Reg : Amavasya
Hi Everybody
1.What is amavasya ?
2. If some child born on the day of amavasya, does the life of child
effect by this day ?
3. Kya amavasya kai deen janam lainah wallaih logou kee life paar
kya amavasya kai deen kaa prabhav paar hai yadhi paarta hai tou voh
kish tarah kaa houta hai, kyou kee astrology kai anushar amavasya
kai deen janam lainah walaih logou kee kuch acchi nahi maneeh jati
hai aap kee kya rai hai esh vishai paar kirya mai bhee marag darshan
karaih, yadhi esh kaa parahbhav (amavashya) yadhi accha nahi houta
hai tou kya pooja paath aur anusthan ekh vaikti kyou karnaih
chaheeyaih, kya esh sambandh mai koi pooja paath kaa vidhan hai jou
kee neeyameet roop say kee jateeh hou.
3. Kya amavasya kai duor prabhav kyou kaam keeya jaa saktah hai aur
kish tarah.
4. kya koi varat (fast), weekly fast keeya jaa sakta hai kirpa
karkai kai mairah marg darshan karaih abhi taak mujhai esh vishai
mai sahi jankari nahi meel paa rahi hai, kirpya suggest karaih koi
paath jou neeyameet roop say keeya jatah hou, yah phir weekly varat
keeya jaah saktah hai.
asha karta huo kee aap loug mairah esh vishai mai marg darshan
karaigaih.
Dhanyavad
your's
sani
Jai Gurudev
|