Jump to content
IndiaDivine.org
Sign in to follow this  
Guest guest

blessings of parents

Rate this topic

Recommended Posts

Guest guest

Dear gurujans,

 

Is there a general remedy that everyone can do to make

the planets beneficial so the health and wealth of

mother and father is always good?

 

Warm Regards,

Meenu

 

--- Mudit982001 <mudit982001 wrote:

> Sh. Kankan ji,

> Jitni aapki Umar hey utne meter pila dhaga lekar rat

> ko apne sidhe

> per par lapet len aur subah use bina uljhaye utar

> kar aur khol kar

> jal parvah kar den- khol kar mera matlab hey kisi

> chalte pani(running

> water) main jalparvah karen yani dhaga pura ka pura

> lambai main ho-

> use per par se utartey huey kisi chiz par lapet len

> aur phir dhirey

> dhirey usko tera den.

> ya jitni umar hey utna meter pila kapda le len rat

> ko apne niche

> bichayen aur subah usko khol kar lambai main jal

> parvah kar den.

> Kapde main koi jod na ho esa hi dhage ke sath hey ki

> koi jod na ho

> aap riban bhi le sakte heyn par bina jod ka-

> 2. donate 8.100Kg. Saboot kaale urad in temple or

> thrown in running

> water.

> I am busy in seminar so sorry for late answering

>

> mudit982001

> lalkitab , " kankan_73 "

> <kankan_73> wrote:

> > Dear Masters, can anybody give me some suggestions

> or remedies.?

> >

> > " kankan_73 " <kankan_73>

> > Thu Sep 9, 2004 5:31 am

> > Muditjee.. Please reply

> >

> >

> > lalkitab , " kankan_73 "

> <kankan_73> wrote:

> >

> > Dear Sir,

> > Thank you for your reply. I give below the answers

> >

> > 1. I am non vegetarian but I take it rarely. I am

> not fond of

> > 2. I have sound sleep pattern. I like to go to bed

> early and wake up

> > early in the morning. It is true that I feel tired

> in the morning

> and

> > get more activated in the evening.

> >

> > 3. There is no such woman living nearby

> >

> > 4. I am the elder son, I have one sister and

> brother each.

> >

> > 5. Yes, the backside of our house is closed and

> there is another

> > house in that part and no gali in between.

> >

> > Please reply Sir,

> > Kannan

> >

> > lalkitab , " Mudit982001 "

> <mudit982001>

> > wrote:

> > > Kankan ji,

> > > 1.Are you fond of Non-veg or not?

> > > 2 Kya aap der se sona pasand karte hain ya ki

> neend hi der se aati

> > hey

> > > yani ki subah sust aur sham ko chust. Jese jese

> din dalta hey aap

> > > active ho jatey hain?

> > > 3. Kya aapke pados main koi batmeez aurat ya

> ladaki rahati hey?

> > jisse

> > > mohaley valy bolna pasand nahin kartey?

> > > 4. Kya aap bhaiyon/bahano main akeley/akeli hain

> ya sabse

> > chota/choti

> > > hain?

> > > 5. Are you live in corner house or aapke makan

> ki pichli gali

> bandh

> > > hey?

> > > Please clearify these doubts for going to exact

> desicion.

> > > mudit982001

> > >

> > > lalkitab , " kankan_73 "

> <kankan_73>

> wrote:

> >

> > > > Dear Members,

> > > > I am new to this group and know nothing about

> Lal Kitab.

> Actually

> > I want some help. Nowadays I am not well and

> suffering from stomach

> > > > related diseases. Treatment is also not giving

> good results.

> > > >

> > > > I give below my particulars

> > > >

> > > > Asc - Scorpio

> > > > 2nd House - Rahu

> > > > 6th House - Mars (in Aries)

> > > > 8th HOuse - Saturn & Ketu

> > > > 10th House - Moon

> > > > 11th House - Sun & Mercury

> > > > 12th HOuse - Venus (in Libra)

> > > >

> > > > According to Indian Astro I am presently under

> Rahu Dasa.

> > > >

> > > > Many people advised me to get some Lal Kitab

> Remedies for

> > improving health.

> > > >

> > > > I request you all so that anybody helps me.

> > > >

> > > > Regards,

> > > > Kannan

> > --- End forwarded message ---

>

>

 

 

 

 

 

_________ALL-NEW

Messenger - all new features - even more fun! http://uk.messenger.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

High

i hope others will also reply.But according to our astrology Ravi(sun) is karak(responsible) of Father and Chandra( moon) is karak of mother so if we pray Bhagavan Shri Shankar, Shri LakshmiNarayan(Both) and Shri Ganesh for Chandra for mother and Bhagavan Shri Shankar(again) and Shri Suryanarayana for father it will certainly help.

Offering some raw milk on Shri Shivlingam on every Monday and every Pournima after puja will also help as i think so.

well it is not good to send them to Vriddhhashram after our marriage is not good but taking good care of them is a real thing .

regards

 

vasumati

 

 

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

vasumati ji

it has been specifically written in lal kitab

GURU PITA GAR RAVI KA HOVE, RAVI PITA SWAYAM SHANI KA HO,

guru is sometimes related to father because father is the primarily teacher of the child otherwise there is no doubt that sub is the karaka of father and guru of the ancestors and teachers/purohits. but laxmi narayan would be venus and sun and ganesh for ketu, suryanarayan is ok for father but lalkitab doesn't propogates worship as such it emphasises on their worldly manifestations as far as upayas are concerned. however in the book lal kitab aur kasht nivaran pt. sumat prashad has given extensive description and meaning of durga pujan kindly go through that.

kulbirvasumati padhye <vasumatipadhye wrote:

 

High

i hope others will also reply.But according to our astrology Ravi(sun) is karak(responsible) of Father and Chandra( moon) is karak of mother so if we pray Bhagavan Shri Shankar, Shri LakshmiNarayan(Both) and Shri Ganesh for Chandra for mother and Bhagavan Shri Shankar(again) and Shri Suryanarayana for father it will certainly help.

Offering some raw milk on Shri Shivlingam on every Monday and every Pournima after puja will also help as i think so.

well it is not good to send them to Vriddhhashram after our marriage is not good but taking good care of them is a real thing .

regards

 

vasumati

 

 

 

 

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Namaskar Kulbirji

May be you are right according to Lalkitab,but Lalkitab is not only one book for astrology.You will certainly find so many understandabale and easy books in marathi.There are so many expert astrologers in Maharashtra Such as Shri.Jawaharlal Mutha from Nagar,Shri.Dhundiraj Pathak from Pune and so many.

I never learned astrology but i have so much spiritual experience.Harrit asked us about the karak of mother and the karak is chandra for mother.If our Chandra is weak then we have to perform Shri Ganesh-fasting on Sankashta Chaturthi ( specially for Karka rashi) and i also read in many Marathi astrological book that We also can pray for Shri Lakshmi Narayan for weak chandra.( Chandra is also sopposed as Lakshmikarak in Kendra or in Dhansthan) You are talking about "Venus" but for ashubha Venus we should pray only Shri Durga Devi/Shri Chamunda Devi. We can pray Shri Narayan for ashubha and weak budha,and for Ketu we can also pray Shri Kalimata.

Dhan ke liye kendra me Chandra-Mangal yutihbhi powerful mani jati hai.

Maine kabhi suna nahi ke Guru pitaka Karak hota hai.According to our astrology Guru always creates problem for that sthana where he placed.(sirf dhan aur navam sthan chodakar)Guru's sthan is not powerful but his drishti is supposed to be powerful like "Amrit."

Dasham sthan me Ravi ho to kya hota hai aur agar Guru Dasham me ho to kya hota hai yeh jarur padhiye( 9th and 10th is karak for pita and 4th is karak for mata-4th me shubha chandra mata prati agadh bhakti dikhata hai aur dasham ka Ravi pitase to dasham ka Guru pitase utana lagav nahi dikhata.)

Meri Matajika Guru Labhasthan me hai usane Labh to diya nahi lekin usaki drishti pancham sthan par hone ki vajahse mera labh aur mere jivan ki raksha jarur hui.

Ravise hi Pitaki samajik aur aarthik sthiti samazi jati hai na ki Guruse.Han Guru agar dasham me aur Shukra dhan sthan me ho to hame Vyapar me labh aur Varas ke torpar dhan milta hai. aur vah pitase bhi tejaswi mana ijata hai.

well i dont want to upset you.its my opinion only.May you will find other sources for it.

Regards

vasumati

Shop for Back-to-School deals on Shopping.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Res.Vasumati ji

 

I have posted my problem 3 times no body has taken note of it.I m mentally vry depressed and somtimes thimking of commiting sucide.Will u pls help your this brother in need,

my details are:

 

D.O.B. 27/04/1956

Place: Indore Longi.75:54;Lati: 22:42

Time of birth :01:33 A.M.

kindly help me I will remain ever grateful to u all.

 

Nanalkishore

 

On Sun, 12 Sep 2004 vasumati padhye wrote :

>Namaskar Kulbirji

>May be you are right according to Lalkitab,but Lalkitab is not only one book for astrology.You will certainly find so many understandabale and easy books in marathi.There are so many expert astrologers in Maharashtra Such as Shri.Jawaharlal Mutha from Nagar,Shri.Dhundiraj Pathak from Pune and so many.

>I never learned astrology but i have so much spiritual experience.Harrit asked us about the karak of mother and the karak is chandra for mother.If our Chandra is weak then we have to perform Shri Ganesh-fasting on Sankashta Chaturthi ( specially for Karka rashi) and i also read in many Marathi astrological book that We also can pray for Shri Lakshmi Narayan for weak chandra.( Chandra is also sopposed as Lakshmikarak in Kendra or in Dhansthan) You are talking about " Venus " but for ashubha Venus we should pray only Shri Durga Devi/Shri Chamunda Devi. We can pray Shri Narayan for ashubha and weak budha,and for Ketu we can also pray Shri Kalimata.

>Dhan ke liye kendra me Chandra-Mangal yutihbhi powerful mani jati hai.

>Maine kabhi suna nahi ke Guru pitaka Karak hota hai.According to our astrology Guru always creates problem for that sthana where he placed.(sirf dhan aur navam sthan chodakar)Guru's sthan is not powerful but his drishti is supposed to be powerful like " Amrit. "

>Dasham sthan me Ravi ho to kya hota hai aur agar Guru Dasham me ho to kya hota hai yeh jarur padhiye( 9th and 10th is karak for pita and 4th is karak for mata-4th me shubha chandra mata prati agadh bhakti dikhata hai aur dasham ka Ravi pitase to dasham ka Guru pitase utana lagav nahi dikhata.)

>Meri Matajika Guru Labhasthan me hai usane Labh to diya nahi lekin usaki drishti pancham sthan par hone ki vajahse mera labh aur mere jivan ki raksha jarur hui.

>Ravise hi Pitaki samajik aur aarthik sthiti samazi jati hai na ki Guruse.Han Guru agar dasham me aur Shukra dhan sthan me ho to hame Vyapar me labh aur Varas ke torpar dhan milta hai. aur vah pitase bhi tejaswi mana ijata hai.

>well i dont want to upset you.its my opinion only.May you will find other sources for it.

>Regards

>vasumati

>

>

>

>

>Shop for Back-to-School deals on Shopping.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Respected Gurujans

 

My most humble request to you all. Please help this gentleman.

I feel handicapped for not being able to help him.

Thanking you all in anticipation for sparing your valuable time.

 

Manjeet sodhi

 

 

 

lalkitab , " Nandkishore rai rawal "

<natkhatnandu@r...> wrote:

>  

> Res.Vasumati ji

>

> I have posted my problem 3 times no body has taken note of it.I m

mentally vry depressed and somtimes thimking of commiting sucide.Will

u pls help your this brother in need,

> my details are:

>

> D.O.B. 27/04/1956

> Place: Indore Longi.75:54;Lati: 22:42

> Time of birth :01:33 A.M.

> kindly help me I will remain ever grateful to u all.

>

> Nanalkishore

>

> On Sun, 12 Sep 2004 vasumati padhye wrote :

> >Namaskar Kulbirji

> >May be you are right according to Lalkitab,but Lalkitab is not

only one book for astrology.You will certainly find so many

understandabale and easy books in marathi.There are so many expert

astrologers in Maharashtra Such as Shri.Jawaharlal Mutha from

Nagar,Shri.Dhundiraj Pathak from Pune and so many.

> >I never learned astrology but i have so much spiritual

experience.Harrit asked us about the karak of mother and the karak is

chandra for mother.If our Chandra is weak then we have to perform

Shri Ganesh-fasting on Sankashta Chaturthi ( specially for Karka

rashi) and i also read in many Marathi astrological book that We also

can pray for Shri Lakshmi Narayan for weak chandra.( Chandra is also

sopposed as Lakshmikarak in Kendra or in Dhansthan) You are talking

about " Venus " but for ashubha Venus we should pray only Shri Durga

Devi/Shri Chamunda Devi. We can pray Shri Narayan for ashubha and

weak budha,and for Ketu we can also pray Shri Kalimata.

> >Dhan ke liye kendra me Chandra-Mangal yutihbhi powerful mani jati

hai.

> >Maine kabhi suna nahi ke Guru pitaka Karak hota hai.According to

our astrology Guru always creates problem for that sthana where he

placed.(sirf dhan aur navam sthan chodakar)Guru's sthan is not

powerful but his drishti is supposed to be powerful like " Amrit. "

> >Dasham sthan me Ravi ho to kya hota hai aur agar Guru Dasham me ho

to kya hota hai yeh jarur padhiye( 9th and 10th is karak for pita and

4th is karak for mata-4th me shubha chandra mata prati agadh bhakti

dikhata hai aur dasham ka Ravi pitase to dasham ka Guru pitase utana

lagav nahi dikhata.)

> >Meri Matajika Guru Labhasthan me hai usane Labh to diya nahi lekin

usaki drishti pancham sthan par hone ki vajahse mera labh aur mere

jivan ki raksha jarur hui.

> >Ravise hi Pitaki samajik aur aarthik sthiti samazi jati hai na ki

Guruse.Han Guru agar dasham me aur Shukra dhan sthan me ho to hame

Vyapar me labh aur Varas ke torpar dhan milta hai. aur vah pitase bhi

tejaswi mana ijata hai.

> >well i dont want to upset you.its my opinion only.May you will

find other sources for it.

> >Regards

> >vasumati

> >

> >

> >

> >

> >Shop for Back-to-School deals on Shopping.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Respected Nandkishoreji Namaskar

please wait till evening i found some answers but give some time for explaination.I am not expert like others but i can explain you about your condition.But remember one thing

Bhagvanke Ghar me der hoti hai jarur lekin andher nahi.To aap itana manasik tention kyon le rahe hai? abto Guru Tansit bhi Vrishchik rashi ke favour me hai( aapaki ras Vrishchik hai)

regards

vasumati

 

 

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Respected Nandkishoreji namaskar

Aapaki Chandra rashi Vrishchik hai tatha Makar lagna aur usame ucchhaka Mangal hai.vaise to Makar rashika Mangal Nirdosh mana jata hai lekin yeh lagan sthan me hai par usapar 11th sthanse(labh) Shaniki swarashi(makar) par drishti tatha Sapatam sthanse Guruki drishti se shayad Manglik nahi kahelayega.( Experts please answer it).Harshal-Mangal partiyuti thik nahi(Jalrashika(karka) ka Harshal thik nahi vaise Saptam sthan me Harshal vaivahik jivan me problems create karata hai(kya yeh sahi hai?matlab aapka vivah aadike bare me kuch batayenge?).Uparse Shani pancham sthan me apane swagrhme baithe hue Shukrapar purna drishti rakhakar aur bhi vairagya jaisi halat paida karata hai.

Dusari bat aapaka rashi Swami Chandra usaki neech rashi Vrishchika me Shanike sath baithakar aur bhi Nunyata paida kar raha hai.Vaise Saptamka Swami hokar Chandra ka 11th (labh) me hona Pardesh yog bhi dikahta hai lekin Chandra neech rashi me hone ki vajahse usaka labh nahi de pa raha hai.Chandra-Shani yuti vairagya(Sanyas) aur adhhyatmake liye bhi mani jati hai.Shayad isiliye aap nirash hai.

Agar aap Kisi jankar( expert) astrologerko dikha kar kounsa ratna aapako labhdayak hoga yeh puch le to behatar rahega.mai ratnoki expert nahi hu lekin mere khayalse aapako Moti ( Pearl) jarur labhadayak hoga, voh Chandrake sabhi neech Gun kam kar dega. chandrake sath rahu vahi honeki vajahse aapako Shani-rahu yeh pap grahoki yuti aur bhi pidit kar rahi hai.yehi dono Budhpar(pancham me Shukra tatha Ketupar) drishti dalkar aur bhi baichain kar dete hai.vaise to lagnesh Shanika Labhstahnme hona acchhi bat to hai lekin voh papgraha Rahu ke sath hai.

Aur to mai kal bataungi lekin aap maine jo shri kalbhairavashtaka padhane ke liye( rahu) kaha hai voh Chandra aur rahu ke liye madad karega.Shukra ketu se pidit hai to Shri Ganeshji ko jarur pujiyega.baki mai kal batungi kyonki raat bahut ho gayi hai.Dhiraj rakhiye.

regards

vasumati

 

New and Improved Mail - Send 10MB messages!

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Dear Naval Kishore JI,

 

I have gone through your birth chart and can asuure u that your good days are just arrived dont dishurten your self.

TRansit of jupiter in 11tth house will almost clear all your hu

rdles.

You can have a sigh of relief, as most of your problems will get a sorted out this year. The natural benefic Jupiter (Guru) is entering your 11th house of gain & income, and this will bring good news along with prosperity.

You will become more positive about life during this transit and there will be increase in your remuneration. At work your can expect more cooperation from colleagues, peers and bosses. A decent salary hike and promotion are in the offing.

Long standing problems like court cases and legal matters will get solved this year, and that too in your favour.

There will be an increase in savings, as the expenses will be low.

Children will do extremely well in their studies and will be able to come out with flying colours.

Marital life will be smooth, and conception of children will be easier. For those who are already carrying will have a peaceful delivery.

You will be able to form new friendships during this transit. Your social life will get a new zeal. Presently you are passing through shukra's mahadasha and this is going to be most benefic for u

rest I will tell you in next email.

 

vasumati padhye <vasumatipadhye wrote:

 

Respected Nandkishoreji namaskar

Aapaki Chandra rashi Vrishchik hai tatha Makar lagna aur usame ucchhaka Mangal hai.vaise to Makar rashika Mangal Nirdosh mana jata hai lekin yeh lagan sthan me hai par usapar 11th sthanse(labh) Shaniki swarashi(makar) par drishti tatha Sapatam sthanse Guruki drishti se shayad Manglik nahi kahelayega.( Experts please answer it).Harshal-Mangal partiyuti thik nahi(Jalrashika(karka) ka Harshal thik nahi vaise Saptam sthan me Harshal vaivahik jivan me problems create karata hai(kya yeh sahi hai?matlab aapka vivah aadike bare me kuch batayenge?).Uparse Shani pancham sthan me apane swagrhme baithe hue Shukrapar purna drishti rakhakar aur bhi vairagya jaisi halat paida karata hai.

Dusari bat aapaka rashi Swami Chandra usaki neech rashi Vrishchika me Shanike sath baithakar aur bhi Nunyata paida kar raha hai.Vaise Saptamka Swami hokar Chandra ka 11th (labh) me hona Pardesh yog bhi dikahta hai lekin Chandra neech rashi me hone ki vajahse usaka labh nahi de pa raha hai.Chandra-Shani yuti vairagya(Sanyas) aur adhhyatmake liye bhi mani jati hai.Shayad isiliye aap nirash hai.

Agar aap Kisi jankar( expert) astrologerko dikha kar kounsa ratna aapako labhdayak hoga yeh puch le to behatar rahega.mai ratnoki expert nahi hu lekin mere khayalse aapako Moti ( Pearl) jarur labhadayak hoga, voh Chandrake sabhi neech Gun kam kar dega. chandrake sath rahu vahi honeki vajahse aapako Shani-rahu yeh pap grahoki yuti aur bhi pidit kar rahi hai.yehi dono Budhpar(pancham me Shukra tatha Ketupar) drishti dalkar aur bhi baichain kar dete hai.vaise to lagnesh Shanika Labhstahnme hona acchhi bat to hai lekin voh papgraha Rahu ke sath hai.

Aur to mai kal bataungi lekin aap maine jo shri kalbhairavashtaka padhane ke liye( rahu) kaha hai voh Chandra aur rahu ke liye madad karega.Shukra ketu se pidit hai to Shri Ganeshji ko jarur pujiyega.baki mai kal batungi kyonki raat bahut ho gayi hai.Dhiraj rakhiye.

regards

vasumati

 

 

New and Improved Mail - Send 10MB messages!

 

India Matrimony: Find your life partner

online.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

vasumati ji,

there are nine planets considered in astrology, out of these nine which one do u consider the karaka of self if u take surya for self then who is the father of self, brahma is represented by jupiter. i know it's difficult to switch over to a new style after putting years of sincere labour in one system but i request u kindly read lalkitab thoroughly it is most logical. the dieties mentioned in ur texts are taken as such because texts say so but lk explains them with comlete logic. there is every reason why rahu's deity is saraswati, why she wears white clothes, why hanuman is diety of mangal nek and jin pret for mangal bad, why shani's diety is bhairav and why a dog accompanies bhairav etc.etc.. for details kindly refer to the lecture titled termionology of lk to be delivered at the seminar on sep 19th.

also please labour on tewe ki asan darusti because only a person who can tell about past should be relied on predictions about future and corrective measures.

regards

kulbirvasumati padhye <vasumatipadhye wrote:

 

Namaskar Kulbirji

May be you are right according to Lalkitab,but Lalkitab is not only one book for astrology.You will certainly find so many understandabale and easy books in marathi.There are so many expert astrologers in Maharashtra Such as Shri.Jawaharlal Mutha from Nagar,Shri.Dhundiraj Pathak from Pune and so many.

I never learned astrology but i have so much spiritual experience.Harrit asked us about the karak of mother and the karak is chandra for mother.If our Chandra is weak then we have to perform Shri Ganesh-fasting on Sankashta Chaturthi ( specially for Karka rashi) and i also read in many Marathi astrological book that We also can pray for Shri Lakshmi Narayan for weak chandra.( Chandra is also sopposed as Lakshmikarak in Kendra or in Dhansthan) You are talking about "Venus" but for ashubha Venus we should pray only Shri Durga Devi/Shri Chamunda Devi. We can pray Shri Narayan for ashubha and weak budha,and for Ketu we can also pray Shri Kalimata.

Dhan ke liye kendra me Chandra-Mangal yutihbhi powerful mani jati hai.

Maine kabhi suna nahi ke Guru pitaka Karak hota hai.According to our astrology Guru always creates problem for that sthana where he placed.(sirf dhan aur navam sthan chodakar)Guru's sthan is not powerful but his drishti is supposed to be powerful like "Amrit."

Dasham sthan me Ravi ho to kya hota hai aur agar Guru Dasham me ho to kya hota hai yeh jarur padhiye( 9th and 10th is karak for pita and 4th is karak for mata-4th me shubha chandra mata prati agadh bhakti dikhata hai aur dasham ka Ravi pitase to dasham ka Guru pitase utana lagav nahi dikhata.)

Meri Matajika Guru Labhasthan me hai usane Labh to diya nahi lekin usaki drishti pancham sthan par hone ki vajahse mera labh aur mere jivan ki raksha jarur hui.

Ravise hi Pitaki samajik aur aarthik sthiti samazi jati hai na ki Guruse.Han Guru agar dasham me aur Shukra dhan sthan me ho to hame Vyapar me labh aur Varas ke torpar dhan milta hai. aur vah pitase bhi tejaswi mana ijata hai.

well i dont want to upset you.its my opinion only.May you will find other sources for it.

Regards

vasumati

 

 

Shop for Back-to-School deals on Shopping.

 

Y! Messenger - Communicate in real time. Download now.

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Kulbirji

Astrology is like a deep Ocean.Aap jitana gahare pani me jayenge utani aapko sampatti mil jayegi.Shayad isiliye iss vishay ka anth nahi hai.Marathi-Panjabi-Gujarathi-Hindi aur Bengali yeh sabhi bahshaonki Sansrit yeh Janani (mata) hai.Isiliye Jyotishpar aapako inhi 5 bhashaonme hajar kitabe milegi kyonki yeh sabhi Sansritse bhashantarit hui hai.Her ek ka alag drishtikon hai.Lekin aap agar kahi bhi padhenege to aapkao malum hoga ki sun(surya) hi father Kehalata hai.Is vidhanse to kai sahamat honge.Suraj jindgi dilata hai, vah aatma hai isiliye use Pita(father) kahate hai.Aur abhi aapaka sawal-aap kahate hai ke 9 planets me se hum kise apana kahenge.Lekin yeh sawal astitva nahi rakhata kyonki according to astrology Manushya ke kundlime usake Lagnasthanse-tatha usame jo rashi hai ya graha hai usapar usaka Vyaktimatva jana jata hai tatha Chandra usaki kundlime jis sthan me hai uspar bhi Swabhav,aarogya aadi jana jata hai.To aap bataye ke aap abhi

konse graha ki bat kar rahe hai? yehi nahi Hasta shastrame aapaka hath dekhkar aapaki jindagime kounsa Graha impressive hai yeh bhi bataya jata hai to kya sirf astrologyhi ek sadhan hai?

Mangalke liye sirf Hanumanji hi nahi to Ma Durga tatha Shri Ganeshji bhi puje jate hai kyonki mangal ka dusara naam "Angark" hai.( Maharashtra me "Angarak Chaturthika mahatva Sankashta Chaturthise bhi badhakar hai) Shayad Shri Ganeshpuranse aapko kuch information mil jayegi.

Lalkitab beshak ek ajod kitab hai lekin kya vah Sansritse bhashantarit nahi hui? KP bhi apana ek sthan rakhati hai aur yeh suryaprakash jaisa satya hai ke aapaka graha kundlime kitana bhi shubh kyon na ho lekin agar vah kisi Rakshasi nakshtra me hai to usaka shubh phal kum ho jata hai.

Kulbirji mai janati hu aap mere iss lekh ka bura nahi manenge kyonki hum donoke iss charchase hum shayad kuch naya bhi sikh sakenge aur ho sakata hai ki aap Marathi sikh jaye aur mai Panjabi.mera aapko apamanit karaneka hetu katai nahi hai.lekin aap kundliko(Jyotish) spiritual najarse dekhenge to aapako kai sawalonke jawab jarur milenge.

Note:-Marathime Shri Hanumanjike liye itana powerful Stotra hai ke vah padhanese hamari kundlika 1-1 sthan Shuddha ho jata hai,sabhi papgrha dhile ho jate hai aur agar purna bhakti hai to Hanumanji sakshatkar (darshan) dikhate hai.

regards

vasumati

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

respected vasumati ji

will u pls upload Hanuman strotra for all members benefit. Eevery body will be grateful to u.

 

Naval

 

On Tue, 14 Sep 2004 vasumati padhye wrote :

>Kulbirji

>Astrology is like a deep Ocean.Aap jitana gahare pani me jayenge utani aapko sampatti mil jayegi.Shayad isiliye iss vishay ka anth nahi hai.Marathi-Panjabi-Gujarathi-Hindi aur Bengali yeh sabhi bahshaonki Sansrit yeh Janani (mata) hai.Isiliye Jyotishpar aapako inhi 5 bhashaonme hajar kitabe milegi kyonki yeh sabhi Sansritse bhashantarit hui hai.Her ek ka alag drishtikon hai.Lekin aap agar kahi bhi padhenege to aapkao malum hoga ki sun(surya) hi father Kehalata hai.Is vidhanse to kai sahamat honge.Suraj jindgi dilata hai, vah aatma hai isiliye use Pita(father) kahate hai.Aur abhi aapaka sawal-aap kahate hai ke 9 planets me se hum kise apana kahenge.Lekin yeh sawal astitva nahi rakhata kyonki according to astrology Manushya ke kundlime usake Lagnasthanse-tatha usame jo rashi hai ya graha hai usapar usaka Vyaktimatva jana jata hai tatha Chandra usaki kundlime jis sthan me hai uspar bhi Swabhav,aarogya aadi jana jata hai.To aap bataye ke aap abhi konse graha ki bat kar rahe hai? yehi

> nahi Hasta shastrame aapaka hath dekhkar aapaki jindagime kounsa Graha impressive hai yeh bhi bataya jata hai to kya sirf astrologyhi ek sadhan hai?

>Mangalke liye sirf Hanumanji hi nahi to Ma Durga tatha Shri Ganeshji bhi puje jate hai kyonki mangal ka dusara naam " Angark " hai.( Maharashtra me " Angarak Chaturthika mahatva Sankashta Chaturthise bhi badhakar hai) Shayad Shri Ganeshpuranse aapko kuch information mil jayegi.

>Lalkitab beshak ek ajod kitab hai lekin kya vah Sansritse bhashantarit nahi hui? KP bhi apana ek sthan rakhati hai aur yeh suryaprakash jaisa satya hai ke aapaka graha kundlime kitana bhi shubh kyon na ho lekin agar vah kisi Rakshasi nakshtra me hai to usaka shubh phal kum ho jata hai.

>Kulbirji mai janati hu aap mere iss lekh ka bura nahi manenge kyonki hum donoke iss charchase hum shayad kuch naya bhi sikh sakenge aur ho sakata hai ki aap Marathi sikh jaye aur mai Panjabi.mera aapko apamanit karaneka hetu katai nahi hai.lekin aap kundliko(Jyotish) spiritual najarse dekhenge to aapako kai sawalonke jawab jarur milenge.

>Note:-Marathime Shri Hanumanjike liye itana powerful Stotra hai ke vah padhanese hamari kundlika 1-1 sthan Shuddha ho jata hai,sabhi papgrha dhile ho jate hai aur agar purna bhakti hai to Hanumanji sakshatkar (darshan) dikhate hai.

>regards

>vasumati

>

>

>

>

>

>

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Res.Nandkishoreji namaskar

Thanks for asking about this stotra.This Stotra is in Marathi.Do you know or can you read Marathi?because there is no word for "La" in Hindi.After receiving this stotra you must learn how to read this stotra from any marathi person.There are so many Marathi people in Indore, one of them will certainly help you.

Second thing before and after reading this stotra you have to read Shri Ramraksha Stotra(which is in Sansrit) because if you forget tp pray Shri Ram,then Hanumanji would never give you anything.You have to read this stotra( Not phalshruti-i mean the meaning of the words that what will you get after reading this stotra) 11( Elevan) times every day.well With Shri Ramraksha it will take Half-an -hour or nearly 1 hour for all these things.( Phalshruti sirf dus(10) bar kahane ke bad jab aap 11 ve bar stotra kahana shuru karenege tabhi stotra ke aakhir me Phalshruti Padhiye) meri yeh mail dhyanse padhiye aur phir tay kijiye.

11 bar everyday aise aapako 121( Eksow ekkis din) din padhana padega( approx 4 months) 121 din ka 1 mandal( Avartan) aise apako 11 madal karane padenge.matalab aapke her dosh nivaran ke liye aapko her din 11 bar aise 3( Teen) sal padhana padega.Are you ready to do all these things? Koi tantra- mantra ya kisi Dusare devataki puja ya koi Hom-havan karane ki ya koi Ratna pahananeki Jarurat nahi hogi Itani Takad yeh Stotra rakhata hai sirf Dilojan se Bhakti -Shraddha aur Shri Hanumanji tatha Shri Ramjike liye sampurna Samarpan chahiye.De sakenge aap ya koi anya aadami ya aurat utana samay?Nandkishoreji Aapki samasya ka nivaran yeh Stotra Jarur karega isaki mai 1000% guarantee to de sakati hun.Lekin dusari bat jo mahatva bhi rakhati hai ke Agar aapne Janbuzkar ya bina jane hue agar kisika dil dukhaya hoga to aapko pahale usbareme Bhagavnke pas Kshama( Mafi) mangani hogi aur jab apaka man tatha Hriday Shuddha ho jayega tabhi aap nishchint aur shant manse yeh

sabhi kar payenge.Nandkishoreji please muze galat na samaze mai janati hu ke aapne janbuzkar to kisiko dukhaya nahi hoga par aapki Kundlike Grah aapaki her Trasadike liye hi jimmedar ahi.Mai yaha kisi ko salah dene ke liye nahi baithi hun na muze koi aadhikar hai lekin Jyotish me nahi to Aadhyatimik drishtise mere anubhav ,Santoki muzpar tatha mere Gharpar Kripa drishti aur Upasana ke liye madad dene vale mere Kundlike Graha issi aaharpar mai yeh sab kuch kah rahi hu.Krupaya mere bareme Koi galatfahami na banaye.Aapaki Ishta devata(Vrishick Rashi) Bhagvan Shri Ganeshji hai kya aap ab bhi maine bataya hua karana chahenge? Mere Is mail ko reply jarur kare.Mai Stotra tabhi aapke vichar jananeke bad dungi please bura mat maniye.Aap frankly bolanevale hai issiliye mai sab janana chahungi

regards

vasumati

 

Mail is new and improved - Check it out!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...