Jump to content
IndiaDivine.org
Sign in to follow this  
Guest guest

Shukra-vivah,shasan tatha dhanlabh-part-1

Rate this topic

Recommended Posts

Guest guest

Hi

Well everybody know about Shukra(Venus)but here are some interesting

facts about him given below.

Shukra-Swarashi-Vrushabh tatha Tula, ucchha rashi Meen aur neech

rashi kanya.janma-Lagna kundlime Dhanasthan me Vrushabh ras ho to(aur

use shukra ya Chandra ho to)mithi aawaj,khubsurat aankhe,dhanlabh aur

sukh milata hai.Kal kundlime saptam sthaname tatha vyaya sthan me

Sukra kihi ras(Swaras-Tula,ucchha ras meen) aati hai.Shukra yeh Nidra

(sleep) ka karak hai.!2th(dwadash-Vyaya sthan)yeh aankhose sambandhit

hone ki vajahse Ravi,Chandra tatha Sukra inhe netra sukh ka karak

manate hai.yadi yahi tino graha Rahu,ketu ya shani se pidit ho to

Netra vikar(Rog) hote hai.khubsurat bal,tejaswi rup,aawaj tatha

aankhe Sukra ki den hai.Isiliye Rohini(Vrushabh)chitra(Tula)hasta

(Kanya),Anuradha(vrischik) aur Shravan(Makara),Revati(Meen) yeh

nakshatra Soundarya dete hai.

Sukra 1st,4th,7th,9th aur 11th me jada labh deta hai.2nd tatha 12 th

me acchhi aankhe aur madhur aawaj deta hai.

Sukra ke mahine:-march,july tatha november(shukra Janmans par

impression dalta hai)

Dhanlabh:-1) Sukra 6th sthan me tatha 6th ka swami(lord) dusare kisi

sthanme balwan aur shubh graheke drishitime ho to Ghrse he dhan milega

2)8th sthan me sukra tatha usi sthan ka lord 1,3,6,10,11 me hoga aur

shathyansha kundlime balwan ya swagruhi hoga to loterise labh

3) Yadi Lagnesh,chaturthes aur dhanesh ekdusareko dekh rahe ho aur

chandra aur mangal balwan ho to jamin-ghar se labh.

4)Yadi pancham sthan aur usaka swamoi balwan ho to loterime labh.

5)Panchmesh ashtam tatha ashtmesh pancham me ho to aur uspar Guru ki

drishti ho aur kisi papgraha ki drishti na ho to bar bar dhan labh

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...