Jump to content
IndiaDivine.org
Sign in to follow this  
Guest guest

Mangalvar aur Brihaspatvar ko bal katne ki manahi

Rate this topic

Recommended Posts

Guest guest

Sir,

 

hamare yahan aisi parampara hai ki mangalvar aur brihaspativar ko na to bal kate

jate hai aur nahi kapade dhoye jate hai. is ka kya koi jyotishiya adhar hai ya

yah sirf ek vaham hai. bahut adar ke sath

 

Anand

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Respected Anand ji,

 

I am quoting a dialogue sequence between Amrita Pritam , the Gyanpeeth award winner littérateur and Krishna Ashant ji, the well known Lal Kitab scholar, published in her book ‘Trik Bhavanon ki Gatha’ [page 111]

 

Amrita Pritam : ek aur baat samne ayee hai ki Mangalvar ko koi naayee kisi ke baal nahi katata | yah kyon? Shayad isliye ki mangal, apane jaise shaktishali shani ko kisi bhi tarah se chhedna nahi chahata hai?

 

Pt. Krishna Ashant : theek yahi kaaran hai | shani baalon ka karak hai, aur mangalvar vale din shani ko apane se dur karna, mangal-shani ke takra jane ka soochak hai | kayee log to mangalvar shave tak nahi karte | sir nahi dhote, maans nahi khate, sharab nahi peete | yah sab vastuyen shani ki karak hain | yahan tak ki kayee log mangalvar kapre nahi dhote | nahane vala sabun to shukra ki karak vastu hai, par kapare dhonevala sabun shani ki vastu hai | so jin bhi vastuon ka talluk shani ke saath hota hai, vah mangalvar nahi ki jaati

 

The same logic applies to people not getting their hair cut; not getting shaved; not washing clothes; not eating meat or drinking on Thursdays. This again is to avoid any conflict between the Saturn and the Jupiter, two equally powerful planets.

 

Regards,

 

Varun Trivedi

 

 

 

 

 

 

 

, "anand_jotish" <anand_jotish wrote:>> Sir,> > hamare yahan aisi parampara hai ki mangalvar aur brihaspativar ko na to bal kate jate hai aur nahi kapade dhoye jate hai. is ka kya koi jyotishiya adhar hai ya yah sirf ek vaham hai. bahut adar ke sath> > Anand>

Share this post


Link to post
Share on other sites
Guest guest

Varun ji,

Bahut bahut dhanyavad. apka abhari hun

Anand

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, " varun_trvd " <varun_trvd wrote:

>

>

> Respected Anand ji,

>

>

>

> I am quoting a dialogue sequence between Amrita Pritam , the Gyanpeeth

> award winner littérateur and Krishna Ashant ji, the well known Lal

> Kitab scholar, published in her book ‘Trik Bhavanon ki

> Gatha’ [page 111]

>

>

>

> Amrita Pritam : ek aur baat samne ayee hai ki Mangalvar ko koi naayee

> kisi ke baal nahi katata | yah kyon? Shayad isliye ki mangal, apane

> jaise shaktishali shani ko kisi bhi tarah se chhedna nahi chahata hai?

>

>

>

> Pt. Krishna Ashant : theek yahi kaaran hai | shani baalon ka karak hai,

> aur mangalvar vale din shani ko apane se dur karna, mangal-shani ke

> takra jane ka soochak hai | kayee log to mangalvar shave tak nahi karte

> | sir nahi dhote, maans nahi khate, sharab nahi peete | yah sab vastuyen

> shani ki karak hain | yahan tak ki kayee log mangalvar kapre nahi dhote

> | nahane vala sabun to shukra ki karak vastu hai, par kapare dhonevala

> sabun shani ki vastu hai | so jin bhi vastuon ka talluk shani ke saath

> hota hai, vah mangalvar nahi ki jaati

>

>

>

> The same logic applies to people not getting their hair cut; not getting

> shaved; not washing clothes; not eating meat or drinking on Thursdays.

> This again is to avoid any conflict between the Saturn and the Jupiter,

> two equally powerful planets.

>

>

>

> Regards,

>

>

>

> Varun Trivedi

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

, " anand_jotish "

> <anand_jotish@> wrote:

> >

> > Sir,

> >

> > hamare yahan aisi parampara hai ki mangalvar aur brihaspativar ko na

> to bal kate jate hai aur nahi kapade dhoye jate hai. is ka kya koi

> jyotishiya adhar hai ya yah sirf ek vaham hai. bahut adar ke sath

> >

> > Anand

> >

>

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...