Jump to content
IndiaDivine.org
Sign in to follow this  
Guest guest

Hanuman Ji k vrt ka udyapan

Rate this topic

Recommended Posts

Guest guest

jai Guru dev

 

maine mangalwar k shree hanuman ji k 21 vrat purn kiye hai. mai guru bhaiyo se janan chahta hu ki mangalwar k vrat k udyapan ka kya vidhan hai.

 

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

aap sarab tambhakhoo nasili vastue na khaye or na kisi ko khilay hanuman ji ko

lagot or chola bhet dey mahilao ka samman karey magalwar ko bhandara karey

jismey bundi key ladoo awasay ho mahilao ko chamak dhamak kar rangili bankar

hanuman ji key mandir nahi jana chahiye ve naraj hotey hai mahilao ko sadey

garimapurn (mata ya bahin ji key roop mey)bhes mey mandir jana chahiye or palu

sey sar dhaka hona chahiye hanuman bhakto ko chamdey ka use bhi nahi karna

chahiye lal rang key under wear v baniyan jarur pahnney chahiye lal roomal bhi

rakh saktey hai v kisi garib anath vidhwa ko janbujhkar apni or sey tang nahi

karna chahiye sadev sacchai ka saath dena chahiye aap ramayan ka path bhi kar ya

karwa saktey hai aapko ek garib ladki ka vivah kharcha bhi vahan karna chahiye

or bhaya duj mey uskey darsan karney chahiye kalyan hoga lalchi logo ka saath

hanuman ji kabhi nahi detey hai hanuman ji ki pooja karney walo ko hanuman ji ka

charit jeewan mey utarna chahiye

 

, Don <joshirohit123 wrote:

>

> jai Guru dev

>  

> maine mangalwar k shree hanuman ji k 21 vrat purn kiye hai. mai guru bhaiyo se

janan chahta hu ki mangalwar k vrat k udyapan ka kya vidhan hai.

>  

>

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...