere

jaise sadaharan bandey ko shreya milna ya na milna kya mayne rakhta hai? Magar

kisi bhi soorat mein mujhe Goswami ji se kisi tarah ka koyi shikva ya shikayat

nahi hai, meri nazar mein Goswami ji ka hriday kisi nanhey balak ki tarah se

nishkapat aur nirmal hai, is liye meri taraf se unko saat khoon muaf hain.

 

However, I am highly obliged for your conern.

 

Respectfully

Yograj Prabhakar

 

, " varun_trvd " <varun_trvd wrote:

>

> Dear Kulbir Bhai,

>

> Although we have not been privy to the process of procuring original Lal Kitab

urdu editions nor the transliteration process, all we know is that the urdu

books had been uploaded on the internet by shri Yograj ji. This has been a great

service for all those who wanted the original source to consult for

authenticity. The LK community will remain indebted to shri Yograj ji for ever.

>

> We were equally shocked to read that Pt. Goswami ji claimed the credit of

uploading the books on the internet. But it will be futile to expect gratitude

from some one for whom the Lal Kitab is merely a commercial venture.

>

> You may be right. The book seems to be jinxed. The stories around the book

might be true, for all we know.

>

> Regards,

>

> Varun Trivedi

>

>

>

>

>

, kulbir bance <kulbirbance@> wrote:

> >

> > Guruji,

> >

> > hai to galat baat sabhi prabhakar ji ke yogdaan ko jante hain.

> > Mujhe yaad hai jab farmaan aur armaan ka lipiantar ho raha tha to

> > prabhakar ji, unke saputon, nirmal bhardwaj ji ne phatehaal pages ko

> > scan kar padhne layak banaya phir unke beton ne hindi me type kiya.

> > Unke bhai Ravi ki khud ki publication company hai. Hamare pas sabhi

> > sadhan the. Maine kaha tha chapni hai to khud hi chap do. Par wah adde

> > rahe ki goswami ji ko zuban di hai. Mere se man mutav kar vah pata

> > nahin kitni baar delhi gaye aur kitab chapwai.

> >

> >

> > Mujhe ranz is baat ka hai ki is sabh me unke bete ki padhai suffer hui. Fir

unhone aur nirmal ji ne kitaben net par dalin. Iske peeche PK Sharma ji ka

protsahan tha. Bhatia parivar ke bina to yeh kitaben vilupt hi ho jati.

> >

> >

> > Khair jo hua so hua par ik baat ki taraf aapki tawazon chahunga lalkitab ke

abhi tak jitne bhi translations chape chahe hindi ya english kitab chapte hi

mangal badh apna asar dikha gaya.

> >

> > Sanjhedariyan toot gayin.

> >

> > Coincidence?

> >

> > Aapko sab pata hi hai. Regards.

> >

> >

> > Kulbir.

> >

> >

> >

> >

> >

> >

> >

> >

> >

> >

> >

> > On 3/15/09, lalkitabee <lalkitabee@> wrote:

> > > Res.Members

> > >

> > > Today Pt.Veni Madhav Goswami addressed the Bhrigu Jyotish Anusandhan of

> > > Ambala Cantt.I was also there.I listened the whole speech of goswami ji

But

> > > I am shocked by the announcement in initial stage of speech Of Pt.Goswami

> > > Ji. He said- Main 20 varsh se lalkitab par kaam kar rahaa tha aur yah

> > > pustakain jin logon ke paas thin ve inhain dikhaane se bhi parhez kartey

> > > they aur maine urdu ke edtion ekatrit kar unki hindi pustak tayyar karke

ap

> > > logon ke saamne prastut kee hain. ISKE ATIRIKT URDU KI ORIGINAL COPIES BHI

> > > INTERNET PAR MAINE UPLOAD KAR DEE HAIN JO LENAA CHAHAIN VE MUFT MAIN

> > > DOWNLOAD KAR SAKTEY HAIN,

> > >

> > > Why he felt hasitation in announcing the names of Bhai yograj,Rajendra

> > > Bhatia Ji. All of us know that Mr. Yograj is the only one person & he is

the

> > > key person, who provided all urdu edtions publically & free of cost even

he

> > > provided these books to Mr. Goswami & Mr. Bhatia ji also provided 1952

> > > edition as per my knowledge.

> > >

> > > Really I have a great regard for Pt. Goswami Ji but -- Ek bujurg vyakti

se

> > > is prakaar ke shabd sunkar mujhe bahut hee mansik aaghat pahunchaa hai,

> > > jabki yah sabhi ko pataa hai ki yah books kahaan se aur kaise prapt huyee

> > > aur free download ke liye kisne uplabdh karvaayee.Goswami ji ne lalkitab

ka

> > > dushprachaar karne walon ko sambodhit kartey huve yah vaktavya shuru kiyaa

> > > tha.Lekin khud aayu ke is muqaam par aakar vah lalkitab ke un sewak-logon

ke

> > > shreya ko nakaar kar aur sehra apne sir par baandh kar kyaa saabit karnaa

> > > chahtey hain ,mujhe hazam nahi ho rahaa. Isiliye main aap logon se apne

> > > vichar abhivyakt kar rahaa hun. yadi vayovriddh Pt. Goswami ji ko mere

shabd

> > > aghaat pahuchaayain to Mere bujurg Pt. Goswami ji se main maafi mangtaa

hun.

> > > Lekin agar meri jagah vah khud hotey aur jise hum LIGHT POLE samjhtey hon,

> > > vah hee aisa vaktavya detaa to ve khud kyaa kartey ?

> > >

> > > Kyaa yah ek naitik kartavya nahi ki jo kaam jisne kiyaa uskaa shreya use

> > > diyaa jaaye. Poojya pandit Roop Chand ji to apni pustakon main bhi sehyog

> > > karne walon ka naam lenaa nahi bhooley aur yahaan par sab kuch ultaa hee

> > > dekhne-sunney ko milaa. Agar Veni madhav ji sahi keh rahey hain to Yograj

Ji

> > > aur Bhatia ji jaise logon se hamaaraa abhi tak lalkitab ke sandarbh main

jo

> > > parichay hai vah to vyarth hee hua.

> > >

> > > Aakhir sach kyaa hai? Main Iltezaa kartaa hun ki yograj ji aur Bhatia ji

> > > aur anya sabhi jo bhi is karyaa main joined they vastaviktaa ko prastut

> > > karne ka kasht karain.Main yah isliye likh rahaa hun kyonki Pt. Goswami ji

> > > ka naam jin logon kee mehnat ke karan lalkitab community main astitva

main

> > > aayaa ,bharee sabhaa main un logon ka naam tak na lenaa bhi Goswami ji ko

> > > yaad nahi rahaa.

> > >

> > > Is se badh kar Lalkitab ki vidambnaa kyaa hogi.

> > >

> > > With Regards

> > >

> > > Pt. Lalkitabee

> > >

> > >

> >

> > --

> > Sent from my mobile device

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Respected yograj ji, varun ji, kulbir ji, lalkitabee ji, Bhooshan priya ji

?

I have family ties with pt Krishna Ashant and I know for a fact that all five original lal Kitab editions were? given by pt Ashant to Goswami ji. Every body in delhi Astrological circles? is aware of Goswami ji's nature and his big ego. when it comes to self promotion and big talk, he has no competition. Especially on stage, the idea is not to let anyone talk, aggressively criticize others and position oneself as the SUPREME KNOW ALL AND BE ALL!!!

?

I am writing this to set the record straight. The books were later asked for and duly returned to Pt Ashant. you would however not find any mention of this in any talk or book by goswami ji.

?

There is no denying the fact that he and his team has done years of hard work to bring out the transliterated books which has yielded rich dividends to him. this is a purely commercial venture and he deserves all the fruits of his hard work.

?

I abmire Lal kitabee jee's frankness?in calling the spade a spade and not unnecessarily using polite words. Only a person like Yograj ji could have given such a dignified reply, it is inspiring to see such humility and genuine earnestness.

?

respectfully

?

Sharat Pandit

On Mon, Mar 16, 2009 at 3:18 PM, Yograj Prabhakar <yr_prabhakar wrote:

 

 

 

 

 

Dear Vipin BhaiMujhe nahi maloom ki aisa kehney ke peechhey Goswami ji ka kya maqsad raha hoga.is baat ka jawab to woh khud hi behtar taur par de payengey.

Magar apke adeshanusar main yahan chand batein vajeh kar dena apna farz samajhta hoon. Lal kitab ke 5 editions ke taqreeban 2700 pages ki scanning/cleaning ka kaam beshak is khadim ke parivar ko naseeb huya hai, magar inko internet par upload karne ka sharf sirf aur sirf Shri Nirmal Kumar Bhardwaj ji ko hi haasil hai. Ap bakhobi jantey hain ki Bharat ki maujooda internet speed par 2700 ke qareeb pages ko upload karna scanning karney se kahin zyada mushkil kaam raha hoga.

Lal kitab ke sarey edition juTaney mein Lal kitab ke kayi sapooton ne meri bahut madad ki hai. 1952 ka edition mere paas bahut arsey se tha tatha 1941 ka edition maine Delhi se purchase kiya tha. 1942 ka edition mujhe Acharya Rajiv K. Khattar jee se 2004 mein mila, 1939 tatha 1940 ki copies Shri Rajinder Bhatia ji ke chhotey bhai Shri Ashok Bhatia ji se 2006 mein prapat huyi thi. Iske ilaawa Sh. MS Kondal, Sh. LK Vashisht, Sh. VM Goswami, Sh. Krishan Gopal jee se bhi maine Lal kitab ke alag alag editions se kuchhek pages (jo ki mere paas theek halat mein nahi thei) haasil kiye hain. Main in sab mahanubhavon ka sadaiv riNi rahunga. Khud aap ne bhi jis prakar us waqt meri lagatar hausala afzayee karke mujhe sari original books jan-manas tak pahunchaney ke liye prerit kiya, main uske liye aap ka bhi hamesha shukar guzar rahunga.

Ab rahi baat naitik kartavaya aur shrey dene ki, toh main apse poori tarah se sehmat hoon ki har bandey ko apne naitik kartavya ka hamesha bodh rehna chahiye. Magar ap ye hi bakhoobi jantey hain ki bahut se log aaj bhi Pundit ji ko Lal kitab ke rachayita ke roop mein sweekar karney se gurez kartey hain. Ab ap khud hi farmayein ki Jab logon ne itni mahaan hastee ko shreya nahi diya, to mere jaise sadaharan bandey ko shreya milna ya na milna kya mayne rakhta hai? Magar kisi bhi soorat mein mujhe Goswami ji se kisi tarah ka koyi shikva ya shikayat nahi hai, meri nazar mein Goswami ji ka hriday kisi nanhey balak ki tarah se nishkapat aur nirmal hai, is liye meri taraf se unko saat khoon muaf hain.

However, I am highly obliged for your conern.RespectfullyYograj Prabhakar , " varun_trvd " <varun_trvd wrote:

>> Dear Kulbir Bhai,> > Although we have not been privy to the process of procuring original Lal Kitab urdu editions nor the transliteration process, all we know is that the urdu books had been uploaded on the internet by shri Yograj ji. This has been a great service for all those who wanted the original source to consult for authenticity. The LK community will remain indebted to shri Yograj ji for ever.

> > We were equally shocked to read that Pt. Goswami ji claimed the credit of uploading the books on the internet. But it will be futile to expect gratitude from some one for whom the Lal Kitab is merely a commercial venture.

> > You may be right. The book seems to be jinxed. The stories around the book might be true, for all we know.> > Regards,> > Varun Trivedi> > > > >

> > > > > > > , kulbir bance <kulbirbance@> wrote:

> >> > Guruji, > > > > hai to galat baat sabhi prabhakar ji ke yogdaan ko jante hain.> > Mujhe yaad hai jab farmaan aur armaan ka lipiantar ho raha tha to> > prabhakar ji, unke saputon, nirmal bhardwaj ji ne phatehaal pages ko

> > scan kar padhne layak banaya phir unke beton ne hindi me type kiya.> > Unke bhai Ravi ki khud ki publication company hai. Hamare pas sabhi> > sadhan the. Maine kaha tha chapni hai to khud hi chap do. Par wah adde

> > rahe ki goswami ji ko zuban di hai. Mere se man mutav kar vah pata> > nahin kitni baar delhi gaye aur kitab chapwai. > > > > > > Mujhe ranz is baat ka hai ki is sabh me unke bete ki padhai suffer hui. Fir unhone aur nirmal ji ne kitaben net par dalin. Iske peeche PK Sharma ji ka protsahan tha. Bhatia parivar ke bina to yeh kitaben vilupt hi ho jati.

> > > > > > Khair jo hua so hua par ik baat ki taraf aapki tawazon chahunga lalkitab ke abhi tak jitne bhi translations chape chahe hindi ya english kitab chapte hi mangal badh apna asar dikha gaya.

> > > > Sanjhedariyan toot gayin. > > > > Coincidence? > > > > Aapko sab pata hi hai. Regards.> > > > > > Kulbir.> > > >

> > > > > > > > > > > > > > > > > > > > On 3/15/09, lalkitabee <lalkitabee@> wrote:> > > Res.Members> > >

> > > Today Pt.Veni Madhav Goswami addressed the Bhrigu Jyotish Anusandhan of> > > Ambala Cantt.I was also there.I listened the whole speech of goswami ji But> > > I am shocked by the announcement in initial stage of speech Of Pt.Goswami

> > > Ji. He said- Main 20 varsh se lalkitab par kaam kar rahaa tha aur yah> > > pustakain jin logon ke paas thin ve inhain dikhaane se bhi parhez kartey> > > they aur maine urdu ke edtion ekatrit kar unki hindi pustak tayyar karke ap

> > > logon ke saamne prastut kee hain. ISKE ATIRIKT URDU KI ORIGINAL COPIES BHI> > > INTERNET PAR MAINE UPLOAD KAR DEE HAIN JO LENAA CHAHAIN VE MUFT MAIN> > > DOWNLOAD KAR SAKTEY HAIN,

> > > > > > Why he felt hasitation in announcing the names of Bhai yograj,Rajendra> > > Bhatia Ji. All of us know that Mr. Yograj is the only one person & he is the> > > key person, who provided all urdu edtions publically & free of cost even he

> > > provided these books to Mr. Goswami & Mr. Bhatia ji also provided 1952> > > edition as per my knowledge.> > > > > > Really I have a great regard for Pt. Goswami Ji but -- Ek bujurg vyakti se

> > > is prakaar ke shabd sunkar mujhe bahut hee mansik aaghat pahunchaa hai,> > > jabki yah sabhi ko pataa hai ki yah books kahaan se aur kaise prapt huyee> > > aur free download ke liye kisne uplabdh karvaayee.Goswami ji ne lalkitab ka

> > > dushprachaar karne walon ko sambodhit kartey huve yah vaktavya shuru kiyaa> > > tha.Lekin khud aayu ke is muqaam par aakar vah lalkitab ke un sewak-logon ke> > > shreya ko nakaar kar aur sehra apne sir par baandh kar kyaa saabit karnaa

> > > chahtey hain ,mujhe hazam nahi ho rahaa. Isiliye main aap logon se apne> > > vichar abhivyakt kar rahaa hun. yadi vayovriddh Pt. Goswami ji ko mere shabd> > > aghaat pahuchaayain to Mere bujurg Pt. Goswami ji se main maafi mangtaa hun.

> > > Lekin agar meri jagah vah khud hotey aur jise hum LIGHT POLE samjhtey hon,> > > vah hee aisa vaktavya detaa to ve khud kyaa kartey ?> > >> > > Kyaa yah ek naitik kartavya nahi ki jo kaam jisne kiyaa uskaa shreya use

> > > diyaa jaaye. Poojya pandit Roop Chand ji to apni pustakon main bhi sehyog> > > karne walon ka naam lenaa nahi bhooley aur yahaan par sab kuch ultaa hee> > > dekhne-sunney ko milaa. Agar Veni madhav ji sahi keh rahey hain to Yograj Ji

> > > aur Bhatia ji jaise logon se hamaaraa abhi tak lalkitab ke sandarbh main jo> > > parichay hai vah to vyarth hee hua.> > >> > > Aakhir sach kyaa hai? Main Iltezaa kartaa hun ki yograj ji aur Bhatia ji

> > > aur anya sabhi jo bhi is karyaa main joined they vastaviktaa ko prastut> > > karne ka kasht karain.Main yah isliye likh rahaa hun kyonki Pt. Goswami ji> > > ka naam jin logon kee mehnat ke karan lalkitab community main astitva main

> > > aayaa ,bharee sabhaa main un logon ka naam tak na lenaa bhi Goswami ji ko> > > yaad nahi rahaa.> > >> > > Is se badh kar Lalkitab ki vidambnaa kyaa hogi.> > >

> > > With Regards> > >> > > Pt. Lalkitabee> > >> > >> > > > -- > > Sent from my mobile device> >>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...